Future Scenario

desan

President (40k+ posts)
No one will care about this Monarch once the control of state machinery is out of his hands.
 

fidarahman

Politcal Worker (100+ posts)
If PTI long march succeeds,
PML-N government is thrown out,
new elections are called,
all who have rigged the elections are punished,
PTI wins midterm elections with huge margin and form the government
will PML-N not cry for rigging
will they not call for the long march
where Inqilab of TUQ will stand
will he be partner of PTI
will he accept Imran Khan as PM

I am sensing total chaos in near future and TUQ has a big role to play in this.

One last thing if army sides with PML-N will PTI fight with them too.


RANCHER............You do not have to worry about that, there are better people to take care of that situation. You can relax now
 

Galaxy

Chief Minister (5k+ posts)
What I fear is this.Since Zardari is gone to Washington to cut a deal,the most likely scenario will be that Army will take over because most of your Generals are pro west. Army will stay for few months to calm things down then they will install Zardari as president and Nawaz as PM according to the wishes of Americans and British the two main players of Pakistani politics.
 

Galaxy

Chief Minister (5k+ posts)
I beleave the Generals 100 % pro west just like in Egypt they will do what the masters demand .Since IK is anti US to some extend ,they will allow him to come to power at any cost.look what happened to Morsi.
 

sensible

Chief Minister (5k+ posts)
Paai Janu logon ko PTI ki hakumat kis tarah behtar nazar aaye gi :lol: koi mojza ho jaye tau alag baat hai ...Imran se log 2, 4 month ke andar andar apne tamaam masaayal ke hul chahein ge , wo scenario he bohat khofnaak ho ga...main ne pehlay bhi arz ki hai ke KPK ki missal hamaray saamne hai..90 din mein tabdeeli ka naara diya gaya magar koi tabdeeli nahin aai , na health sector mein ,na education sector mein aur na he koi energy sector mein koi kaam shuru ho saka , KPK mein infrastructure ke buray halat hain.....ab agar Imran khan iqtedar mein aata hai tau os ke pass Karachi ki situation ko drust karne ke liye kon si geedarr singi hai ? raaton raat bijli kahan se le ke aaye ga ? menghai aur berozgari ka jin kis tarah fori taur pe qaboo mein aaye ga ? MY DEAR Bro ...meri baat likh lein , agar Imran PM ban bhi gaya tau tezi se unpopular ho ga aur awam ghaiz o ghazab ka nishana bane ga..phir 1 long march PTI ki govt ke khilaf ho ga jo PTI aur Imran ki political life ki DEATH ka march ho ga

app ko masala kiya hai yeh ho ga tu hone dijiyeh.app ka faieda hi hai iss mien ager imran khan ki political death ho gai tu app ka faieda hi hai iss mien.to hone dijiyeh
 

DrGigyani

MPA (400+ posts)
PML n can only do that if they will have some ground. In your scenario if PMLn ask for opening 4, 5,50 whatever constituencies pti will open them. Wt you say is no logic to accept an all out rigged election.
 
Imran Khan ki political death mein mera ya kisi aur ka koi faada nahin ho ga , aisa hone se Pakistan mein mazeed inteshar aur mayusi phelay gi , aur meray liye yeh koi khushi ki baat na ho gi....main sirf yeh arz karne ki koshish kar raha tha ke Pakistan ke gambeer issues ko dinu aur maheenu mein resolve karna kisi ke bus mein nahin ....is liye is system ko derail nahin karna chahiye warna yeh situation ici tarah rahe gi balkay mazeed abtar ho jaye gi...NS ko ghair jhmuri tareeqa se hataya gaya tau Imran bhi ziada time nahin thehar sakay ga ...agar PMLN unpopular hui hai tau IK ki hakumat bhi ziada arsa tak popular nahin rahe gi ...hum bohat ajeeb qoum hain ,her bar siasi jamaaton ke election slogans mein aa kar elect karte hain aur jald se jald apne masaayal ka hul chahte hain , masaayal tau itni jaldi hul nahin hote ,phir hum hakumat ke khilaf ho ke long march pe nikal parrte hain...is baar aisa hua tau bohat jald aisa he long march aur dharna PM Imran ke khilaf bhi ho ga ...MARK MY WORDS....I will ask you the same question after any derailment of system
Paai Janu logon ko PTI ki hakumat kis tarah behtar nazar aaye gi :lol: koi mojza ho jaye tau alag baat hai ...Imran se log 2, 4 month ke andar andar apne tamaam masaayal ke hul chahein ge , wo scenario he bohat khofnaak ho ga...main ne pehlay bhi arz ki hai ke KPK ki missal hamaray saamne hai..90 din mein tabdeeli ka naara diya gaya magar koi tabdeeli nahin aai , na health sector mein ,na education sector mein aur na he koi energy sector mein koi kaam shuru ho saka , KPK mein infrastructure ke buray halat hain.....ab agar Imran khan iqtedar mein aata hai tau os ke pass Karachi ki situation ko drust karne ke liye kon si geedarr singi hai ? raaton raat bijli kahan se le ke aaye ga ? menghai aur berozgari ka jin kis tarah fori taur pe qaboo mein aaye ga ? MY DEAR Bro ...meri baat likh lein , agar Imran PM ban bhi gaya tau tezi se unpopular ho ga aur awam ghaiz o ghazab ka nishana bane ga..phir 1 long march PTI ki govt ke khilaf ho ga jo PTI aur Imran ki political life ki DEATH ka march ho ga

app ko masala kiya hai yeh ho ga tu hone dijiyeh.app ka faieda hi hai iss mien ager imran khan ki political death ho gai tu app ka faieda hi hai iss mien.to hone dijiyeh
 
For most of Pitians PMLN govt removal is the real issue .They don't care post Nawaz scenario and majority pitians will prefer army rule if Imran does not succeed. For some Zardari will be 3rd choice .
No one will care about this Monarch once the control of state machinery is out of his hands.
 

desan

President (40k+ posts)
For most of Pitians PMLN govt removal is the real issue .They don't care post Nawaz scenario and majority pitians will prefer army rule if Imran does not succeed. For some Zardari will be 3rd choice .

As usual WRONG....

Most Insaafians prefer democracy, not monarchy.

Military is not the solution regardless of what happens.
 

sensible

Chief Minister (5k+ posts)
Imran Khan ki political death mein mera ya kisi aur ka koi faada nahin ho ga , aisa hone se Pakistan mein mazeed inteshar aur mayusi phelay gi , aur meray liye yeh koi khushi ki baat na ho gi....main sirf yeh arz karne ki koshish kar raha tha ke Pakistan ke gambeer issues ko dinu aur maheenu mein resolve karna kisi ke bus mein nahin ....is liye is system ko derail nahin karna chahiye warna yeh situation ici tarah rahe gi balkay mazeed abtar ho jaye gi...NS ko ghair jhmuri tareeqa se hataya gaya tau Imran bhi ziada time nahin thehar sakay ga ...agar PMLN unpopular hui hai tau IK ki hakumat bhi ziada arsa tak popular nahin rahe gi ...hum bohat ajeeb qoum hain ,her bar siasi jamaaton ke election slogans mein aa kar elect karte hain aur jald se jald apne masaayal ka hul chahte hain , masaayal tau itni jaldi hul nahin hote ,phir hum hakumat ke khilaf ho ke long march pe nikal parrte hain...is baar aisa hua tau bohat jald aisa he long march aur dharna PM Imran ke khilaf bhi ho ga ...MARK MY WORDS....I will ask you the same question after any derailment of system

tu yahan hakoomat mien aane ke baadloh aisi harkatien kiyoon jaari rakhte hin jin se un ko unpopular hone mien maddad milti hai?yeh hakoomat apni opposition ko apna zati dushman kiyoon khiyal karti hai? model twon wala incident kiyoon huwa
? cheezien aise manners mie kiyoon ki jaa rahi hien ke woh positve ki bajjaie negitive taraf kiyoon jaa rahi hien? in ko chahiyeh th ager confident nahien thai tu election larte bharhkien na marte.
 

Respect

Chief Minister (5k+ posts)
If PTI wins and PML N starts crying for rigging will they call for long march?

good luck i doubt they can get the numbers too achieve any kind of long march, unless they get JUI F and MQM too make the numbers. As for PPP they will not be able to contribute much numbers. As for the point off choas whether PTI goes out or not we are going towards choas anyway.

If army supports PML N like they did last time?

well that is a serious problem for PTI if that happens, but I think they will be in a difficult position to side with PML N, they may try to opt for technocrat system. However PML N would love that and foreign powers would want a situation where army and public go head too head. May ALLAH give Hadiyah too General Sharif.

What about Shiekh TUQ?

Well it depends if PTI hits the streets and takes down govt with army supporting them then it will be difficult for TUQ too carry out his Revolution, people will be happy enough with PML N govt falling and support for his revolution will go.

However if Sheikh TUQ goes out during the same period as PTI then army would have to get involved and between the groups come to common terms, it would be highly unlikely in that situation for TUQ to be persistent in his demands the way he wants them.

Chos?

Brother we are already facing choas inside Pakistan, whether it be load shedding, law and order, economy, poverty, u name it it is sooner or later heading towards that. If PTI steps down from taking it too the streets sooner or later PTI youth may take things into there own hands especially with Shiekh TUQ on the horizons.
 

purity

MPA (400+ posts)
I just do not understand one point. If for the sake of argument there was massive rigging then its better to bring the illegitimate govt down. On the other hand if there was absolutely no rigging what's wrong with verification of ballot??? If PMLN thinks there was no rigging then let's recount and it will be shown that PMLN has the right to govern. Any sane person can think there is something wrong with the electoral process that PMLN do not want pandora box to be opened.

Its better to bring down any fake mandate then letting a corrupt system survive. Corrupt system can produce more corrupt people and corruption as we have seen in 67 years.

If you reward bad behavior in life more crimes originate. At some point we all need to stop supporting bad behavior and slow down this corruption. Its not rocket science just a fact of life.