" DUA " By Baba Ashfaq Ahmed ..You will stop to take Breath while reading this beautiful Article

tabla

Voter (50+ posts)
waste of time Asfaq Ahmed was not Alim, hur dua will eventually be fruitfull kiyonkay jo dua Allah ne duniya mein poory nahin ki us ka ujar Allah akhirut mein dey ga. So koi dua ziya nahin jjaty.
 
Star Gazer

Chief Minister (5k+ posts)
One expalanation that I have read is very nice too.
One of Three things WILL happen in response to our Dua.
1- It will be accpeted as we asked for by Allah
2- It will be deferred for a later time to be given to you because time is not right at this time.
3- Some Mushkil/hardship will be removed from your path.

So dua is a defense for us and it never goes to waste, and I love this concept.
 
ahmadalikhan

MPA (400+ posts)
Dua mein dunya to sub mangte hain.......Kon hai jo Shahadat mange?

Hai koi iss dunya mein jo Allah se ye dua mange?

4.GIF
 
behzadji

Minister (2k+ posts)
waste of time Asfaq Ahmed was not Alim, hur dua will eventually be fruitfull kiyonkay jo dua Allah ne duniya mein poory nahin ki us ka ujar Allah akhirut mein dey ga. So koi dua ziya nahin jjaty.

Why you said waste of time? He has at least compelled the reader to pray to Almighty with great zeal and attention. especially in the last lines the method of making dua is very important. That's why our prayers never get granted. and may I tell you one more thing, the dua which is just read and not asked from the heart is just a waste of time and you would never get a reward of that even in the hereafter....
 
pak4242

Councller (250+ posts)
Tabla naam rakh liya hai lakin kabhi sooch na tumrara Dil ki beat kiya hai agher disturb ho gai to na sunnay waley ko acha lage ga aur na body system .....? so kisi kay liye tabla bajana ho to beat aur sound ka khayal kiya karo....?
Allah bless you.
 
riverblue

MPA (400+ posts)
aadat hoti hai kuch logon ki khamakha ki criticism ki.............. they just cannot appreciate the essence of the post

Why you said waste of time? He has at least compelled the reader to pray to Almighty with great zeal and attention. especially in the last lines the method of making dua is very important. That's why our prayers never get granted. and may I tell you one more thing, the dua which is just read and not asked from the heart is just a waste of time and you would never get a reward of that even in the hereafter....
 
WatanDost

Chief Minister (5k+ posts)
Dua mein dunya to sub mangte hain.......Kon hai jo Shahadat mange?

Hai koi iss dunya mein jo Allah se ye dua mange?

4.GIF

Alhamdolillah Bahi
Allah ka ehsaan hai
Aur KARAM E AZEEM
Haram Shareef per pehli nazar daltey waqt
US RAB E KAREEM nai Yehi DUA maangney ki toufeeq ata farmayee.
"YA ALLAH SHAHADAT KI MOAT NASEEB FARMA".AAMEEN
Kioon kai yeah hadees parhi aur suni thi
Mafhoom
"JIS NAI SHAHADAT KI TAMANAH NAHI KI
WOH NIFAQ KI AIK QISM PER MARA"
 
KK YASIR

Minister (2k+ posts)
Ager Hamari Pakistan Qoom ko Ashfaq Ahmed Sahab jessey Buzurg mil jaiyen tu Inshaa Allah Talah hum seedhi rah se nai hat sakain gey ..
 
babadeena

Minister (2k+ posts)
What a pity that we have to read pages of some Ashfaq Ahmed to convince ourselves
about dua and do not wish to read few lines from Quran, wherein Allah guides to make
dua:
"Our Lord give us better in this World and in the Hereafter better".
Perhaps it is human nature to go around the neck to grab the ear.
 
Janab Allah k Pyare aur Muqarrab bundey b tamam batain Quran aur ahadees se hi kertey hain is me sharam ki kon si baat hai.. Oliya Allah sirf Quran Pak aur ahadees ki Tashreeh kertey hain .... ab her koi mujh jessa Gunah gar tu is terha ki baat nai ker sakta na. Allah apne Muqarrab bandoon ki baat me Asar rakhta hai takey log usey sun ker yaqin karain.

"Ashfaq Sahab yahan apne Taajerbe ki baat ker rahey hain warna DUA k tu bht se tarikey hain koi b ikhtiyar ker loo.. lakin DIL se karoo Allah talah Inshaa Allah qabool farmiyen gey"

Yeh wohii Allah k pyare bandain hain jin k zariyeh Allah ne hum jesson tak Deen-e-Islam ponchaya hai aur inhii bandoon me hamain Islam samjhaya hai.

Kal app kahoo gey k Sahee Hadees ki kitabain kion perh rahey hoo,, Bukhari Shareef, Muslim Shareef Tirmizi yeh sab b chor do ar sirf Quran parhoo.. tu mere bhaii Allah talah ne hamain itnii aqal nai dii k hum sab yeh apnii taraf se samjh sakain.. hum kam akal aur kam feham bandain hain , in batoon ko samjhne k liyeh hi Allah apne Naik bandey hamarye Darmiyen bhejta hai

Allah Talah Ashfaq Sahab ko apni khasoosi rehmat me rakhey aur Jaannat me unhain ala Maqam Ata farmiye. Ameeeeeeeeeeen
 
Last edited:

no-violence

Politcal Worker (100+ posts)
What a pity that we have to read pages of some Ashfaq Ahmed to convince ourselves
about dua and do not wish to read few lines from Quran, wherein Allah guides to make
dua:
"Our Lord give us better in this World and in the Hereafter better".
Perhaps it is human nature to go around the neck to grab the ear.
No brother you dont have to read Ashfaq Ahmed if you don't want to you can keep living your beautiful life according to Quran and Sunnah and leave us kafirs and ignorants alone
 
babadeena

Minister (2k+ posts)
No brother you dont have to read Ashfaq Ahmed if you don't want to you can keep living your beautiful life according to Quran and Sunnah and leave us kafirs and ignorants alone

Fair enough. Lord has given the "freedom of choice"
to everyone.
 
babadeena

Minister (2k+ posts)
Janab Allah k Pyare aur Muqarrab bundey b tamam batain Quran aur ahadees se hi kertey hain is me sharam ki kon si baat hai.. Oliya Allah sirf Quran Pak aur ahadees ki Tashreeh kertey hain .... ab her koi mujh jessa Gunah gar tu is terha ki baat nai ker sakta na. Allah apne Muqarrab bandoon ki baat me Asar rakhta hai takey log usey sun ker yaqin karain.

"Ashfaq Sahab yahan apne Taajerbe ki baat ker rahey hain warna DUA k tu bht se tarikey hain koi b ikhtiyar ker loo.. lakin DIL se karoo Allah talah Inshaa Allah qabool farmiyen gey"

Yeh wohii Allah k pyare bandain hain jin k zariyeh Allah ne hum jesson tak Deen-e-Islam ponchaya hai aur inhii bandoon me hamain Islam samjhaya hai.

Kal app kahoo gey k Sahee Hadees ki kitabain kion perh rahey hoo,, Bukhari Shareef, Muslim Shareef Tirmizi yeh sab b chor do ar sirf Quran parhoo.. tu mere bhaii Allah talah ne hamain itnii aqal nai dii k hum sab yeh apnii taraf se samjh sakain.. hum kam akal aur kam feham bandain hain , in batoon ko samjhne k liyeh hi Allah apne Naik bandey hamarye Darmiyen bhejta hai

Allah Talah Ashfaq Sahab ko apni khasoosi rehmat me rakhey aur Jaannat me unhain ala Maqam Ata farmiye. Ameeeeeeeeeeen

Do you know what is the Day of Judgement,
Then again do you know what the Day of Judgement;
A day when no soul will have any power for any other soul
and total command will be of Allah
.
If you can understand what I wrote. When you have time, pl search it from Quran.