saza court deiga aur wo bol chuka hai ke court insaaf nahi kar raha. 50 rupees ka stamp paper lai kar chor dia nawaz ko.Tou bahi keh day na k nahi ho sakt ab kuch kiyonkay hath paon kat diye hayn, ulta jo baqi reh gaya hay usko bhi kaatnay k darpay tou na hojaye na banda. chalo agar aur kuch nhi ho sakta tou kam say kam jinhon nay hath paon katay hayn, unko hi saza day dy... yahan tou bus ultay seedhay bayan diya ja rehay hayn aur bus...
aesa lagta hai ke street mai car ka tyre bhi puncture hi tou imran khan sahi karay aker.