eye-eye-PTI
Chief Minister (5k+ posts)
Wo to sab theek hai par KPK men Imran Khan ney kia kar iya,,,,,
Aaj samajh ayaa hai k Imran Khan ne KP main kyaa kar liaa ..... uss ne KPK se Muslim Leak Noon aor hamnawaon ka khatmaa kar ke KPK k logon ko azaad kar dia hai aor unhain apnay faislay khud karnay kaa ikhteyaar de ke unhain haqeeqi tor pe soobay ka maalik sabit ker dia hai.
Imran teraaa shukriyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa