Khan Sahab
New Member
100% agree with ur analysis ...... IK is a true leader
8) pichlay saal pheli may ko 4 helicopter afghanistan se ur kar hamarey radars ko jaam kartey hue islamabad se chand km door usama ko uthaker legaye, or army airforce ko pata tak na chala, phir bhi aap samjhtey hayn kay drone kay issue per america or 22 mulkon se jang lari jaskegi??
agree with u but ye point theek nahi hai
kya dunya itni bewaqoof hai jitni amrika ya CIA ne samjhi hoi he ?
1 shakhs k liye amrika 10 saal jung larta he or end mein use 1 darame mein maar k uski laash tak dunya ko nai dikhata kya dunya ne us pe yaqeen kar liya ?
usama ki mot b 9, 11 ki tarah ka 1 issue hai jo planted hai
9,11 b amrika ne khud kiya or usma ki mot b usi ki tarah ka 1 darama he
or hakoomat e pakistan is darame mein barabr k shareek hein
ab pakistan itna b geya guzra nahi jitna log use amrika k khilaf samjhne lag gaye hein agar amrika itna taqatwar hota k woh bagair radar ki nazar mein aaye apne hely copters aebat abad tak le aaye or wapis b le jaye to amrika ki her technology israil k pas he kya woh 2 mulk ab tak pak k atomic acets pe atteck na kar chuke hote ?
pak army ki power ko dunya janti he k wo kitne pani mein he pak agar kamzor hai to economy k lihaaz se hai or sayasi lihaaz se kamzor hai hum log ikathe nahi hein isi ka dushman faida uthate hein
sari dunya ka media yahoodiyon ka khareeda howa he jis mein pak ka media b shamil he ye log samjhte hein k logon ko bewaqoof bana lein ge or jo kahein ge dunya maan le gi[/SIZE]
ji bilkul helicopters aaye the but hamari A.F ko unka pata tha or woh log aooper se ahkamaat hi lete reh gaye k ab kya karna he
Aapki baat bilkul durust hay, 9/11 eik bhuat bara ritual tah or ishi tarha usama ki halakaat bhi drama tah, but dunya mein shayd 10% loag is baat per yaqeen rakhtey hyn
kiunkay camera ki ankh (fox,cnn,bbc,sky,geo) wahih kuch dikhati hay jo ye taqaten dikhana chahti hayn, mager ye bhi haqeeqat hay k us raat 4 stealth helicopters pakistan kay ander dakhil hue thay, or capital se chand kms door tak agaye thay
ab ap zara b-52 kay baare mein parhein, thori dair tk shock mein rhayengy :)
پاکستان کہ مسلہٴ صرف ڈرون ہی نہیں ہے یہ سارےمعملات آپس میں انٹرلنک ہیں .واہ جی واہ
امن مارچ پر جنگ ہی کی سوال کرے گا ، یہی اس کی اچھائی ہے
Imran and Talat are both ultra nationalist both enjoy this banter and Imran always take on board, constructive opinions even from biased anchors like Salim Safi or Nusarat Javed who suggested that he should hold a rally in US and he duly complied. But today Talat kept on hammering with what next scenarios which i thought suggested his inclination towards US prespective, hopefully he is honest but you never know journalists are most easy to buy and most of them are on CIA payroll
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|