Bhai seriously kisi damagh ke doctor ko kyun nai dikhata? Sadmay saye bilkul hi kaam karna chor gaya hai :LOL::LOL::LOL::LOL:
Get used to PM IK. Ander ki khabar day raha hun, he is there for another 20 yrs. Pakki khabar hai!!! Aewein naye saaray mulk invest kar rahe. Unhein pata hai khan kahin nai jaa raha 20yrs tak isliye unki investment safe hai :cool::cool::cool:
LOL ..... ye khuwab har koe dykhta hai , nawaz , zardari, musharaf zia ul haq , ayub khan, butto ..... lakin kisi ko nahe pata kya hounay wala hai
Main tujhy andar ki baat batata houn , agar buzdar ko na hataya tou aglay saal punjab main hukumat shahbaz sharif ki hougi