خادمین ، خادمین حرمین شریفین کے نام

Ali raza babar

Chief Minister (5k+ posts)
[FONT=me_quran]
أَجَعَلْتُمْ سِقَايَةَ الْحَاجِّ وَعِمَارَةَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ كَمَنْ آمَنَ بِاللَّهِ وَالْيَوْمِ الْآخِرِ وَجَاهَدَ فِي سَبِيلِ اللَّهِ ۚ لَا يَسْتَوُونَ عِنْدَ اللَّهِ ۗ وَاللَّهُ لَا يَهْدِي الْقَوْمَ الظَّالِمِينَ
[/FONT]
[FONT=me_quran]



کیا تم نے حاجیوں کو پانی پلانا اور مسجد محترم یعنی (خانہٴ کعبہ) کو آباد کرنا اس شخص کے اعمال جیسا خیال کیا ہے جو خدا اور روز آخرت پر ایمان رکھتا ہے اور خدا کی راہ میں جہاد کرتا ہے۔ یہ لوگ خدا کے نزدیک برابر نہیں ہیں۔ اور خدا ظالم لوگوں کو ہدایت نہیں دیا کرتا







[/FONT]
Do you, perchance, regard the [mere] giving of water to pilgrims and the tending of the Inviolable House of Worship as being equal to [the works of] one who believes in God and the Last Day and strives hard in God's cause? These [things] are not equal in the sight of God. 29 And God does not grace with His guidance people who do wrong

Source
 
Last edited:

Amal

Chief Minister (5k+ posts)
[video]https://www.facebook.com/video.php?v=433093003548460&set=o.618887311501 766&type=2&theater[/video]
 

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
کیا تم نے حاجیوں کو پانی پلانا اور مسجد محترم یعنی (خانہٴ کعبہ) کو آباد کرنا اس شخص کے اعمال جیسا خیال کیا ہے جو خدا اور روز آخرت پر ایمان رکھتا ہے اور خدا کی راہ میں جہاد کرتا ہے۔ یہ لوگ خدا کے نزدیک برابر نہیں ہیں۔ اور خدا ظالم لوگوں کو ہدایت نہیں دیا کرتا
 

Ali raza babar

Chief Minister (5k+ posts)
کیا تم نے حاجیوں کو پانی پلانا اور مسجد محترم یعنی (خانہٴ کعبہ) کو آباد کرنا اس شخص کے اعمال جیسا خیال کیا ہے جو خدا اور روز آخرت پر ایمان رکھتا ہے اور خدا کی راہ میں جہاد کرتا ہے۔ یہ لوگ خدا کے نزدیک برابر نہیں ہیں۔ اور خدا ظالم لوگوں کو ہدایت نہیں دیا کرتا

Khuda ki raah mein Jahaad e Akbar bhi bata do kya hay?
 

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
Khuda ki raah mein Jahaad e Akbar bhi bata do kya hay?
جہاد اکبر جہاد اصغر کی نفی نہیں کرتا اس کے لیے تیار کرتا ہے. آپ کی تیاری کہاں تک پہنچی
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
asal baat yeh hai keh ilm har maamle main bunyaad ki hesiyat rakhta hai. aisa ilm jo drust ho kisi bhi maamle main. us par amal karna ain deene islam ke maqaasid ko aage badhaana hai.

yahee wajah hai sab se pehle ham musalmaan kehlwaane waalun ke liye zaroori hai ham deene islam ka saheeh ilm haasil karen pehle mujmal aur phir tafseeli. jab tak ham aisa nahin karen ge aur juzwi baatun ko alag alag le kar baith rahen ge ummat wajood main nahin aaye gi jo deene islam ka bunyaadi taqaaza hai.

is ki misaal aap yun samjhiye, ham ko aik jaga aik iskool banaana hai. ab zaroori hai iskool banaane ka kaam shuroo karne se pehle ham us ke mutalqa saari baaten pehle khoob ghoro fikar se apne apne dimaaghun main work out kar len. us ke baad un baatun ko tehreer main le aayen aur aapas main mil baith kar un ko aik doosre ko samjhaayen aur aik doosre se samjhen. jab ham un baatun per achhi tarah se mutafiq ho jaayen to phir jo jo kuchh ham ne karna hai us ko aapas main baant len yani har aik ko woh kuchh karne ko den jis jis kaam ka koi ehal hai. us ke baad har koi apne apne hisse ka kaam kare.

ham dekhen ge keh is ke liye ham ko khud ko organise aur regulate karna ho ga aik jamaat main warna kaam nahin bane ga. isi liye ham ko dastoor aur qanoon banaana ho ga taa keh ham aik doosre ko apne apne hisse ki zimmadariyan de saken aur aik doosre se jawaab talbi kar saken us qanooni haq ke mutaabiq. agar ham aise tareeqe se iskool banaayen ge to ban jaaye ga warna jis ka jo jee chahye ga woh woh kare ga aur yeh kaam hamaasha ke liye khatayee main pad jaye ga.

is ko aap yun bhi samajh sakte hen keh agar aap ne ghar main kuchh pakaana ho to behtar hai pehle aap har laazmi shai ka bandobast kar len warna jab app haandi choole per rakh den ga to museebat main pad jaayen ge. kabhi idaher bhagen ge kisi cheez ke liye to kabhi udhar keh yeh nahin kiya woh nahin kiya. aaj is ummat ki yeh haalat isi wajah se hai jo ham log dekh rahe hen. ham logoon ne apne deen ke maamle main kuchh bhi work out nahin kiya huwa apne apne dimaaghun main aur chale main deene islam ko duniya main qaaim karne. koi namaaz ki taang pakad kar baitha hai to koi hajj ki aur ummat ki bahot badi aksriyat ko maloom hi nahin hai in cheezun ka maqsad kia tha. kia ham log agar aise hi kaam chalaate rahe to kabhi bhi deene islam ko duniya main qaaim kar saken ge?

is liye agar aap ko mehnat karni hi hai to sab se lehle deene islam ki asal to maloom karo phir thoda amal bhi ham ko bahot door tak le jaa sakta hai apne maqsad main kyunkeh duniya main musalmaanu ki tadaad bahot hi ziyaada hai. aik aik eent rakhen ge to bhi deene islam ki imaarat ban kar saamne aa jaaye gi chand hi saalun main.

meri aqlo fikar jahaan tak kaam karti hai, hukamraanu, sarmaayadarun aur mullaanu ka deene islam ka tasawwur drust nahin hai is per az sare nau ghoro fikar ki zaroorat hai. ham ko jo jo bebunyaad aqeede aur amaal ke tareeqe virse main mile hen un se ham ko nikalna ho ga aur us bunyaad ko samajhna ho ga jo quran ham ko deta hai. jis main koi tazaad nahin hai aur jo sab se seedhi rah hai jis main hamaari duniya aur aakhirat ki bhalayee hai.

For this purpose one can find a lot of helpful material about the quran and deen of islam HERE and HERE.
 
Last edited:

Ali raza babar

Chief Minister (5k+ posts)
جہاد اکبر جہاد اصغر کی نفی نہیں کرتا اس کے لیے تیار کرتا ہے. آپ کی تیاری کہاں تک پہنچی

Jihad e Akbar Jaari hai , Tumhara Kahan tak Pohncha hai ?

Last time kab kisi ko Allah kay Naam per Maaf kia hai ?

Molvi , tum Qital say bahir nahin aao gay , Nafs ko Qatal kero , logon ko nahin.
 

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
Jihad e Akbar Jaari hai , Tumhara Kahan tak Pohncha hai ?

Last time kab kisi ko Allah kay Naam per Maaf kia hai ?

Molvi , tum Qital say bahir nahin aao gay , Nafs ko Qatal kero , logon ko nahin.
جدوجہد جاری ہے لیکن نفس ماری کو نفس بچانے کا بہانہ بنائے بغیر