siasat.pk k kuch members aisy hain jo k urdu ko acha nhy samajhty, bl k iski bajaay english ya un ki maadri zubaan mein baat samjhaaen to samajhty hain. is lye is thread ka maksad hai k sab apni apni maadri zubaan btaaen ta k har aik k saath us tarah baat ki jaa saky.