non-siasi chat

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

@aair_uetn , @huma

ab main yahan kisi post ka reply nahi karoon ga , chahay koi mujhe kuch kahay . main apni taraf se Baat khattam karta hoon
 

EniGma90

Minister (2k+ posts)

desicad

Chief Minister (5k+ posts)
bhai hum agar apni baat munaaaafqat se hat kar karain to behtar hoga , Nuzhat ka reply jaisa bhi tha par woh us reply ke jawab main tha jo Guddiyon wali thread main tariisb ne kia tha , aap ko agar tariisb ka woh post nahi yaad to main dobara yaad karwane ki himmat nahi rakhta.

kia yehi Insaf hai aap ka ke yahan aik khatoon ko ikhlaq se giri baat ki jai aur phir woh thread close kar diya jai aur phir woh khatoon agar kisi dosre thread main us ka reply kare to hum us khatoon ko ghalat kahain ????

Yaar main manta hoon ke aamir aap ne hameesha baat khattam karne ki ki lekin aap ki is most main bohut munaaaafqat thi. aur mujhe yahan jawab main kia kia kaha gaya hai , sab aap ke samne hai , kisi ne mujhe naik parween ka supporter kaha aur kisi ne kaha ke Sohraab baat ko kahan se kahan le gaya

Main guddiyon wali thread main us saboo ki wajjah se gaya tha aur yeh baat miss Mehrushka se behtar koi nahi janta ke main ne saboo ko reply kuin kia THATS IT
yeh thats it hota hai........phir shuru ho jati hai.........aasha hai yeh aakhri wala hai..........(bigsmile)
 

Humi

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

This bunny is going to be maulvi soon ;)

Btw im not joking, canada is on verge of zombie apocalypse... be prepared :( kisi bhi yekh basta raat ko achanak..................................


http://o.canada.com/2012/11/01/tony...prepared-canada-is-for-the-zombie-apocalypse/

I think I would have preferred an attack by cylons over zombies...(bigsmile)

and why is the bunny changing his profession? halwa bohut pasand aa gaya hai kya? :lol:
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
bhai hum agar apni baat munaaaafqat se hat kar karain to behtar hoga , Nuzhat ka reply jaisa bhi tha par woh us reply ke jawab main tha jo Guddiyon wali thread main tariisb ne kia tha , aap ko agar tariisb ka woh post nahi yaad to main dobara yaad karwane ki himmat nahi rakhta.

kia yehi Insaf hai aap ka ke yahan aik khatoon ko ikhlaq se giri baat ki jai aur phir woh thread close kar diya jai aur phir woh khatoon agar kisi dosre thread main us ka reply kare to hum us khatoon ko ghalat kahain ????

Yaar main manta hoon ke aamir aap ne hameesha baat khattam karne ki ki lekin aap ki is most main bohut munaaaafqat thi. aur mujhe yahan jawab main kia kia kaha gaya hai , sab aap ke samne hai , kisi ne mujhe naik parween ka supporter kaha aur kisi ne kaha ke Sohraab baat ko kahan se kahan le gaya

Main guddiyon wali thread main us saboo ki wajjah se gaya tha aur yeh baat miss Mehrushka se behtar koi nahi janta ke main ne saboo ko reply kuin kia THATS IT

bhai mere main maanta hoon k tari bhai ka comment bohat harsh tha laikin yeh larai start tari ne nahi ki thi, haan yeh main zroor kahoon ga k reaction itna voilent nai hona chahiye tha, laikin nuzhat ka last comment waqee ikhlaq se bohat gira hua tha, mujhe nai samjh aati k iss mein aapko munafqat kahan se nazr aa gai?? kya aap samjhtey hain k wo ikhlaq se gira comment nai tha ?? maa behn ko zleel kiya gaya tha iss mein bhai mere

aur rahi baat mehrushka ki to aapke 2,3 comments waqee qable aitraaz thay, wo sahi ghussa kar rai hai
 
Last edited:

tariisb

Chief Minister (5k+ posts)
bhai hum agar apni baat munaaaafqat se hat kar karain to behtar hoga , Nuzhat ka reply jaisa bhi tha par woh us reply ke jawab main tha jo Guddiyon wali thread main tariisb ne kia tha , aap ko agar tariisb ka woh post nahi yaad to main dobara yaad karwane ki himmat nahi rakhta.

kia yehi Insaf hai aap ka ke yahan aik khatoon ko ikhlaq se giri baat ki jai aur phir woh thread close kar diya jai aur phir woh khatoon agar kisi dosre thread main us ka reply kare to hum us khatoon ko ghalat kahain ????

Yaar main manta hoon ke aamir aap ne hameesha baat khattam karne ki ki lekin aap ki is most main bohut munaaaafqat thi. aur mujhe yahan jawab main kia kia kaha gaya hai , sab aap ke samne hai , kisi ne mujhe naik parween ka supporter kaha aur kisi ne kaha ke Sohraab baat ko kahan se kahan le gaya

Main guddiyon wali thread main us saboo ki wajjah se gaya tha aur yeh baat miss Mehrushka se behtar koi nahi janta ke main ne saboo ko reply kuin kia THATS IT


main nay jo reply kya tha woh jesa bhi tha, uss comment kay jawab main kya tha , jo nuzhat nay saboo ko kya tha aur meri insult ki thi ,

ab agar , raat ko uss nay phir bakwas aur gandgi ki hay tou , yah sharmnak hay , lahazah , baat ko twist karnay ki koi zaroorat nahin ,

aik ghaleez soch aur gaali par bhi aap ko munaafiqat ka bhaashan dena suite nahin karta , afsos

mujhay sab andazah hay , yahan kon munaafiq hay , aur kon momin ,

No need to make , pleasure for other , over my respect , simple
 
Last edited:

Mehrushka

Prime Minister (20k+ posts)
main nay jo reply kya tha woh jesa bhi tha, uss comment kay jawab main kya tha , jo nuzhat nay saboo ko kya tha aur meri insult ki thi ,

ab agar , raat ko uss nay phir bakwas aur gandgi ki hay tou , yah sharmnak hay , lahazah , baat ko twist karnay ki koi zaroorat nahin ,

aik ghaleez soch aur gaali par bhi aap ko munaafiqat ka bhaashan dena suite nahin karta , afsos

mujhay sab andazah hay , yahan kon munaafiq hay , aur kon momin ,

No need to make , pleasure for other , over my respect , sumple

@huma is online............(bigsmile)
 

tariisb

Chief Minister (5k+ posts)
aaj barbadi pe ek sher ho jaye...what say?(bigsmile)

killer+designed+poetry.png
 

Back
Top