Sir Syed Ahmad Khan ka Sharabi Beta

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
2ltgg95.jpg

2581m2u.jpg
 

Ibrar khan

Citizen
Yeah becuase unlike others Sir Syed preferred to educate sons of the Muslims of subcontinent than his own, and I think we should highlight his services for Muslims rather his personal.
 

QaiserMirza

Chief Minister (5k+ posts)
ضروری نہیں ہے کہ باپ کی قابلیت کا اثر اس کی اولاد پر بھی ہو
اس طرح بہت سے عالم دین ہیں جن کی اولادیں دین سے کوسوں دور ہیں
حضرت نوح کا بیٹا باپ کی تعلیمات پر ایمان نہ لا سکا

 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
ضروری نہیں ہے کہ باپ کی قابلیت کا اثر اس کی اولاد پر بھی ہو
اس طرح بہت سے عالم دین ہیں جن کی اولادیں دین سے کوسوں دور ہیں
حضرت نوح کا بیٹا باپ کی تعلیمات پر ایمان نہ لا سکا


koon si kabliyat thi is main ????

aik hi kabliyat thi mausoof main jo Haroon ur Rasheed main bhi hai ----- > BOOT POLISH
 

Lyallpur

Banned
Sir Syed is bright sun, while these so-called petty mullah, call them-self i.e. shiekh ul hind, shiekh ul islam etc are are not equal to sir syed's shoe lace. Even in the land of pure's, people with british style education are doing well. And see these shame less mullahs, what they call Sir syed, Jinnah and Iqbal?? Kafir. That day will never come when these petty mullahs will be president or prime minister in Pakistan.
 
sir syed is my hero .. slute to you . curse on those who said you english agent qaide azam kafire azam .. and qaid e azam imran khan yahoodi and ... bla bla .. sir syed qaid e azam imran khan zindabad
 
sir syed ko english agent is liye kaha gaya ke woh beghirat jo 1000 sal hindustan par haqomat ke doran mahaz anar karli ke thomkay dekhtay rahey apney beton ke wazan ke barabar sona lotatay rahey jab ke engreizon nay .. jahaz .. radio . tv . telephone . guns banai universities bannai .. sirsyed nay on ko identifiy kia keh problem kahan hai .. jesay aaj imran nay money londerers ko bambino cinemey say sare mahal .. bajil nahe magar laptop bantay janay walon ko .. taliban ka dard pichawarey mein liye woh karachi waley jin ki jamat roz 10 bandon ko karchi main katal karti hai .. on molaoon ko jo imran ko yahodi kehtay hain yahodiyon ke banaye howey tv par betha kar or computer par behth kar .. yeh wohi dastan repeat ho rahi hai .. but sirsyed qaid e azam ham oss time nahe tha ,magar aj ham imran khan ke sath say mar jain gai hatain ge nahe or inshallah paksitan ko greater paksitan banaine gai ..or in thagoon ko phansi pay latkain gai inshalllah
 

k.a.kiani

Minister (2k+ posts)
Yeah becuase unlike others Sir Syed preferred to educate sons of the Muslims of subcontinent than his own, and I think we should highlight his services for Muslims rather his personal.

Aapko shayed "sir" syed ahmed khan k poorai karnamon ka pata nahi iss liye aap yeh farma rahai hein. agr aapko pata chalai tu aap k khyalaat yak-sar badal ja'ein. Achha aik tu mein abhi bata daita hon q kah wo itnai hein kah mere paas itna waqt nahi aur wo ye kah hazrat mojzat (miracle) per yaqeen nahi rakhtai thai. yaani kah wo kahtai thai kah hazrat moosa k paas koi stick nahi thi, hazrat Eisa murdon ko zinda aur kooriyoun ka ilaaj nahi kr sktai thai, wagaira wagaira. baaqi b aapko thori c tehqeeq (research) se pata chal ja'ein gai.

By the way, Sir syed was not the only one who had given services to hindu-muslim subcontinent there were more but sir syed was the only one who offered services to Mulims of subcontinent on the instructions of Sahib Bahadur and this is why he was given name of SIR.
 
Last edited:

A.G.Uddin

Minister (2k+ posts)
In Maulvi hazarat ne Islam ki khaak khidmat ki hai kya? Britishers ki taraf se Nabi Pak pbuh ki zaat per ghatya humle hue thay aur humare yeh Ulemas English seekhne ke khilaf fatwa diye bethe thay.Ussi time William Muir ne ek nazeyba kitaab likhi Nabi Pak pbuh ke against Nauzubillah,aur Sir Syed Ahmad Khan ne reserach karke uska ek reply tayyar kiya jo key Muir keliye ek verbal thappad sabit hua. Even aaj tak Indo-Pak Subcontinent ke buhat se Mullahs ne Sir Syed ke khilaf zehr aur bakwas ugli lekin unmein se he kuch ne Sir Syed ki kitaab se naqalein mari khud.


Yeh tha Sir Syed ka reply against William Muir.

http://www.scribd.com/doc/50684596/khutbat-e-Ahmadiya-%D8%AE%D8%B7%D8%A8%D8%A7%D8%AA-%D8%A7%D8%AD%D9%85%D8%AF%DB%8C%DB%81

Lekin afsoos Pakistan ki mukhalifat karnewale Maulvi hazarat aur unki auladoun ne bhi Pakistan ka beda gharq karne mein role play kiya. Aur inhoun ne jhoot aur zalalat ka muzahira kiya humesha aur Pakistan ko mazhab ke naam per claim karne mein lage rahe.

Sir Syed ke ilawa Allama Iqbal,Ghulam Ahmed Pervaiz aur Mohammad Assad ke kaamoun ko bhi manzar-e-aam se hutane keliye in Mullah hazarat ke hathkande jun ke yun maujood rahe.
 

Ibrar khan

Citizen
Janab I have nothing to do with his personal views, I don't know where have U gathered the information from, If you can list any reliable source, even then I'm more interested in highlighting the fact what Sir Syed did for Muslims at that time. If you cannot provide any reliable source then I would humbly advice U to study History without any personal prejudices.
 

aq.inqalabi

Senator (1k+ posts)
koon si kabliyat thi is main ????

aik hi kabliyat thi mausoof main jo Haroon ur Rasheed main bhi hai ----- > BOOT POLISH

sorry mistakenly pushed like button (thumbsdown)!

by the way wats ur issue with sir syed, is it Aligarh University or Al Khutbat al Ahmadiya (1870), in reply to Muir''s "Life of Mahomet" ?

"Sir William Muir’s “Life of Mahomet” (available online) made some wild allegations against the Prophet Mohammad (saw). Syed Ahmad was greatly disturbed and pained and prepared to write a detailed response in the form of the book “Khutubat-i-Ahmadiya”. He planned to collect research material in England during his trip to England. Syed Ahmad had to endure many financial difficulties for the translation and publication of the book in England. He later expanded upon these ideas in the form of “Tasanif-i-Ahmadiya”. Maulana Moudoodi declared this book as the first major scholarly work on the life of Prophet."
 
sir syed is not alive today so i can conform ..but what is alive is aligarh university and his statment .. ( muslmanoo tum jo aaj english ke khilaf bol rahey ho or mujhey anraizon ka agent keh rahe ho. eik wakt ae ga ke tum apna pait kat kar roti ke pesay bacha kar apney bachey ko english medium mein dakhil karwoo gai .. ) markoni . graham bell apni zati zindgai mein kia thay i dont care . but mein telephone radio sonta hon tu dowa dayta hon onhien insaniyat ki iss khidmat par ... siry syed u r my hearo.
 
Last edited:

Altaf Lutfi

Chief Minister (5k+ posts)
aulaad ki tarbiyyat karna waledain ka fitri taqaza zaroor hai lekin koi waled apni aulaad ko 100% apnay jaisa kyun naheen bana pata, balkeh kabhi tu aulaad tarbiyyat pa kar bhi bilkul ulat samat mein chal deti hai, is ka bhed shaayad yeh hu keh har insaan ki juda juda destiny hai jo Allah Pak ne tey farma di hai. Aaj k zamanay mein is ki numayaan misaal Maulana Mufti Mehmood marhoom aur un k betay Maulana Fazal-ur-Rehman ki shakal mein hamaray smnay hai. Fazal-ur-Rehman ka roop alim-e-deen ka hi hai lekin in ko apnay baap se kis qadar nisbat reh gai hai, woh sab jntay hain. Marhoom ne ezzat, maqbuliyyat aur ajar kamaya jab keh beta dunya ki ghalazat ikathi karnay mein laga hai aur Umro Ayyar ki masaal ban keh reh gaya hai.
 

iftikharalam

Minister (2k+ posts)
Sir Syed Ahmad khan Angraizon ka agent tha

Aur woh kis keh agent thai jo loudspeaker keh istimal ko shaitan ki awaz kehtai thai? ( Aaj her masjid main istimal hota hai) Jo angraizi taleem haasil karnai walon per kufar keh fatwai lagatai thai? ( Aaj in ki apni oladain bhi angraizi taleem hasil kerti hain), Jo TV ko ghar sai bahar phainknai per 5,5 ghantai keh lectures daitai thai, ( aaj her scholar khud TV per aa ker tabligh ker raha hai)... Mujh ko bata dain, yeh kam andaish mullah kis keh agent thai jin ki wajah sai hum sab sai peechai reh gai?
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
sir syed is my hero .. slute to you . curse on those who said you english agent qaide azam kafire azam .. and qaid e azam imran khan yahoodi and ... bla bla .. sir syed qaid e azam imran khan zindabad
your hero was a british agent and an obediant servent of his masters thats why they give him the Title of SIR bacause of his services
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
aulaad ki tarbiyyat karna waledain ka fitri taqaza zaroor hai lekin koi waled apni aulaad ko 100% apnay jaisa kyun naheen bana pata, balkeh kabhi tu aulaad tarbiyyat pa kar bhi bilkul ulat samat mein chal deti hai, is ka bhed shaayad yeh hu keh har insaan ki juda juda destiny hai jo Allah Pak ne tey farma di hai. Aaj k zamanay mein is ki numayaan misaal Maulana Mufti Mehmood marhoom aur un k betay Maulana Fazal-ur-Rehman ki shakal mein hamaray smnay hai. Fazal-ur-Rehman ka roop alim-e-deen ka hi hai lekin in ko apnay baap se kis qadar nisbat reh gai hai, woh sab jntay hain. Marhoom ne ezzat, maqbuliyyat aur ajar kamaya jab keh beta dunya ki ghalazat ikathi karnay mein laga hai aur Umro Ayyar ki masaal ban keh reh gaya hai.
Hazoor muj aajiz maskeen ka to sirf itna kehna tha ke Sir syed ahmad khan ka beta bhi ussi ki tarha tha , mera matlab Islam se bohut door , jaisa nalayaq baap waisa nalayaq betaaap ne jo mufti mehmood aur Maulana fazal ur Rehman ki misaal di , us se main ittefaq karta hoon
 

Back
Top