ضروری نہیں ہے کہ باپ کی قابلیت کا اثر اس کی اولاد پر بھی ہو
اس طرح بہت سے عالم دین ہیں جن کی اولادیں دین سے کوسوں دور ہیں
حضرت نوح کا بیٹا باپ کی تعلیمات پر ایمان نہ لا سکا
Yeah becuase unlike others Sir Syed preferred to educate sons of the Muslims of subcontinent than his own, and I think we should highlight his services for Muslims rather his personal.
Sir Syed Ahmad khan Angraizon ka agent tha
koon si kabliyat thi is main ????
aik hi kabliyat thi mausoof main jo Haroon ur Rasheed main bhi hai ----- > BOOT POLISH
Sir Syed Ahmad khan Angraizon ka agent tha[/Q7
bai sahib aap ny bilkul durust kaha sir ka khitab isy 1857 ki jhang main mukhbrian kerny per dia gia tha sala freemason tha
Sir Syed Ahmad khan Angraizon ka agent tha
your hero was a british agent and an obediant servent of his masters thats why they give him the Title of SIR bacause of his servicessir syed is my hero .. slute to you . curse on those who said you english agent qaide azam kafire azam .. and qaid e azam imran khan yahoodi and ... bla bla .. sir syed qaid e azam imran khan zindabad
Hazoor muj aajiz maskeen ka to sirf itna kehna tha ke Sir syed ahmad khan ka beta bhi ussi ki tarha tha , mera matlab Islam se bohut door , jaisa nalayaq baap waisa nalayaq betaaap ne jo mufti mehmood aur Maulana fazal ur Rehman ki misaal di , us se main ittefaq karta hoonaulaad ki tarbiyyat karna waledain ka fitri taqaza zaroor hai lekin koi waled apni aulaad ko 100% apnay jaisa kyun naheen bana pata, balkeh kabhi tu aulaad tarbiyyat pa kar bhi bilkul ulat samat mein chal deti hai, is ka bhed shaayad yeh hu keh har insaan ki juda juda destiny hai jo Allah Pak ne tey farma di hai. Aaj k zamanay mein is ki numayaan misaal Maulana Mufti Mehmood marhoom aur un k betay Maulana Fazal-ur-Rehman ki shakal mein hamaray smnay hai. Fazal-ur-Rehman ka roop alim-e-deen ka hi hai lekin in ko apnay baap se kis qadar nisbat reh gai hai, woh sab jntay hain. Marhoom ne ezzat, maqbuliyyat aur ajar kamaya jab keh beta dunya ki ghalazat ikathi karnay mein laga hai aur Umro Ayyar ki masaal ban keh reh gaya hai.
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|