Think......

BuTurabi

Chief Minister (5k+ posts)
Sir. Karachi, Drone Attacks, Khudkash Hamlo aur Firqawarana Fasadaat mai Marney walo ki Taklif ko bi Mehsus karna chahiye sirf Malala ke Taklif pe hi itna Wavela qew??

100 % Agreed

لیکن کبھی کِسی دوسرے حملے پر اِتنی بڑی "فوٹو شاپ" اور انٹرنیٹ فرینزک ماہرین کی تجزیاتی کیمپین چلی؟

Azizan

MPA (400+ posts)

100 % Agreed

لیکن کبھی کِسی دوسرے حملے پر اِتنی بڑی "فوٹو شاپ" اور انٹرنیٹ فرینزک ماہرین کی تجزیاتی کیمپین چلی؟

Mera khyal hai dono Fareeq had paar kar gaye, Aik taraf sari tawaja sirf Malala Hamle ko di gaee aur dusri taraf Malala jesi Masoom Bachi ko Amriki Agent qarar dia gaya.... :angry_smile:
 
Azizan

MPA (400+ posts)
U've an intresting topic...
By the way....akhtar my neshta ka...?
Za kho Monz la zan tayaroma....

Pekhawar ke Nishta Maa sahar Ror sra khabare oke khali da Afghan Mahajro Akhtar de nor Khalak ba Saba la Akhtar kaye... Mung kho Qatar ke Munz ao har sa kari di uss intezar kom che kala ba Ghwakha Pakhegi.. :(
 
ssarfraz

Politcal Worker (100+ posts)
I don't agree with your post , because she was already famous in the world because stand she took . you would see more aggressive response from religious people then this .. then Malala will be daughter of Muslim Ummah not US agent like today some people are saying her . today our nation made 14 year old girl traitor of this Pakistan only because she attacked my Taliban if she attacked by Us she will be daughter of Pakistan this is difference
 
Last edited:

ryzvonusef

MPA (400+ posts)
The problem is...

How many would know her name if she died in a suicide bombing?

Be honest, do you remember the name of any victim of suicide bombing?

Also, during all the Anti-Malala "No one remember the Drone victims"...Did a *single* one one of you also point to the hypocrisy of the Media is *not* highlighting victims of mass terrorism? Did anyone of you did your fancy photoshop on the victim of a suicide victim and write "Is ko kon yaad rakhey ga?"

But no, it's either Drones victims or Malala, there is *no* one else getting hurt; suicide-bombing victims can go to hell, not to mention earthquake victims, flood victims, Karachi terrorism victims....I could go on forever.

----

I have said it and will say it again, *both* America *and* Taliban are a menace to Pakistan, *both* commit mass murders with impunity... One uses drones, other uses Suicide Bombings...

We need a solution to get rid of *both*. But when we can't even control the process of things like Sugar or Sui Gas... yeah I am not holding my breath.
 
tariisb

Chief Minister (5k+ posts)

اب امید یہی کی جاتی ہے کہ ، آئیندہ اسی قسم کے انوکھے سوال کے جائیں گے

نرگس نے "ڈانس" سے توبہ کر لی ، اسے ملالہ کی طرح مشہوری نہیں دی گی ، کیا نرگس قوم کی بیٹی نہیں ؟ ذلیل میڈیا

عید پر سبزی کی قیمتیں بڑھا دی گیئں ، کیا سبزی کھانا "گناہ" ہے ، سب کو ملالہ کی فکر ہے ، مگر یھاں ہمارے پیٹ کا کسی کو خیال نہیں ، بکاؤ میڈیا

قربانی کے "بیل" ٹکر سے نوجوان جن بحق ، لواحقین کا احتجاج ، مالی امداد کا مطلبہ ، ملالہ کی طرح ہمیں بھی امداد کی جاۓ ، کیا یہ نوجوان قوم کا بیٹا نہیں ؟ ڈالر زدہ میڈیا
 
FaisalKh

Chief Minister (5k+ posts)

دُنیا قلعے کا دروازہ اندر سے کھولنے والے کا نام یاد رکھتی ہے۔
میر جعفر و صادق کا نام آج بھی سب کو یاد ہے۔ باہر سے داخل ہونے والے دُشمن کے لشکر میں کون کون تھا کِسی کو نام پتا ہے؟

جو زخم اپنوں سے لگیں تکلیف اُنکی ختم نہیں ہوتی غیروں کا کیا گِلہ؟

میں ڈھال لیے سوُء عدو دیکھ رہی تھی

پلٹی تو میری پشت میں تلوار گڑی تھی

Aap ki baat sahi hai janab lekin main aik izaaafa karonga ke waqae mir jafar aur mir sadiq ko to log rehti duniya tak hi yaad rakhaingay lekin unke kaandhay par bandooq rakh kar chalane waalon ka game ab b jaari hai unka naam koe nahi jaanta lekin roz mir sadiq aur mir jaafrin ki tadaad bhartee jaaa rahi hai... Eid Mubarak
 
Ali raza babar

Chief Minister (5k+ posts)

اب امید یہی کی جاتی ہے کہ ، آئیندہ اسی قسم کے انوکھے سوال کے جائیں گے

نرگس نے "ڈانس" سے توبہ کر لی ، اسے ملالہ کی طرح مشہوری نہیں دی گی ، کیا نرگس قوم کی بیٹی نہیں ؟ ذلیل میڈیا

عید پر سبزی کی قیمتیں بڑھا دی گیئں ، کیا سبزی کھانا "گناہ" ہے ، سب کو ملالہ کی فکر ہے ، مگر یھاں ہمارے پیٹ کا کسی کو خیال نہیں ، بکاؤ میڈیا

قربانی کے "بیل" ٹکر سے نوجوان جن بحق ، لواحقین کا احتجاج ، مالی امداد کا مطلبہ ، ملالہ کی طرح ہمیں بھی امداد کی جاۓ ، کیا یہ نوجوان قوم کا بیٹا نہیں ؟ ڈالر زدہ میڈیا

Sawal ka jawab dein sawal per sawal na karain . How many would have known her name if she was murdered or even injured in a Drone attack . . .

America kay tohfa e jamhooriat ko bohat arsay say sambhal rahay hein hum ... Iraq aur afghanistan mein

Wahan per martay huay bachay nazar nahi atay ?
Media ka millions ka Air time aik larki ko dia jata hai ?

Burma mein maray huay muslim kia insan nahi thay ?

Drones mein marnay walay janwar hein ? Un kay bachay janwar hein ?
Ab jawab do in baton ka sawal per sawal mat kero .
 
بنیادی سی بات ہے اگر آپ کو سمجھ آجاتے

ملالہ کا نام اور شخصیت ایک عام پاکستانی شہری کی نہیں تھی ، وہ سوات اور طالبان کی وجہ سے پاکستان اور عالمی میڈیا میں ایک "اہم" شخصیت کی وجہ سے جانی جاتی ہے ، ساری دنیا میں خبر و نظر کا یہی اصول رائج ہے ، کہ جو بھی شخصیت نمایاں ہوتی ہے ، اس کے متلقہ ، کچھ بھی ہو ، اسے زیادہ "کوریج" ملتی ہے ، بلک ایسے ہی ، کراچی میں روز بہت سے افراد مارے جاتے ہیں ، مگر جسے ہی ، کوئی مشھور شخصیت ، کسی مذہبی جماعت کا کارکن ، سیاسی جماعت کا رکن ، اداکار ، اس ٹارگٹ کلنگ کا شکار ہوتا ہے تو ، وہ "بریکنگ" نیوز بن جاتی ہے ،

Aur Ap ko itni bunyadi si baat samajh mein nahi aati kay wohi aaj kal famous hy Jis ko media ker day ... Aur media usay famous karay ga jis say wo apnay maqasid pooray ker sakay ...

Warna kaun millions kharch kerta hai kisi per bhai ? aik advertisement to day ker daikho TV per . Pata chal jaye ga kay in ka air time kitna keemti hai ...

Aur jahan tak karachi kay logon ki baat hai .. Insan Insan hai ... Mashhoor ho ya na ho .. Us ki jaan keemti hai ... Us kay maslay per logon ko kiun nahi ubhara jata ? Wahan log duaen kiun nahi mangtay ?

Ja ker search kero to pata chal jaye ga kay ziada coverage kisay milti hai ...

TuPac was way better rapper than EMINEM ...

Why he was banned then Jailed then Killed ?
What happened to bob marley ?

Tumhari Akal mein itni si baat nahi ati kay sari game paisay ki hai aur agenda ki hai ? Kon si dunia mein rehtay ho yaar tum ?
 
mnalam49

Minister (2k+ posts)
yeh fazool si bahas phir chir gayee hai...mujhey aik baat batao kon yahan mai ka lal hai jo taliban controlled area mein taliban key khilaf baat kar sakey...batein banana to sab ko bohot ata hai par koee yeh yaad nahin rakhta hai keh 3 saal pahley jab taliban ney swat ko take over keya tha...swat mein school band kar deyey they...har koee bhag gaya tha hamarey sarey MPA aur leader islamabad mein chup gayey they...malala aik gharib teacher kee beti hai...uska kasoor yeh tha keh woh gharib family sey hai aur usko parhney ka shoaq tha...us roaz capital talk mein usney demand keya tha keh hamarey school kholo ham ney parhna hai..mujhey yaad parhta hai jab mein taliban key khilaf bolta tha to merey abbu ney sakhti sey mana kar deya keh uskey barey mein baat na karo kuch pata nahin kab woh tumhein mar dein...us mahol mein woh tv par ayee capital talk mein aur school ka demand keya...kiss mein aisi bahadari hai..batein banana aur badnam karna asan hai asal cheez yeh hote hai keh kon medan mein khara rahta hai...kon medan mein kisi ko challenge kar sakta hai...kisi mein itni himmat hai keh golian baras rahi hon aur aap uskey samney seena taan kar kharey hon...malala aik symbol hai aur yeh sirf aqal walon ko samajh ayee gee...aap log keya samjho gey jiss ney kabhi taliban ka rule real life mein deka nahin warna aap log smajhtey
 
armani

Minister (2k+ posts)
You are asking him not to question in his answer but your reply itself is a long quetion in itself (clap).

And let me help you with your questions.
None of us which you think are heavily under influenced by western thoughts have been appreciating the killings of innocent human from drones to iraq to afg to burma. Killing innocent people is evil no matter how and where it take place.
Secondly, you dont have to adpot this so called american jamhoryat. Jamhoriyat in itself does not belong to any nation. It's a form of government which can function any where. However if you are so reactive to jamhooriyat then what do you have as alternative? This so called shariyat, Jahan road kay kanaray insaano ko zibah kartay hein? Jahan girls school detroy kartay hein? Jahan women ko bahir janay ki ijazat nahi hoti? Jahan madrasay kay elwa education system qabool nahi? Jahan dhari rakay baghir insaan qabool nahi? App ko qabool hogi yay sub kuch, hum ko nahi.
Yay nazim khilafat bhi app ko mubarak and Bakra eid bhi.
Sawal ka jawab dein sawal per sawal na karain . How many would have known her name if she was murdered or even injured in a Drone attack . . .

America kay tohfa e jamhooriat ko bohat arsay say sambhal rahay hein hum ... Iraq aur afghanistan mein

Wahan per martay huay bachay nazar nahi atay ?
Media ka millions ka Air time aik larki ko dia jata hai ?

Burma mein maray huay muslim kia insan nahi thay ?

Drones mein marnay walay janwar hein ? Un kay bachay janwar hein ?
Ab jawab do in baton ka sawal per sawal mat kero .
 
Ali raza babar

Chief Minister (5k+ posts)
You are asking him not to question in his answer but your reply itself is a long quetion in itself (clap).

And let me help you with your questions.
None of us which you think are heavily under influenced by western thoughts have been appreciating the killings of innocent human from drones to iraq to afg to burma. Killing innocent people is evil no matter how and where it take place.
Secondly, you dont have to adpot this so called american jamhoryat. Jamhoriyat in itself does not belong to any nation. It's a form of government which can function any where. However if you are so reactive to jamhooriyat then what do you have as alternative? This so called shariyat, Jahan road kay kanaray insaano ko zibah kartay hein? Jahan girls school detroy kartay hein? Jahan women ko bahir janay ki ijazat nahi hoti? Jahan madrasay kay elwa education system qabool nahi? Jahan dhari rakay baghir insaan qabool nahi? App ko qabool hogi yay sub kuch, hum ko nahi.
Yay nazim khilafat bhi app ko mubarak and Bakra eid bhi.

Lannnnat ho Khuda ki un logon per jinhon nay Zulm kia ...
Ab chahay wo aiisay Taliban kay nam say mansoob darinday hon kay jo logon ko zibah kertay hein

Ya wo Goray Afreet hon jo kehtay hein ...

We are giving democracy to the people of LIBYA .

IRAQ mein bhi Democracy hai ? Afghanistan mein bhi hai ?
Agar is ka jawab han mein hai to aap say behas fazool hai ... Khush rahain .

Aisi jamhooriat aur aisi khilafar aap ko hi mubarak ho ...

Mein Mohammad E Arabi SAWW ka ghulam hon aur wo Rehmat Ul Lil Alameen hein ...
Ab jo Alameen per rehmat ho us ka nizam kaisa ho ga ?? Yeh tum khud socho .

Kay yeh Jahil So Called TTP us nizam ko represent ker rahay hein ?
Confused Nation :banghead:
 
Ali raza babar

Chief Minister (5k+ posts)
You are asking him not to question in his answer but your reply itself is a long quetion in itself (clap).

And let me help you with your questions.
None of us which you think are heavily under influenced by western thoughts have been appreciating the killings of innocent human from drones to iraq to afg to burma. Killing innocent people is evil no matter how and where it take place.
Secondly, you dont have to adpot this so called american jamhoryat. Jamhoriyat in itself does not belong to any nation. It's a form of government which can function any where. However if you are so reactive to jamhooriyat then what do you have as alternative? This so called shariyat, Jahan road kay kanaray insaano ko zibah kartay hein? Jahan girls school detroy kartay hein? Jahan women ko bahir janay ki ijazat nahi hoti? Jahan madrasay kay elwa education system qabool nahi? [HI]Jahan dhari rakay baghir insaan qabool nahi?[/HI] App ko qabool hogi yay sub kuch, hum ko nahi.
Yay nazim khilafat bhi app ko mubarak and Bakra eid bhi.

Shayad ap ny us thread ko nahi perha jis mein mujhay yeh kehnay per kay

Deen mein darhi hai Darhi mein deen nahi hai .... IS per galian per chuki hein . Agar aap nay wo parha hota to ap yeh comment na daitay jo dia hia aap nay .
 
aakaa

Citizen
@ BuTurabi... very well said...

shuker hay koi toe hay jis ney sirf tasveer nahi dekhi balkey JO WORDS LIKHEY HEY UN PEY B GOR KIA HEY....
 
Back
Top