aamir_uetn
Prime Minister (20k+ posts)
Re: Hath ki safai, truely amazing
:lol:[hilar] waah kya amoodi aur matwaazi manzar kashi ki hai, sahi kaha, hamarey haan har hunar takhreebi sar garmiyon he mein use hota hai, hum bhi takhleeqi side pe sochtey to aaj kahan hotey, waisey yeh matwaazi simt m 3 baar hilana 3 se zyada ya kam ho jaey to matlb badal jaata hai kya :lol:[hilar] aapne to sahi hisaab laga k rakha hua hai
@EniGma90
ہاتھ کی صفائی یا ہاتھ سے منظر کشی
کیا یاد دلا دیا ؟؟؟؟ اف یہ ہنر تو ہمارے ہاں ہر کوئی جانتا ہے ، لیکن لڑائی کے وقت اسے "دستی" اشارے بہت کام آتے ہیں
[hilar] [hilar] [hilar] [hilar]پانچوں انگلیوں کا دستہ بنا کر ، عمودی رخ پر ایک بار لے جانا ، یا پھر اس دستہ کو متوازی سمت میں تین بار ہلانا