FaisalKh
Chief Minister (5k+ posts)
بھٹو کا نظریہ آپ کو نہیں پتہ - اس نظریے کے تو کروڑوں پیروکار ہے - بھٹو کا نظریہ غریب کا پیٹ بھرنا تھا - اس کو آواز دینی تھی - اس کو جاگیردار اور وڈیرے سے نجات دلانی تھی
بھٹو کا نظریہ پاکستان کو اپنے پیروں پر کھڑا کرنا تھا اور مسلم اقوام کو اکھٹا کرنا تھا
اس کی ایک چھوٹی سی مثال - عام عوام کو پاسپورٹ بھٹو کے دور میں جاری ہونا شروع ہوئے ورنہ اس وقت پاکستان میں پاسپورٹ صرف صاحب اقتدار اور طاقت والوں کے پاس ہوتے تھے
Bhutto ne Pakistanion ke baare main kaha tha idhar tum udhar hum kiya ye ghalat hai?
Bhutto ne aik jamhoori tareeqay se aksariat haasil karne walay shakhs ko sirf is liye wazir azam nahi banne diya ke wo baqol bhutto ke wazir azam banne ka ahel nahi tha... kiye ye ghalat hai?
Bhutto ne kuch achay kaam bhi kiye lekin agar wo bhutto na karta to koi aur karta...
Khloos niyat se koi kaam ho to SKMH log bana dete hain dosra ban raha hai air teesray ke liye baat cheet chal rahi hai... ye aik banday ki nahi poori qaum ki kaamyaabi hai...
Bhutto ne zaati mafaad ko nazriye ka naam diya us zaati mafaad per 30 saaal tak log bewaqoof bane aur aagay bhi banaingay lekin haalaat nahi badle