Majouda door ke akalmandoo ke lie ye kafi hai ke wo Islam ko samjen phir un ki is ki ehmiyyat ka bi pata chal jaie ga,islam men dari rakhna sunnat hai,,,,laiken dari men Islam nahi hai.......Insan jub niyyat se amal kere ga to dari bi us ke chere per aa jai gi phir use kehne ki bi zaroorat nahi pere gi..........laiken mazaq urana sahi nahi,Hazoor pbuh ke dour aou khulafaie rashida ke door men to jis ki dari nahi hooti thi us ko ye samja jata tha ke shaid ye shaksh islam men dakhil nahi woowa...balke namaz nah pherne wale ke bare men bi ese hi andaza lagaia jata tha ke ye musalman nahi hai..................ajj ke door men namaz or darro to door ki bat.......hum toheen se ese mullah our talban ke ser tooph dete hain.......
Wo zamane men moazzaz the Muslamma hoo ker,
Hum Khuwar hoowe tariq e Quran hoo ker,