5000 bals khailne ka theka le kr 5 runs banana ho to anwar maqsood b top scorer ho skta tha
wo bhalay wakton main behtr kr li strike rate, he just bloks bloks bloks n bloksKuch ziada lambi nahi phank di aap ne.
Mizbah ka Strike Rate (SR) 73.77 hai jabka Mohammad Hafiz ka 70.33. ODI main.
wo bhalay wakton main behtr kr li strike rate, he just bloks bloks bloks n bloks
to phir misbah sahab number three per ay ker kyun nahi khelte is banday pakistan ki batting ka standard itna ghira diya hai ke humay ab is ki batting ki tareefay kerni paray ghe Allah hee reham fermayPakistan ka sub se pur aetimad aur ba salahiat batsman he ye banda. kabi ham ne ye nahi socah k ye slow q khelta he? actually jub ye batting k lie atha he to 3 players already out ho chukay hothe he aur ye majbooran slow khelne lagtha he thake wicket fall ko roka ja sake. game k akhir may hamesh apne zaya kie huay balls ko recover karhta he. to kia ye us opener se bather nahi jo pehli he over may out hojthe he. Misbah kuch b na kare to 35 kar letha he.
hafeez ka bhala waqt kub aye ga?
to phir misbah sahab number three per ay ker kyun nahi khelte is banday pakistan ki batting ka standard itna ghira diya hai ke humay ab is ki batting ki tareefay kerni paray ghe Allah hee reham fermay
Pakistan ka sub se pur aetimad aur ba salahiat batsman he ye banda. kabi ham ne ye nahi socah k ye slow q khelta he? actually jub ye batting k lie atha he to 3 players already out ho chukay hothe he aur ye majbooran slow khelne lagtha he thake wicket fall ko roka ja sake. game k akhir may hamesh apne zaya kie huay balls ko recover karhta he. to kia ye us opener se bather nahi jo pehli he over may out hojthe he. Misbah kuch b na kare to 35 kar letha he.
ajj tk ek century b nai iss ke... kia fariq banda ha...iss bandy ke waja sa ma nay cricket dekhni chorrr de ha. age dekho 39, oh babaaa je maaaf kr do ab humain..
Top scorer of the year ki tareef to karni hi pary gi.
he has 7 50s in last 10 ODIs
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|