سپریم کورٹ نے جسٹس قاضی فائز عیسیٰ ریفرنس کا فیصلہ سنا دیا

Citizen X

President (40k+ posts)
Mujhe to yeh wala scene yaad aa raha hai, jub JIT banae ka faisala aya tha Panama mein

58f92a2e1d08a.jpg

Yeh jo laddu bhantay jaa rahe hai, yeh waise hi laddu hai jub Panama case mein SC ne JIT banay ka faisala sunaya tha. Phele to FBR bohat sambhal ke karwai ker rahi thi kyu ke SC ke judge ka mamla tha. lekin aab to SC ka arshiwad mil gaya hai, aab to full on investigation ho gi, aur na janay aur kya kya samne aye ga.
 

@@O.P

MPA (400+ posts)
The decision was based on irregularities on filing the case now it goes to FBR and he will have to answer for the properties.
 

Citizen X

President (40k+ posts)
one man in a nation of 20 Karor Donkeys

Ea0MKTvXgAMdkMe
Its a dark day in history of judiciary.

Judiciary has legalized the corruption in judiciary in one way or other. Judiciary has legalized corruption in Judicial system in the name of independence.

Now everyone will follow the same course businessmen, politicians, bureaucrates and Judges, everyone will keep one independent wife and will find a way to show her independent.

The history will remember how judges destroyed their own institution.

This is the conclusion of this statement.

افسوس صد افسوس
Her wife assets are related to him, so by this Nawaz Sharif should also not be held accountable for assts his kids hold.

judiciary is mafia and protecting its own
A slap on Imran's face. PTI is finished !
This verdict was expected, judiciary is incompetent, justice system in Pakistan is ruined due to legalised corruption. To restore all this, country needs revolution to correct wrong doings.
Justice is totally dead in Pakistan.
Too all the butt hurt youthias crying like little babies and too all the patwaris celebrating like bitches.

Remember This

 

Hate_Nooras

Chief Minister (5k+ posts)
He is pinky peerni’s son from the first hubby!?
I normally swear at people and stay away from parents So you want to challenge my parentage hey, how about you deciding which of your 2 daddies is the real one- is it NS the haraami on the run, or SS the haraami desperate to join him? When you decide, let your mum know!
 

forzeb

Minister (2k+ posts)
woh asal sawaalaat jin ke jawaabaat her saahibe aqlo fiker ko sochne chahiyen. in sawaalaat ke drust jawabaat ke baghair pakistan ka na to saheeh constitution ban sakta hai aur na hi is ka qanoon.

lihaaza haraami pan chhoro aur pakistan ke dastooro qanoon ko quraan ki roshni main drust karo. agar aisa nahin karo ge aur her maamle main us waqt ka hi intazaar karo ge keh pehle koi situation saamne aaye to phir majboor ho ker koi qanoon banaao ge to pakistan main halaat aise hi rahen ge jaise keh ham dekhte aa rahe hen.

1)adliya ki aazaadi se kia muraad hona chahiye, qanoon ki aazaadi ya judges ki aazaadi?

2)jis constitution aur qanoon ki bunyaad quraan ho woh constitution aur qanoon hona kia chahiye?

3)kia pakistan ka constitution aur is ka qanoon quraan ki guidelines ke mutaabiq hai?

4)agar judges ko aazaad karna hai jo keh adliya ke kaarinde hen to phir hakoomat ke kaarindun ko bhi aazaad karna pade ga aur foj ke kaarindun ko bhi. yahee nahin her aik idaare main kaam kerne waale sab ke sab log hi aazaad hun ge. agar yahee kuchh karna hai to phir dastooro qanoon ki zaroorat hi kia reh jaati hai?

For a detailed explanation of things about the quran, deen of islam and pakistan see HERE, HERE, HERE, HERE and HERE.

waqt aa gayaa hai keh pakistan ke log quraan ke saath mazaaq khatam karen warna zillato ruswayee se bachaao mumkin hi nahin hai.
To be honest if you read the constitution of Pakistan its nothing just a piece of Shit in which only poor and common man is suffering and elite class is enjoying.
 

Enlightened10

Minister (2k+ posts)
اپنے منہ پر طمانچے مار گیے۔ ایک سادہ مگر انتہائی اہم اور خطرناک الزام ، ایک جج پر حکومت وقت نے لگایا، آئین کے سینئر ترین ججوں پر مشتمل سپریم جوڈیشل کونسل کو بھیجا۔۔۔ کسی جج پر مس کنڈکٹ کا الزام ہو تو آگے بڑھ کر اسکا سامنا کرنا چاہیے تھا اور عوام کے سامنے عدلیہ کے وقار کو بلند رکھنے کے لیے پوری عدلیہ کو رات دن ایک کر کے أر یا پار لگانا چاہیے تھا۔ مگر ہوا یہ کہ ہر ممکن کوشش کی گئی کہ مجاز فورم یعنی سپریم جوڈیشل کونسل میں یہ کاروائی نہ ہو سکے۔ اور بالآخر فل بنچ نے اس ریفرینس کو یہ کلعدم قرار دے دیا۔۔ اس موقع پر اسی طرح کے شرمناک فیصلے کی یاد تازہ ہو گئی جس میں افتخار چودھری کے مس کنڈکٹ کا ریفرینس پرویز مشرف نے بھیجا تھا، جس پر ان کے پیٹی بھائی ججوں نے کیس چلنے ہی نہیں دیا۔ سیدھی سی بات ہے اگر حکومت کا الزام جھوٹا یا بدنیتی پر مبنی ہے تو وہ کیس چلتے ہی سامنے آ سکتا ہے جس سے حکومت کی نا صرف سبکی ہوتی بلکہ ججوں کے خلاف غلط ریفرینس بنانے والے بھی سامنے آ سکتے تھے۔ مگر افتخار چودھری اور قاضی عیسیٰ، دونوں کی کوشش رہی کہ کیس سپریم جوڈیشل کونسل میں نہ چلے اور اس میں وہ اپنے ساتھی ججوں اور کرپٹ وکلاء کی مدد سے کامیاب بھی رہے۔ ثابت ہوا کہ ان ججوں کے کردار میں ہی کھوٹ تھا اور مختلف تکنیکی نکات یا نقائص کی بنیاد پر اصل کیس اور الزام سے جان چھڑا گئے۔ اس موقع پر اپنی سیاسی جماعتوں کی بد دیانتی پر بھی افسوس ہوتا ہے جو بجائے حکومت کا ساتھ دینے کے ججوں کے ساتھ کھڑی ہیں۔
 

bhaibarood

Chief Minister (5k+ posts)
No we are not...abhi pulse chal rahe hai...bas zakham bohat zyada hain....
Jab ISI ne Sahiwal ke bachey marey they jab zakhm ghira hogaya tha?
Jab Col ki biwi ne police aur qanon ki dhajiyan urahi theen zakhm ghira hogaya tha?