Humi
Prime Minister (20k+ posts)
tariisb bro , yahan baat khattam hone bajai baat se baat nikalti ha , abhi muj par aik mohtarma ne ilzam lagaya hai ke main baat ko kahan se kahan le gaya aurmain ne aap ko provoke kia
mohtaram agar aap meri kisi post se provoke huay hoon to main aap se maafi chahta hoon aur main manta hoon ke aap aaj pehli 2 posts karne k baad khamosh rahay hain aur aap ne baat ko nahi bharhaya
jaanay di jiyay na...this is no way to end an argument...let it go please..I am requesting you to stop...:)