gilani funny, imitation, interview, featuring calls from imran khan and zaid hamid!! Must watch!!

Paah Gangu

Politcal Worker (100+ posts)
patta naheen yeah kahan ka leader hey , paa bouncer wala, bhai jaoo koi larka warka yaar banaoo, ya koi acha kukar paloo,
 
FaisalKh

Chief Minister (5k+ posts)

P.S PTI supporters: try to take it easy plz.. :)
[MENTION=10205]Waseem[/MENTION] [MENTION=10206]abbasiali[/MENTION] [MENTION=6125]foqia khan[/MENTION] [MENTION=13165]Communicator[/MENTION]
Aise aise jaahil bhi duniya main hain jo mazak mazaak mai apna kitna nuksaan kar daaltay hain Allah (SWT) hum sab ko aise kaamon se bachaye Aameen... mere khayal mai inhon ne jo bakwaas ki aur army ko add kar ke jo kuch kaha wo kafi jaahiliat thi... rest Allah (SWT) knows best.... Allah (SWT) hum sab ko maaaf karay Aameen aur Mods ko chahiye ke agar inhon ne ye video dekhi hai aur ye jo inhon ne Bismillah ko :naooz: imitate kya hai us per action len agar wo munasib samjhain :jazak:
 
Last edited:

Abdul Rahim

Voter (50+ posts)

Ziada tapnai ki zrurat nai hai... i am sure tum jaisai log namazain b ni partai bus lecture bazi ka bara shok hota hai...ye apnai pas he rekho.. hamai pata hai kia karna hai kia nai...
 
FaisalKh

Chief Minister (5k+ posts)
Ziada tapnai ki zrurat nai hai... i am sure tum jaisai log namazain b ni partai bus lecture bazi ka bara shok hota hai...ye apnai pas he rekho.. hamai pata hai kia karna hai kia nai...

Bhai hum namaz parhein ya na parhain aap apni namazon ki fikar karo agar aap parhtey ho to hum per ahsaan nahi kartay apnay liye hi parhtay ho... is mai siasat ka koe amal dakhal nahi hai agar aap mai thori sense aur akal hai to aap ko pata hona chahiye ke aise baatain karkay aur khud ko maskhara bana kar kuch logon ko hansa kar aap konsa teer maar laitay hain... aur jo kuch mai ne kaha wo mai ne sensible logon ke liye kaha hai aap jese ignorant logon ke liye nahi... kash ke aap ko pata hota ke kya karna hai aur kiya nahi.... bhai kisi aalim se consult karkay poocho ke is tarah karnay ka kiya gunah hai agar aap ko waqae pata hai ke kiya karna chahiye aur kiya nahi mujh se behes karne se koe faeda nahi hoga... :jazak:
 
Last edited:

baaghi01

Senator (1k+ posts)
Ziada tapnai ki zrurat nai hai... i am sure tum jaisai log namazain b ni partai bus lecture bazi ka bara shok hota hai...ye apnai pas he rekho.. hamai pata hai kia karna hai kia nai...
tumhain apne ghar ka bhi nahi pata. batain na kar ziada aur nikalo yahan se.

very cheap parody and cheap class content but gud for kids
 
Abdul Rahim

Voter (50+ posts)
Bhai hum namaz parhein ya na parhain aap apni namazon ki fikar karo agar aap parhtey ho to hum per ahsaan nahi kartay apnay liye hi parhtay ho... is mai siasat ka koe amal dakhal nahi hai agar aap mai thori sense aur akal hai to aap ko pata hona chahiye ke aise baatain karkay aur khud ko maskhara bana kar kuch logon ko hansa kar aap konsa teer maar laitay hain... aur jo kuch mai ne kaha wo mai ne sensible logon ke liye kaha hai aap jese ignorant logon ke liye nahi... kash ke aap ko pata hota ke kya karna hai aur kiya nahi.... bhai kisi aalim se consult karkay poocho ke is tarah karnay ka kiya gunah hai agar aap ko waqae pata hai ke kiya karna chahiye aur kiya nahi mujh se behes karne se koe faeda nahi hoga... :jazak:
ap b iski fikar na karain, apki jahilana baatain sirf bachun k liye hai, ap jaisai log extremist hotai hain...bismillah arabi mai hai urdu mai nai...apko b zarurat nai ha lecture ki..apni fikar karain..
 
FaisalKh

Chief Minister (5k+ posts)
ap b iski fikar na karain, apki jahilana baatain sirf bachun k liye hai, ap jaisai log extremist hotai hain...bismillah arabi mai hai urdu mai nai...apko b zarurat nai ha lecture ki..apni fikar karain..

Mujhe apni fikar hai is liye mai ne ye sab kaha keyon ke aap ki tarah ankhain aur kaan band nahi rak saktay main extremist nahi lekin aap jese roshan khayal bhi nahi kyon ke jo ghalat hai us ko ghalat hi kehna chahiye aur jis tarah ki batain aap kar rahe hain us se hi pata chalta hai ke main jahil hon yaa aap parhe likhe jahil... bismillah mujhe bhi pata hai ke arabi mai hai lekin translation us ki urdu main bhi mojoood hai aap jese logon ke aagay bhains ke aagay been bajana hai kisi ne kya khob kaha hai ke bewakoof se behes nahi karni chahiye kyon ke wo aap ko apnay level per le aayega aur phir apnay experience ki waja se aap ko hara dega....
 
isiliye behes na karain hum se...tau translation kisne ki hai? Allah ne ya Mohammed SAw ne..sirf arabi mai quran ko badal nai saktai.. ager aisi baat hoti tau sab ki translation aik jaisi hoti urdu mai...Apka farz tha batana.. hum koshish karain gai amal karnai ki...
 
Back
Top