Re: Imran Khan Expoed By Abdul Sattar Edhi In Baat Say Baat Talkshow
Yar tera masla kiya hai?
Imran Ki zaati zindagi tujhe kis taranh affect karti hai?
Mere liye Imran Ka SKMH important hai. Us ki imandari important hai. Us ka world cup jeetna important hai. Us ke Pakistani awam ki kidmat karna importnat. Mein is liye use support karta hon.
Aur tere liye? Us ki zindagi ka ek mubiyna zaati fail?
Aur teri party MQM ko mention karna zaroori hai kyun ke tu usi ke zubaan bool raha hai. Warna mein ne bahut se haji log dekhain hain, jo mein daway se kehta hon tere se ziada pak saf hon ge, Imran ko support karte hoay.
To ek bhattakhor jamat ki supporter ke liye morality bahut baad ki cheez hai.
Imran ka maazi bilkul theek hai, us ne Pakistan ka naam har field mein roshan kya. Isi mazi ke buniyad pe aaj log us ko support karte hain aur use chanda detain hain.
Raha zaati zindagi, to wo keh chuka hai ke wo koi farishta nahi hai. Galtian sab se hotin hain. Lakin us ne kabhi chori, daka ya qatal nahi kia - aur yehi importnat baat hai.

آ گیا اوقات پر پوھنچ گیا تو ترتراک پر یہی اصلیت ہے اس انصاف پسندی کےخول کے پیچھے چھپیہے گندی زنا سے بھرپور زندگی جیسا زانی لیڈر ویسے ہی اسکے سپورٹر متحدہ کے خلاف چاہے ہزار مقدمے ہوں وہ اس بات کا جواب نہیں ہیں اور لیکن نا جائز بچی کا باپ ملک کی باگ ڈور سمنبھلنے کے درپے ہو تو سوال تو اے گا کونسی ذاتی زندگی اب یہ سیاست کے میدان میں ہے اور ہر سوال کا جواب دینا ہو گا کل کو پھر زنا کر کے بول دے گا میری ذاتی زندگی ہے پھر کیا ہو گا . .
جسکا ماضی ٹھیک نہیں اس کا حال اور مستقبل کیا ٹھیک ہو گا
اور ویسے بھی کہتے ہیں چورچوری سے جائے پر ہیرا پھیری سے نہ جائے.