GujjarPakistani
Banned
zara batana pasand farmayen ge ke Mubasharay shitaan ka aaj ka topic Achakzai kyun hai ?yeh bad bakht sirf democracy ke hami politicians ko kyun bad naam kar raha hai ? Mubashra Mirzai kuch arsa se jab se elected govt ke khilaf sazish tayyar hui hai kyun planted programme kar raha hai aur kis ke isharay pe kar raha hai ? kon is ki dori hila raha hai ? aap andhay nahin aap ko bhi pata ho ga , kia aap bhi chahte hain martial law lag jaye ?? bohat ho gaya ab is Pakistan mein mazeed koi khalwarr nahin chalay ga
In this whole episode, where is Musharraf and his opponents. Just counter what Mubashir has showed on the TV.