Annie
Moderator
Ahhhhhhhhhhh, Its ok my dear don't be sad. Come here I'll give you a hug.yar i m not smart enough :(:(:please:
------------------------------------

Ahhhhhhhhhhh, Its ok my dear don't be sad. Come here I'll give you a hug.yar i m not smart enough :(:(:please:
Aap yeh kaisey tai kren gi keh Huzoor (PBUH) ka fulan hukm Arab ke saath khas hai aur konsa hukm tamam insaniat ke liye hai? Aap ki kia authority hai keh log aap ki "subjective interpretation of Prophet's Uswa" ko qabool ker lain??
ye wo point hy jahan hamein research ki zarorat parti hy..... molveon ki nahi scholars ki.
Bibi ham pasti mein is liye hain kionkeh ham dunyaavi uloom mein past hain aur hamari ilmi tradition ko colonial daur mein tabah kr dia geya hai..... Bibi Ilm badalta hai Deen nahi...
traditions region wise hoti hen..... deen tu deen hota hy....
islam ki riwayat arab ki riwayat ho sakti hen..... magar aap un ko islam ka naam day kar impose nahi kar skty....
deen sirf rituals ka name nahi hota,,,, magar traditions mein rituals ka role important hy.
question may be personal,,, but tell me if u can,,,, who is da scholar u love to study?
Ahhhhhhhhhhh, Its ok my dear don't be sad. Come here I'll give you a hug.
------------------------------------![]()
ye wo point hy jahan hamein research ki zarorat parti hy..... molveon ki nahi scholars kiquestion may be personal,,, but tell me if u can,,,, who is da scholar u love to study?
Chaliye is per to behes khatam ho gai. Abhi aap is masley per confuse hain. Hamen kisi maghrib parast scholar ki zaroorat nahi hai. Hamen apni tradition mein aaj phir Imam Ghazali ki zaroorat hai.
traditions region wise hoti hen..... deen tu deen hota hy....
islam ki riwayat arab ki riwayat ho sakti hen..... magar aap un ko islam ka naam day kar impose nahi kar skty....
[FONT=Tahoma, Calibri, Verdana, Geneva, sans-serif]deen sirf rituals ka name nahi hota,,,, magar traditions mein rituals ka role important hy.[/FONT]
[FONT=Tahoma, Calibri, Verdana, Geneva, sans-serif]Sawal gandum Jawab Chana. Mein apna argument mazeed kholta hoon. West ne pysical, biological aur social sciences ke naye discourses introduce karaye. Hamen is ilm ka muqabla krna chahiey tha. In ko samajhna aur in pr aik tanqeedi nigah ki zaroorat thi aur Islami rawayat ke pehlu se in per aik nuqta e nazr ikhtiar krna chahiey tha. Magr hua kia hamare modernists is ilm se shikast kha gaye to unhon ne naye ilm ke mutabiq apna deen hi badalna shooroo kr dia. Khuda ka laakh shukr hai keh Musalmaan awaam ne modernists ke is kufr ko radd kr dia.
Ab zara aap ke regions ki tradition wali baat...... Pehle to aap ne is per mere 2 sawalon ka koi jawab nahi dia. Khair chalen chorren. Doosra kia aap ko maaloom hai keh Muslim fiqhi tradition qanoon banate waqt hamesha local traditions aur cultures ko mad e nazr rakhti thin. Is liye Islami qanoon mein aik diversity hai. Magr yeh diversity us ko Islamic Fiqh ki tradition se kaat-ti nahi balkeh us se jorrti hai kionkeh bunyaadi principles aur methodology aik thi.
Bibi dil per haath rakh kr bataen kia masla yeh hai keh chand ahkaam ke moamley mein ham ne local traditions ko mad e nazr nahi rakha ya masla yeh hai keh choonkeh aap aur mein aaj Islami Shariat ko defend krne ki salahiyat nahi rakhte is liye modernity ki sooli per shariat ko taangna chahte hain???? Yaad rakhiey yeh bohat barri qeemat ho gi.
[/FONT]Personal sawalon ko chhorriye. Mein apne khyalaat ka khud jawab deh hoon
پیری مریدی بری چیز ہے ، لیکن اس تھریڈ پر بوجوہ اچھی لکھی ، کہی اور سمجھی جاے گی ، وجہ صاف ظاہر ہے آج کل یہ شرعی مسلہ سیاسی تناظر میں پرکھا جاے گا ، کیوں کہ ایک عدد پیر بمعہ مریدوں کے سب کی تفریح کا سامان لیے بیٹھا ہے ، ایک اور پیر ایک جماعت کا سرکردہ عہدے دار ہے ، لہٰذہ تا حکم ثانی ، وقتی سیاسی ضروریات کے تحت سچ بولنا منع ہے ، قارئین ، نوٹ فرما لیں ،
:biggthumpup:
ye wo point hy jahan hamein research ki zarorat parti hy..... molveon ki nahi scholars ki
Chaliye is per to behes khatam ho gai. Abhi aap is masley per confuse hain. Hamen kisi maghrib parast scholar ki zaroorat nahi hai. Hamen apni tradition mein aaj phir Imam Ghazali ki zaroorat hai.
traditions region wise hoti hen..... deen tu deen hota hy....
islam ki riwayat arab ki riwayat ho sakti hen..... magar aap un ko islam ka naam day kar impose nahi kar skty....
deen sirf rituals ka name nahi hota,,,, magar traditions mein rituals ka role important hy.
Sawal gandum Jawab Chana. Mein apna argument mazeed kholta hoon. West ne pysical, biological aur social sciences ke naye discourses introduce karaye. Hamen is ilm ka muqabla krna chahiey tha. In ko samajhna aur in pr aik tanqeedi nigah ki zaroorat thi aur Islami rawayat ke pehlu se in per aik nuqta e nazr ikhtiar krna chahiey tha. Magr hua kia hamare modernists is ilm se shikast kha gaye to unhon ne naye ilm ke mutabiq apna deen hi badalna shooroo kr dia. Khuda ka laakh shukr hai keh Musalmaan awaam ne modernists ke is kufr ko radd kr dia.
Ab zara aap ke regions ki tradition wali baat...... Pehle to aap ne is per mere 2 sawalon ka koi jawab nahi dia. Khair chalen chorren. Doosra kia aap ko maaloom hai keh Muslim fiqhi tradition qanoon banate waqt hamesha local traditions aur cultures ko mad e nazr rakhti thin. Is liye Islami qanoon mein aik diversity hai. Magr yeh diversity us ko Islamic Fiqh ki tradition se kaat-ti nahi balkeh us se jorrti hai kionkeh bunyaadi principles aur methodology aik thi.
Bibi dil per haath rakh kr bataen kia masla yeh hai keh chand ahkaam ke moamley mein ham ne local traditions ko mad e nazr nahi rakha ya masla yeh hai keh choonkeh aap aur mein aaj Islami Shariat ko defend krne ki salahiyat nahi rakhte is liye modernity ki sooli per shariat ko taangna chahte hain???? Yaad rakhiey yeh bohat barri qeemat ho gi.
Personal sawalon ko chhorriye. Mein apne khyalaat ka khud jawab deh hoon
well,,, hum sara kuch maghrib sy ly skty hen magar scholars nhi....
islami shreat ki defination dy skty hen aap?
question mein ny es ley pocha tha k school of thought ka andaza ho jay tu hum zeada achi baat kar sakty hen.
Chaliye is per to behes khatam ho gai. Abhi aap is masley per confuse hain. Hamen kisi maghrib parast scholar ki zaroorat nahi hai. Hamen apni tradition mein aaj phir Imam Ghazali ki zaroorat hai.
hum log hamesha apni marzi ka scholar banana chahty hen?
Sawal gandum Jawab Chana. Mein apna argument mazeed kholta hoon. West ne pysical, biological aur social sciences ke naye discourses introduce karaye. Hamen is ilm ka muqabla krna chahiey tha. In ko samajhna aur in pr aik tanqeedi nigah ki zaroorat thi aur Islami rawayat ke pehlu se in per aik nuqta e nazr ikhtiar krna chahiey tha. Magr hua kia hamare modernists is ilm se shikast kha gaye to unhon ne naye ilm ke mutabiq apna deen hi badalna shooroo kr dia. Khuda ka laakh shukr hai keh Musalmaan awaam ne modernists ke is kufr ko radd kr dia.
shukar karen jawab aalo nahi aya,,,,,
molvi ka islam hamen kabe bhe kaynat taskheer nahi karny dy ga, shreat ka bahana bna k.
Ab zara aap ke regions ki tradition wali baat...... Pehle to aap ne is per mere 2 sawalon ka koi jawab nahi dia. Khair chalen chorren. Doosra kia aap ko maaloom hai keh Muslim fiqhi tradition qanoon banate waqt hamesha local traditions aur cultures ko mad e nazr rakhti thin. Is liye Islami qanoon mein aik diversity hai. Magr yeh diversity us ko Islamic Fiqh ki tradition se kaat-ti nahi balkeh us se jorrti hai kionkeh bunyaadi principles aur methodology aik thi.
Bibi dil per haath rakh kr bataen kia masla yeh hai keh chand ahkaam ke moamley mein ham ne local traditions ko mad e nazr nahi rakha ya masla yeh hai keh choonkeh aap aur mein aaj Islami Shariat ko defend krne ki salahiyat nahi rakhte is liye modernity ki sooli per shariat ko taangna chahte hain???? Yaad rakhiey yeh bohat barri qeemat ho gi.
in sawalo k jawab shareat ki defination any k baad don ge.
:lol: :lol::lol: سب کچھ تو فرما دیا آپ نے ابھی کچھ کہنا باقی تھا ؟ آپ سیانے بھی ہیں اور شریر بھی
Tari Sahib in personal comments ki koi khas wajah???? Aap se guftagoo to nahi hui meri??? Mein ab aap logon ke raastey mein nahi aata. Kia zaroori hai keh aap yahan ta'an o tashnee ke teer chalate rahen
(bigsmile)جی جی ، بہت سے افلاطونوں میں ایک ہم ہی شریر ، سیانے تو وہ ہیں ، جن سے سوال گندم ہوا جواب میں چنے ڈھیر لگا دئیے
[hilar]خود سوچیں بی بی جی ، سوال پیری مریدی کا ہوا ، دکھڑا غلام احمد پرویز کا رونا شروع کر دیا ، سیاسی ٹارزن کسی ایک شاخ پر ٹکتے ہی نہیں
Shariat Qur'an, Sunnat aur un ki bunyaad per hamari fiqhi rawaiton jo qanoon akhaz kia hai, shariat kehlaata haihum log hamesha apni marzi ka scholar banana chahty hen?
shukar karen jawab aalo nahi aya,,,,,
molvi ka islam hamen kabe bhe kaynat taskheer nahi karny dy ga, shreat ka bahana bna k.
in sawalo k jawab shareat ki defination any k baad don ge.
Kaynaat ko taskheer krna ilm mein taraqqi se mashroot hai. Aap ko is se kisi ne nahi roka. baharhaal scientific discourses or theories per musalmaanon ka aik tehzeebi moaqqaf hona chahiey woh ham bataur musalmaan ikhtiaar nahi kr sakey. Wajoohaat mein ooper wale comments mein likh chuka hoon
Deen apni tradition ke baghair nahi samjha ja sakta. Islam ke kuch fiqhi, tafseeri, sufiana aur Hadith studies ke institutions hain jo Qur'an, Sunnat aur Hazoor (PBUH) wa Sahaba ki tarbiat se paida huye hain. Yehi deen hai. Agr aap is rawait se hat kr isolation mein Qur'an ke maani tai kren gey to phir aap text ko apne zamaney ki rooh e asr ke mutabiq kuch bhi maani nikaal lain gey. Yehi Islam mein Protestantism ka aaghaz ho ga aur Protestantism bil aakhir secularism per muntaj hota hai. Islam ne abhi tak secularizing trends ki sakht muzahmat ki hai aur mustaqbil mein bhi krey ga. Thorey likhey ko bohat jaanen. Mein is forum per mazhabi behson mein nahi ulajhta
(bigsmile)جی جی ، بہت سے افلاطونوں میں ایک ہم ہی شریر ، سیانے تو وہ ہیں ، جن سے سوال گندم ہوا جواب میں چنے ڈھیر لگا دئیے
[hilar]خود سوچیں بی بی جی ، سوال پیری مریدی کا ہوا ، دکھڑا غلام احمد پرویز کا رونا شروع کر دیا ، سیاسی ٹارزن کسی ایک شاخ پر ٹکتے ہی نہیں
My answer in red
Aap yeh kaisey tai kren gi keh Huzoor (PBUH) ka fulan hukm Arab ke saath khas hai aur konsa hukm tamam insaniat ke liye hai? Aap ki kia authority hai keh log aap ki "subjective interpretation of Prophet's Uswa" ko qabool ker lain??
Is it really difficult?
Bibi ham pasti mein is liye hain kionkeh ham dunyaavi uloom mein past hain aur hamari ilmi tradition ko colonial daur mein tabah kr dia geya hai.[FONT=Tahoma, Calibri, Verdana, Geneva, sans-serif].... Bibi Ilm badalta hai Deen nahi...[/FONT]
Another way of looking at it is the impotency of (mainly) clergy in keep pace with the time and enforcing their rigid interpretation of the Quaran and the traditions often thru violent means
Do all of them have the ability to incorporate the change (driven by exogenous factors, i.e. in this age change driven by knowledge/digital economy and advances in IT)? How do they do that and to what degree?
My questions in redAap yeh kaisey tai kren gi keh Huzoor (PBUH) ka fulan hukm Arab ke saath khas hai aur konsa hukm tamam insaniat ke liye hai? Aap ki kia authority hai keh log aap ki "subjective interpretation of Prophet's Uswa" ko qabool ker lain??
Is it really difficult?
Make it easy then
Bibi ham pasti mein is liye hain kionkeh ham dunyaavi uloom mein past hain aur hamari ilmi tradition ko colonial daur mein tabah kr dia geya hai..... Bibi Ilm badalta hai Deen nahi...
Another way of looking at it is the impotency of (mainly) clergy in keep pace with the time and enforcing their rigid interpretation of the Quaran and the traditions often thru violent means
When did clergy try to enforce their interpretation through violent means???
deen sirf rituals ka name nahi hota,,,, magar traditions mein rituals ka role important hy.
Sawal gandum Jawab Chana. Mein apna argument mazeed kholta hoon. West ne pysical, biological aur social sciences ke naye discourses introduce karaye. Hamen is ilm ka muqabla krna chahiey tha. In ko samajhna aur in pr aik tanqeedi nigah ki zaroorat thi aur Islami rawayat ke pehlu se in per aik nuqta e nazr ikhtiar krna chahiey tha. Magr hua kia hamare modernists is ilm se shikast kha gaye to unhon ne naye ilm ke mutabiq apna deen hi badalna shooroo kr dia. Khuda ka laakh shukr hai keh Musalmaan awaam ne modernists ke is kufr ko radd kr dia.
Ab zara aap ke regions ki tradition wali baat...... Pehle to aap ne is per mere 2 sawalon ka koi jawab nahi dia. Khair chalen chorren. Doosra kia aap ko maaloom hai keh Muslim fiqhi tradition qanoon banate waqt hamesha local traditions aur cultures ko mad e nazr rakhti thin. Is liye Islami qanoon mein aik diversity hai. Magr yeh diversity us ko Islamic Fiqh ki tradition se kaat-ti nahi balkeh us se jorrti hai kionkeh bunyaadi principles aur methodology aik thi.
Bibi dil per haath rakh kr bataen kia masla yeh hai keh chand ahkaam ke moamley mein ham ne local traditions ko mad e nazr nahi rakha ya masla yeh hai keh choonkeh aap aur mein aaj Islami Shariat ko defend krne ki salahiyat nahi rakhte is liye modernity ki sooli per shariat ko taangna chahte hain???? Yaad rakhiey yeh bohat barri qeemat ho gi.
Personal sawalon ko chhorriye. Mein apne khyalaat ka khud jawab deh hoon
The highlighted part made me smile....... :)
What is the underlying logic or argument here?
معذرت کے ساتھ علم کی کمی کا میرے پاس کوئی علاج نہیں-
کیا آپ کو معلوم ہے کہ مسلم دنیا میں تجدّد پسند طبقے نے کم سے کم ٣ چیزوں کو نشانہ بنایا
١- حدیث ٢- تصوف ٣- قرآن کریم کی وہ آیات جن میں ما فوق الفطرت باتوں کا ذکر تھا جیسے معجزہ اور جن کیونکہ یہ آیات اس وقت تک کی سائنس کے معیار پر پوری نہیں اترتی تھیں-
سر سید سے شروع ہونے والی یہ تجدّد پسند تحریک (جس کے سرخیل آج کل غامدی صاحب ہیں) وھابی تحریک سے بڑی متاثر تھی- یہاں تک کہ سر سید خود کو سب سے بڑا وھابی کہا کرتے تھے- تصوّف اور تقلید پر تنقید اور لفظ پرستی تجدد پسندوں نے کولونیل فکر کے زیر اثر وہابیوں سے مستعار لی تھی-
یہی وجہ ہے کہ منکر حدیث تصوف کا بھی سب سے بڑا مخالف ہوتا ہے اور حدیث کے معاملے میں اختلاف کے باوجود وہابیوں کا بھی مداح-
یہ وہ باہمی تعلق ہے جس کی وجہ سے میں نے پیری مریدی پر تنقید کو انکار حدیث سے جوڑا کیونکہ تجدد پسند حضرات دین کی ہر اس چیز کو مٹانے کے درپے ہیں جو ان کے جدیدیت کے فہم پر پوری نہیں اترتی- چاہے وہ تصوف ہو حدیث ہو معجزہ ہو یا شریعت- امید ہے آپ تصوف بطور متوازی دین والے غامدی صاحب کے مضمون سے کچھ اوپر اٹھ کر اس موزو پر سوچیں گے
قادری صاحب بد نیت ہو سکتے ہیں مگر تصوف کے پورے انسٹیٹوشن کو قادری صاحب پر تنقید کے پردے میں لپیٹ دینا سخت علمی بد دیانتی ہے- میں کسی سیاسی وجہ سے اس تھریڈ میں نہیں آیا تھا بلکہ اس لئے آیا تھا کہ آپ کے تجدد پسند دوست تصوف اور پیری مریدی کے کوئی نئے معنی دریافت کرنے چلے تھے (جو کہ ویسے تجدد پسند طبقے کا طرہ امتیاز ہے- اب غامدی صاحب ہی کو دیکھیں سنّت کے لفظ کے نئے معنی ایجاد کئے انہوں نے جس سے پوری امت کی علمی تاریخ لا علم ہے)-
It means that Islamic modernist thinkers like Sir Sayyid, Parvez etc are minimalist in their approach to religion. If they find something in religion which does not fit in the modern conditions they reject that part of the religion. This is their religious methodology. Muslim people are attached to religion through the power of belief and love. Religion is not something intellectual for them. They were attached to religious law through the institution of Taqleed. They were experiencing imposed societal and cultural changes and understood very easily that reform in religion is a movement inspired by the same power which is responsible for societal and cultural change. They rejected modernists interpretation of Din. The project of reform in religion in the Muslim world has failed completelyThe highlighted part made me smile....... :)
What is the underlying logic or argument here?
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|