Mumtaz Qadri chehlum in Rawalpindi today - do not miss it

Jab is ki koee haqeeqat he nahee tu chehlum ka matlab kiya. Hamraey Piyra-e-rasool (PBUH) Rehamtulil-Almeen, Habeeb Ullah ka Rasme- chahlum huwa tha?Ya Allah hedayet Farma Sab say mujhey.
bus yehe masla hai tmhy pata hai nahe or mukhalfat karni hai ....kisi nay boldiya chelum biddat hai tou tm nay yaqeen karliya han han biddat he hougi ....mujhy pata tha tmhy is k matlab bhe pata nahe houga ... chelum matlab hota hai 4oth day ye urdu ka word hai .... 40th day pay jo Esal e sawab kiya jata hai usko chehlum kehtay hain .. magar ye chelum 40 days say pehlay houraha hai ... maqsad isal e sawab hai koe pehlay din karay ya 10th day ya phr 40th day ..... koe na restriction hai na koe hard and fast rule ....maqsad isal e sawab hai.... jo k jaiz hai
 
Chal_Rehn_Dey

Councller (250+ posts)

plz giveme any reference from Rasool Ullah (Saw) life. when Rasoole e pak was hayat......
 
Back
Top