بنگلہ دیش:شیخ حسینہ واجد کی سیاسی جماعت عوامی لیگ پر پابندی لگا دی گئی

1746940924991.jpeg

بنگلا دیش کی عبوری حکومت نے سابق وزیر اعظم شیخ حسینہ واجد کی جماعت، عوامی لیگ، پر انسداد دہشت گردی قوانین کے تحت پابندی عائد کر دی ہے۔

غیر ملکی خبر رساں ادارے کے مطابق یہ فیصلہ اس وقت تک کے لیے نافذ العمل رہے گا جب تک جماعت کے خلاف مقدمے کی سماعت مکمل نہیں ہو جاتی۔

حکومت کا مؤقف ہے کہ پابندی انسداد دہشت گردی قانون کے تحت لگائی گئی ہے، جس کے تحت کسی بھی ایسی تنظیم کی سرگرمیوں کو روکا جا سکتا ہے جو قومی سلامتی کے لیے خطرہ سمجھی جائے۔

اس کے ساتھ ہی حکومت نے انٹرنیشنل کرائمز ٹربیونل ایکٹ میں ترمیم کی منظوری بھی دے دی ہے، جس کے تحت اب سیاسی جماعتوں اور متعلقہ اداروں کے خلاف قانونی کارروائی کی جا سکے گی۔

دوسری جانب عوامی لیگ نے حکومت کے اس فیصلے کو غیر قانونی اور سیاسی انتقام قرار دے کر مسترد کر دیا ہے۔

واضح رہے کہ شیخ حسینہ واجد نے گزشتہ برس اگست میں ملک گیر عوامی دباؤ کے باعث وزارتِ عظمیٰ سے استعفیٰ دے دیا تھا اور بعد ازاں بھارت چلی گئی تھیں۔ بنگلا دیشی حکومت بھارت سے ان کی حوالگی کا مطالبہ بھی کر چکی ہے۔
 
Last edited by a moderator:

ek hindustani

Chief Minister (5k+ posts)
Bangali theek ja rahe hain.

PTI should have been banned 2 years ago.
...to Bhos DK kar day na.
Tumharay Abba ko roka kis nay hai.
Jahan itna zulm aur jabr kiya wahan ye bhi kar day.
Lekin tu jaanta hai ki aisaa karnay say koi khaas faidah nahi hoga.
Saalay !
Election mein bina kisi Nishaan k PTI nay 180 seats jeet li thi. Tabb tere Abba ko maloom huaa ki ban kaney say koi faidah nahi hoga.
 
Islamabadiya

Suna phir Pajeeet

How is the Josh this morning ? lol 😂
 
BlackBirdSSG

Politcal Worker (100+ posts)
Bangali theek ja rahe hain.

PTI should have been banned 2 years ago.
Not just banned, they should all be killed, similar to how Hitler went after Jews. PTI have no place or space in Pakistan. They have no right to breath air on Pakistani soil.

Is that right?
 
Mocha7

Chief Minister (5k+ posts)
Not just banned, they should all be killed, similar to how Hitler went after Jews. PTI have no place or space in Pakistan. They have no right to breath air on Pakistani soil.

Is that right?
By Almighty's grace Pakistan will crush anti state PTI like it did with MQM.

Baaqi jo Pakistan zindabad ke naare ke saath chale ga usko operate karne ke ijazat rahe ge jaise Altaf Hussain ko crush karne ke baad MQM Pakistan ko ijazat hai.

Reh gai Hitler ke baat, if I had the power tu Khan nahi tu Pakistan nahi kehne walon ko forun encounter karwa deta.

Is ka accha aur asaan hal immediate prosecution and justice system hai. Jese army ne traitor ex-service men ko saza suna de. Jaise UK ne recently within few days, fake news pe riots pe sakht sazaein sunaein theen. Aur fake news social media post pe bhi logon ko jail bhej diya tha..

Hamare judges beghairat hain. Is liye mulk mein sukoon nahi..
 
"Anti-state" declare karna koi Twitter/X ka poll nahi hota jo har doosra banda apni marzi se kar de. Na tum NAB ho, na judiciary, na interior ministry, aur na Army jise politics ka keera ho. Pakistan mein kisi party ya shakhs ko officially anti-state declare karna sirf state institutions ka kaam hai, wo bhi evidence aur court orders ke through, na ke keyboard per apna sarr maar maar ke jazbaati thread ke zariye.

PTI se jitna bhi ikhtilaf ho, jitni bhi buri lagti ho, Imran Khan se jitni bhi nafrat ho, sach yehi hai ke uss ki party aaj bhi ECP mein registered hai, elections larti hai, aur usko crore'on logon ne vote diya hai aur unn ki support haasil hai. Tumharey personal feelings ager hurt hui hain, iss ka ye matlab nahi ke kisi ko traitor bana do. MQM ka example de rahe ho, lekin bhool gaye ho ke Altaf Hussain ko bhi court order ke baad ban kiya gaya tha, aur MQM Pakistan ko kaam karne diya gaya. PPP ki bhi kahaani kuch aisi hee hai.

Aur jo tum "encounter" aur "fake news pe jail" ki baat kar rahe ho na, bro, yeh koi video game nahi chal rahi. Kisi mulk ko banana republic banane ka shortcut hota hai aisay logon ko power milna jo sirf dushmani aur emotional outbursts se mulk chalana chahtay hain.

Judges ko "beghairat" kehna asaan hai jab tum khud law ya constitution ka 'R' bhi nahi samajhtay. Aur agar itna hi masla hai to khud election larke aa jao, court reform le aao, warna kam az kam civil discourse ka tajarba seekho.

Lastly, Pakistan zindabad kehna zaroori hai, lekin uss se kahin zyada Pakistan samajhna zaroori hai.
 
Mocha7

Chief Minister (5k+ posts)
"Anti-state" declare karna koi Twitter/X ka poll nahi hota jo har doosra banda apni marzi se kar de. Na tum NAB ho, na judiciary, na interior ministry, aur na Army jise politics ka keera ho. Pakistan mein kisi party ya shakhs ko officially anti-state declare karna sirf state institutions ka kaam hai, wo bhi evidence aur court orders ke through, na ke keyboard per apna sarr maar maar ke jazbaati thread ke zariye.
Way before the final operation against MQM was started, at least two operations were conducted against MQM. There was no court orders for that. Then there was a time when traitor general Musharraf used MQM for his rule. Later by the grace of the Almighty Pakistan crushed MQM. The period of decades in between, people do know that it is indeed a terrorist and anti state organisation. State actions or no action won't change that.

There are countless post emitting same sentiments like mine on social media. Again state actions or no action won't have any effect on that.
PTI se jitna bhi ikhtilaf ho, jitni bhi buri lagti ho, Imran Khan se jitni bhi nafrat ho, sach yehi hai ke uss ki party aaj bhi ECP mein registered hai, elections larti hai, aur usko crore'on logon ne vote diya hai aur unn ki support haasil hai.
Is se kiya saabit karna chahte ho. Hitler was way popular....
images

France has kicked out popular right wing presidential candidate Le Pen from the next elections. Germany as a first step has labelled highly popular AfD as extremist party. Both of the actions drew wide spread criticism and condemnation from US.

Europe has a specific set of history and memory. They have decided where they want to take Europe and where they do not want Europe to be led to.
Tumharey personal feelings ager hurt hui hain,
Lol tumhara leader mere cycle le kar bhaag gaya hai kiya jo mere personal feeling hurt hogai hon ge.
MQM Pakistan ko kaam karne diya gaya.
You were supposed to contest my arguments, not endorse them. I just wrote that in my post that I am confident and hopeful only non fasadi actors in PTI will be allowed to led PTI and off course work as a mainstream political party.
Aur jo tum "encounter" aur "fake news pe jail" ki baat kar rahe ho na, bro, yeh koi video game nahi chal rahi. Kisi mulk ko banana republic banane ka shortcut hota hai aisay logon ko power milna jo sirf dushmani aur emotional outbursts se mulk chalana chahtay hain.
Acha ab youthiye UK ko democracy sikhaen ge?!?

There was widespread recognition that false claims and online hate contributed to the violence and racism on British streets in August. In their wake, Prime Minister Keir Starmer said social media “carries responsibility” for tackling misinformation.

More than 30 people found themselves arrested over social media posts.
Judges ko "beghairat" kehna asaan hai jab tum khud law ya constitution ka 'R' bhi nahi samajhtay. Aur agar itna hi masla hai to khud election larke aa jao, court reform le aao, warna kam az kam civil discourse ka tajarba seekho.
Lol I don't know why you get so butthurt about my comments on judges. Perhaps you have same crush on Imran khan that some of the judges have. Judiciary is weak, broken and has a tilt towards everyone knows who.

By the way where did you get the what you call licence to ban MQM. Should have gotten it from Sindh high court, but that's was Lahore High court. Because it was always under control of establishment. Was it ethical? No. Was it lawful? That's debate able. But was it necessary. Yep it was necessary.
Lastly, Pakistan zindabad kehna zaroori hai, lekin uss se kahin zyada Pakistan samajhna zaroori hai.
Yeah and what is Pakistan samajhna? پاکستان سمجھنا
Is it some kind of philosophy of yours that I am not interested in. Lastly, I don't waste my energy on engaging with youthiye. You asked a question, to which I replied. You commented on that so I am replying the last time. There's no point of argument when there are so polarised views.
 
BlackBirdSSG

Politcal Worker (100+ posts)
Way before ...
Tumhare reply mein logic se zyada nostalgia aur self-granted moral superiority tapak rahi hai. Tum keh rahe ho ke “State action ho ya na ho, MQM terrorist thi”, O' bhai agar tumharey jazbaat decide karte hain ke kaun terrorist hai, to phir courts, laws aur Constitution ko din raat kyun chaat'te rehte ho? Seedhi terha bolo ke tum Authoritarian ho.

Aur agar tumhare standard pe chalein, to Imran Khan ko bhi kisi zamane mein UN ne "Champion of the Earth" declare kiya tha. Chalo phir woh bhi final verdict maan lein?

Tum France aur Germany ka example de ke khush ho lekin bhool gaye ke wahan har action courts ke zariye hota hai, not basement ke keyboard se ya pindi ke kaale boot pehn'ne aur chaat'ne waalon se. Le Pen ko disqualify karne ka process bhi legal framework ke under hua, na ke kisi Mochi ne Twitter/X pe verdict diya.

Tum keh rahe ho ke "I don’t waste time with youthiyas", magar 500 lafzon ki justification likh di, lagta to nahi ke waste of time lag raha tha. Bas thoda sa koi tumhari baat ka logical dismantling kar de, to foran “Hitler”, “UK riots”, “Imran ka crush” nikal aata hai. Classic deflection move.

Aur haan, agar kisi din judge tumhare haq mein faisla suna dein, to yehi "beghairat" judiciary achanak insaaf ki misaal ban jaye gi, right?

Tum khud likh rahe ho ke MQM ke khilaaf court order Lahore High Court ka aaya, aur keh rahe ho “was it lawful? Debatable”, bhai law debatable nahi hota, clear hota hai. Agar clear nahi hai, to tumhara moral victory bhi ek self-proclaimed delusion hai.

Aakhir mein, “Pakistan samajhna” philosophy nahi, zarurat hai. Kyunki agar har banda Pakistan ki mohabbat ko sirf naaron tak simat de, aur har mukhalif ko “anti-state” keh kar side pe kar de, to phir Russia, China, ya North Korea se farq kya reh jaye ga?

Tumhara opinion tumhare paas mubarak ho, lekin jab tak lawfully koi traitor ya party declare na ho, woh Pakistani hai, aur uski siasat bhi itni hi legitimate jitni kisi aur ki.

Likhne ka shauq zaroor rakho, lekin qanoon ko bhi kabhi kabhar daikh liya karo.
 
Youthiye mere 500 words ke simple and clear bakwas bhi tumhein samajh na aasaki, is the very reason I don't engage with youthiyas.

Choro ye batein ye batao are you celebrating Pakistan's recent victory against India?!?
 
BlackBirdSSG

Politcal Worker (100+ posts)
Youthiye mere 500 words ke simple and clear bakwas bhi tumhein samajh na aasaki, is the very reason I don't engage with youthiyas.
Jab baat logic ki ho aur jawab sarcasm aur distractions hoon, to samajh aa jata hai ke kisi ka content khatam ho gaya hai. Pehle tum constitution aur state legitimacy ki debate kar rahe thay, ab sidha "India ko haraya, celebrate karo" pe aa gaye ho. Matlab asli sawaalon ka jawab ab bhi pending hai.

Aur haan, Pakistan ka har democratic citizen hamesha apni fauj ke sath hota hai jab baat mulk ke difa ki ho, lekin yeh support blind obedience nahi hoti, aur na hi kisi political party ke qatal-e-kirdaarr ka license hoti hai.

Main war per baad mein aata hoon.

Lastly, tumhari 500 lafzon ki clarity ka level itna tha ke khud tumhi har doosre line mein apne contradictions ka postmortem kar gaye. So maybe next time, less overconfidence, more coherence? Huh?!?!
 
BlackBirdSSG

Politcal Worker (100+ posts)
Choro ye batein ye batao are you celebrating Pakistan's recent victory against India?!?
✅ Ceasefire = No Clear Military Win​

Bhei, military terms mein agar dekha jaye to yeh kisi bhi country ke liye "clear win" nahi thi. India ne Pahalgam incident ka faida utha ke pehle attack kiya, woh bhi raat ke andheray mein, aur civilian areas pe, jahan Pakistan ke civilians aur bachay shaheed hue. Yeh koi surgical strike nahi thi, yeh provocation thi.

Jab tak Pakistan ke military bases pe direct strikes nahi hue, tab tak Pakistan ne response nahi diya. Jab diya, to seedha Indian military targets ko hit kiya, civilian retaliation nahi ki. Yeh professional military conduct ka hissa hota hai.

Pakistan ne India ke Rafale jets girae aur unn ka S-400 defense system nakaara banaya jo India ke liye embarrassment hai, specially jab unka media aur ruling party in weapons ko "game changer" keh ke hype kar rahi thi. Aur phir sab se pehle ceasefire ka elan bhi India ne hi kiya, aur apne hi foreign secretary ko ab social media se ghaib kar diya gaya hai kyun ke log use "defeat" ka zimmedar keh rahe hain.

To haan, Pakistan ne tactically better response diya, lekin yeh kisi bhi taraf se victory nahi thi. Dono mulkon ke log maray, humaari bases per jo hamle hue, uss mein humaare pilots shaheed hue, aur ainda waqt ke liye nuclear conflict ka imkaan barh gaya.

Yeh koi 1992 ka cricket match nahi tha jahan jeet celebrate ki jaye. Yeh ek dangerous reminder tha ke har baar escalation ka nateeja sirf tabahi hota hai, nafrat ki jeet nahi. Politically iss ko aap win samajh lo, lekin militarily ye koi win nahi thi. Jab dono mulk ceasefire agree kar lein, iska matlab hota hai ke Koi decisive victory nahi mili, Kisi ne surrender nahi kiya, Conflict ko aur barhne se roka gaya. Agar kisi ek country ka upper hand hota military terms mein, to woh ceasefire ki bijae terms dictate karta, ya ultimatum deta. Yahaan aisa kuch nahi hua. Pakistan ka paani ka aur Kashmir ka masala joon ka toon hee hai.
 
Mocha7

Chief Minister (5k+ posts)
Jab baat logic ki ho aur jawab sarcasm aur distractions hoon, to samajh aa jata hai ke kisi ka content khatam ho gaya hai. Pehle tum constitution aur state legitimacy ki debate kar rahe thay, ab sidha "India ko haraya, celebrate karo" pe aa gaye ho. Matlab asli sawaalon ka jawab ab bhi pending hai.

Aur haan, Pakistan ka har democratic citizen hamesha apni fauj ke sath hota hai jab baat mulk ke difa ki ho, lekin yeh support blind obedience nahi hoti, aur na hi kisi political party ke qatal-e-kirdaarr ka license hoti hai.

Main war per baad mein aata hoon.

Lastly, tumhari 500 lafzon ki clarity ka level itna tha ke khud tumhi har doosre line mein apne contradictions ka postmortem kar gaye. So maybe next time, less overconfidence, more coherence? Huh?!?!
Na jaan na pehchan, bare mian salam.

Na koi jaan na pehchan, mein kyun youthiye ke saath mazaaq karoon ga... I just posed the question to start the discussion from a new angle.

Mein bhi kis youthiye ke saath time zaaye kar raha tha...
😂

Besides I repeatedly said there is no point of argument when the opinions are so conflicting and the world view so different.

I don't know why you're arguing so eagerly in the first place. Argument jeetna chahte ho. 😂
Here you go...

You win, I lose.
 
it's clear that you couldn't engage with the substance of my argument, hence opted for mockery & personal dismissal to have some face saving. But worry no more! Allow me to cut through deflection & passive-aggressive tone of yours.

Tumhari baat ka mtlb yeh hai ke jab logic khatam ho jaye, to sarcasm aur “jeet lo jeet lo” jese dialogues mein chhup jao. Jo banda khud conversation initiate karta hai, phir keh deta hai ke ‘mein to hui hui hui mazaaq kar raha tha’, woh asal mein sirf apne contradictions ka screen saver chala raha hota hai.

Aur haan! kisi ko bhi “Youthia” kehna, uske viewpoint ko childish keh kar dismiss karna, ya sarcasm mein “tum jeet gaye” keh dena, yeh debate ka closure nahi hota, yeh intellectual withdrawal hota hai aur ye aap tawaatar se karte ho. Jo banda apni baat ka logical defence na de sake, uska "main tumhein jaanta bhi nahi" kehna sirf aik cheap ego trip se zyada kuch nahi hai. Ek breaking news bhi deta chalun, ye political forum hai aur yahan koi bhi kisi ko nahi jaanta.

Tumne khud pehle constitution, state legitimacy aur prosecution ki baat ki... phir Hitler references, then war celebration, phir trolling, aur ab finally “na jaan na pehchaan” wala masoomana act. Matlab thread mein har angle explore kiya, bas khaali jawab dena reh gaya tha.

But no worries, tum jeet gaye. Kyunke asal mein toh har woh banda jeet jata hai jo dusre ki baat samajh kar us ka jawab denay ki himmat kare, na ke woh jo sarcasm mein “jeet lo jeet lo” keh ke patli gali se nikal le.
 
Mocha7

Chief Minister (5k+ posts)
Spider Man Lol GIF

I didn't knew my little comment will get poor kid frothing all over the place.
😂😂
opted for mockery
😂
Oho the kid got hurt. Kiya mockery kar de main ne tumhare.... I didn't even say a mocking word.
Jo banda khud conversation initiate karta hai,
Lol.
Ahmaq youthiye, I didn't know you had severe case of amnesia. Ja kar thread dobara check kar lo kis ne conversation start ke the.
I actually repeatedly said I have no intention of interacting with a youthiya.
sarcasm mein “tum jeet gaye” keh dena,
Yikes you "find" another sarcasm in my post. 😬😱
yeh debate ka closure nahi hota,
Who told you I was willing to have a debate with you in the first place. You quoted me, I didn't.
Ek breaking news bhi deta chalun, ye political forum hai aur yahan koi bhi kisi ko nahi jaanta.
Ahmaq youthiye this is quite an old forum and people who are here for some time knew each other well.
And final last word, I never had the intention of starting this argument in the first place.
I just wanted to end the conversation with a newbie youthiya on a lighter note. Tum jeet gaye, I lose, let's end the discussion.

But youthiye ko sukoon nahi hai. He will keep poking. Not everyone is willing to waste his energy on random internet youthiya. Time for you to fuck off.. And keep posting the pictures of random influencers on internet. G' day.
 
BlackBirdSSG

Politcal Worker (100+ posts)
Spider Man Lol GIF

I didn't knew my little comment will get poor kid frothing all over the place.
😂😂

😂
Oho the kid got hurt. Kiya mockery kar de main ne tumhare.... I didn't even say a mocking word.

Lol.
Ahmaq youthiye, I didn't know you had severe case of amnesia. Ja kar thread dobara check kar lo kis ne conversation start ke the.
I actually repeatedly said I have no intention of interacting with a youthiya.

Yikes you "find" another sarcasm in my post. 😬😱

Who told you I was willing to have a debate with you in the first place. You quoted me, I didn't.

Ahmaq youthiye this is quite an old forum and people who are here for some time knew each other well.

And final last word, I never had the intention of starting this argument in the first place.
I just wanted to end the conversation with a newbie youthiya on a lighter note. Tum jeet gaye, I lose, let's end the discussion.

But youthiye ko sukoon nahi hai. He will keep poking. Not everyone is willing to waste his energy on random internet youthiya. Time for you to fuck off.. And keep posting the pictures of random influencers on internet. G' day.
9uenc8.jpg
Point # 1. Thread Sheikh Hasina pe thi, lekin tumhara obsession Imran Khan per tha.
Matlab Bengal mein election ho ya Ecuador mein protest, Mocha7 will find a way to say “Youthia.” PTI ke rent-free occupancy tumhare mind ka sabse zabardast political case study hai.

Point # 2. “Mujhe debate ka shauq nahi tha” keh kar 8 para likhna, Absolute Clownsmanship.
Khud initiate kiya, khud der tak reply kiya, phir khud ko random internet user keh kar exit kiya. Tumhari thread mein energy sirf PTI se nafrat nahi, apne contradictions ko over-explain karne mein bhi gayi.

Point # 3. “Youthia” keh kar phir kehna “main ne koi mocking lafz nahi bola”?
Kya aapko auto-gaslight feature mila hai forum badge ke sath? Jab aap kisi bhi dissenting opinion ko slur se define karo, to tumhara “moral position” tandoor mein chala jata hai.

Point # 4. “Old forum hai, log ek dosre ko jaante hain”, aur phir kehna “tum random ho.”

Decide kar lo Mocha7... log jaan pehchaan wale hain ya internet ke randos hain? Yeh selective intimacy aur random disowning tumhari mental gymnastics ka circus ban gaya hai.

Point # 5. “Tum jeet gaye, main haar gaya” kehna insult se pehle = weak man’s exit strategy.
Ye wohi log hotay hain jo UNO khelte waqt reverse card dikha ke board palat detay hain.
You didn’t concede. You collapsed like Rafale.

Point # 6. Final words mein “f* off” likh kar kehna “main to halka note dena chahta tha”, sarcasm bhi tumse sharma gaya hoga.** Jo banda thread mein na logic la saka, na grace, uska final word sirf ek cheez ka proof hota hai... Uske paas kuch bacha nahi.

Point # 7. Lekin chalo, tum jeet gaye.

Jaise woh har banda jeet jata hai jo baat ko PTI se start kare, personal attacks pe le jaye, phir bolay “main to seriously lena hi nahi chahta tha.”

G’day to you too... Forum ka Crownless King.
Tumhare liye dedicated title paish-e-khidmat hai:
Master
Of
Contradictions,
Hollow
Arguments
(Because you start argument, flips tone, says “I didn’t mean it,” & then rage-quits with insults)
7: number of times he/she/it changes tone in one thread.

8a0219dc76c3788d76be372fc3d16ce2.jpg

Back
Top