Mods why delete my thread?
This is not the way to explain anything totally unacceptable apna point of view rakhnay k b koi tareeqa hota hai yeh apna point of view samjhana chah rahay hain yan kia sabit karna chah rahay hain is tarha acting kar kar kMods why delete my thread?
In sahib ke baat pay debate ho sakti hai k wo galat keh rahay hain yan sahi keh rahay hain lakin jis tarha keh rahay hain yeh bilkul b munasib nahi Mazhab pay baat kartay hoey lehja aour alfaz to munsaib istmal karay banday na k acting kar kar k yun tanziya qehqay martay hoey videos record kar k upload kar dyDelete kiyon ho raha hay? Kiya admin bhi blind follower hay? Agar different point of view say problem hay tu phir admin ko Islamic corner khatum kar dayna chaiyay.
Pheli baat tu yeh hay Islam aik mazhab nahi Deen hay aur Deen siraf aur siraf Quran may hay. Ahadith, ko Allah ya Rasool nay approve nahi kiya aur ahadith full of contradiction and insulting to our Prophet his wives and sahaba Akram hain.In sahib ke baat pay debate ho sakti hai k wo galat keh rahay hain yan sahi keh rahay hain lakin jis tarha keh rahay hain yeh bilkul b munasib nahi Mazhab pay baat kartay hoey lehja aour alfaz to munsaib istmal karay banday na k acting kar kar k yun tanziya qehqay martay hoey videos record kar k upload kar dy
Ap nay mera point of view pick he nahi kiya main nay os k tareeqay kaar par baat ke hai na k os ke nuqtay e nazar pay is tarha apna nuqta nazar biyan karna bilkul b munasib nahi qehqay maar k tanziya has has k ajeen facial expression k sath koi b deeni, Mazhabi, adbi ghuftagho adbi andaz main he ke jaiye to asar rakhti hai warna koi b serious nahi letaPheli baat tu yeh hay Islam aik mazhab nahi Deen hay aur Deen siraf aur siraf Quran may hay. Ahadith, ko Allah ya Rasool nay approve nahi kiya aur ahadith full of contradiction and insulting to our Prophet his wives and sahaba Akram hain.
Allah nay Nabi Kareem ko kaha hay kay aapka kaam loogo tak siraf Quran phunchana hay.
Yeh b sahi hai??Bajwa Bharwa Nadeem khusra Shamshad Kaliya CJs Bund ayal Athar Min Soor aur kutoray judges Nooron Murdarion Fazlu Kanjar——-teams could be behind these controversial post to make a case against Siasat Pk —- Admin stay alert Stay vigilant —— Don’t let them post these hatred posts
Apna apna tariqa hay kisi baat ko bayan karnay ka.Ap nay mera point of view pick he nahi kiya main nay os k tareeqay kaar par baat ke hai na k os ke nuqtay e nazar pay is tarha apna nuqta nazar biyan karna bilkul b munasib nahi qehqay maar k tanziya has has k ajeen facial expression k sath koi b deeni, Mazhabi, adbi ghuftagho adbi andaz main he ke jaiye to asar rakhti hai warna koi b serious nahi leta
Ap ko lagta hay on ka biyan karnay ka tareeqa munasib hai?Apna apna tariqa hay kisi baat ko bayan karnay ka.
Munasib nahi hay laykin asal point hay kay kiya ahdith authentic aur reliable hain?Ap ko lagta hay on ka biyan karnay ka tareeqa munasib hai?
پھر ذرا قران کے حوالےسے بتا دیں کہ ہمیں عصر کی نمازمیں کتنی رکعتیں پڑھنی ہیں؟Munasib nahi hay laykin asal point hay kay kiya ahdith authentic aur reliable hain?
Mujhay loog kaafir aur qadiani kehtay hain kiyonkay may ahdith ko nahi manta mayray liyay siraf Quran kafi hay.
Quran may verses hain kay Quran detailed aur complete hay tu phir hamain insan key likhi hui kitab jo kay Nabi key wafat kay 200+ saal baad likhi gai ko manna chaiyay?
Tu kiya aap Quran ko jhutla rahay hain?پھر ذرا قران کے حوالےسے بتا دیں کہ ہمیں عصر کی نمازمیں کتنی رکعتیں پڑھنی ہیں؟
پھر ذرا قران کے حوالےسے بتا دیں کہ ہمیں عصر کی نمازمیں کتنی رکعتیں پڑھنی ہیں؟
May nay aysa comment kab aur kis post per kiya hay? Yeh tu LOL ho gaya kay mujhay khud iska pata nahi. Agar mil jaay tu share karna aur may maafi maang loon ga.Ap nay aj he apnay ek comment main kaha tha k Hazrat Umer (R.A.) nay Hazrat Abu Huraira (R.A.) ko Mara k ap bohat ziyada Ahdith biyan kartay hain ap apni os baat ka koi saboot kisi book say paish kar sakty hain?
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|