Ajj TV daikh raha tha to khayal aya k pichlay 4 din say main aik he cheez daikh raha hoon ... Imran Khan aur U-turn... U-turn ka matlab kya hai ... Imran Khan U-turn kiyoon marta hai... Kiya yeh kerna U-turn hai, kiya woh kerna U-turn hai... akhir U-turn hai kiya.. kiya U-turn acha hai .. kiya U-turn bura hai?
Iss sab main main soch raha tha k shayad asal main media ka asal bahir ana shuru ho giya hai... ab jab kuch corruption ka daily show nai hai aur na media main ability hai k koi aur well researched topic jaisay poverty, education, economy ya phir koi social awareness ka program he ker lay ... yeh sab sirf aik U-turn ko lay ker baithay hua hain..
Aisay he chalta raha to akhir main in ghareeboon kay pass baichnay ko kuch nai reh jai ga faltoo ki buuk buuk kay ilawa ...