Oye mujhe border par jane ki kya zaroorat main muhajir nhi hu..hum jis zameen phar hai ya humhare apni hi hai.. or pakistan sa pehla yahi humhara state tha. Rahe baat afghanistan main dafan huna ki... mujhe fakhar hai afghanistan main dafan hona main.. ya mare abaoo ajdad ka mulk hai .
TUm tu pehly ye bataoo ke tum PAKISTAni ho ya afghani taqe ussi tareeqa sy tum sy baat ki jay .
PAKISTANI tum ho nahi sakty wo tumhari batoon sy lugg raha hai kion ke tumhary dil mein derd apny afghanistan ke leye uthta hai.ye GEN ZAHEER HAMARY GHAZI KI TUM NY TASWEER kion lagai hai aur pishawer location likha hai jub afghanistan ke ho tu likho afghani
ye iss page per kafi taliban afgahanistan aur india ke logg jama hain .nam aur location pakistan ka rakhty hain taqe PAKISTANI QOUM mein phot dulwa sakeen .
tum ny location tu pishawer rakhi hai .kissi mohibey waten pishawer ke basi sy wasta per gaya tu lugg pata jayga tum loggon ke leye tu khud kpk fata aur hamary surhadi elaqoon ke gheret mund pashtoon bhai khud hi kafi hain. tum sirf awam mein phot dalny aty ho taqe logg dekh ker kaheen uh pishawer waly Pakistan ke khilaf hain PAkistan ko torna chahty hain tumhari aur india ki jo chaleen hain wo sub ko pata hain jo tum jessy Balochistan mein ker rahy ho aur iss taruf FATA,wazeerestan ke elaqoon mein .
jub fakher hai afghanistan mein dafen hony ka shoq hai tu kia intezar ker rahy ho jao apny mulk ko azad karao aur Abad karo aur raho bhi wahan taqe atty dal ka bhao pata lugg jay tum loggon ko.
kis zameen per ho tum ye tu wazeha batao pehly taqe ussi turha tum ko jawab bhi deya jay .
konsa state PAKISTAN KE qayam sy pehly tumhara thah ?KPK ,FATA ,wazeerestan,in elaqoon ki baat ker rahy ho ary jiss ki baat ker rahy ho khol ker karo taqe tum ko tumhari tareekh batai jaye.aur PAKISTAn ke sath konsy elaqe kessy shamil howy wo bhi .tumhary mola umer ny jo sabuq tum logon ko parahaya hai wo tareekh nahi .asel tareekh.