Aik Hi Column Main Complete Money Back :P

main to dar rha hoon yeh log malik riaz ki nabowat ka dawa na kar dain, ya phir haroot marrot ki tarha ka farishta na bana dain
 
waisay bhai nay kis saadgi say plot ki farmaish krdi balkay jaga bhi bata di. .. Yahan nagan chorangi par bhi sipah sahabah ki masjid k samnay plot khali hay wahan lo gay ?
 

khan_asif

Politcal Worker (100+ posts)
pakistan k sare journalist bikao mal hain aur bik chuke hain jo nai bika wo ache rate ka muntazir hai.