Kahlown

Senator (1k+ posts)
Re: اِنَّا اَعطَینٰکَ الکَو ثَر "٭

Surah Kausar kia ayah ka tarjuma hi ghalat kia hai pehli hi slide main. Yahi baat hai k concept hi ghalay de detay hain yeh Barelvies. Nabi Pak Mohammad pbuh per lakoon karoroon daroodo salam.
 
seekers

Minister (2k+ posts)

janaab aap sahee tarjmah bta kr mustfeed krain
 
nomi304

Minister (2k+ posts)
Re: اِنَّا اَعطَینٰکَ الکَو ثَر "٭

487472_559636187388838_33950403_n.jpg
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: اِنَّا اَعطَینٰکَ الکَو ثَر "٭

Surah AL-KAUSAR badi zabardast soorat hai magara is ko samajhne ki zaroorat hai.

is main kia shak hai keh hamare nabi ko kher kaseer ataa kiya gayaa hai. sawaal yeh hai woh khere kaseer hai kia? yahee quran hai yeh khere kaseer. is ke khere kaser hone ki wajah kia hai? yahee keh is main logoon ke liye aik zabardast program diya gayaa hai jo un ki zindagiyun ka jannat banaa sakta hai basharte keh ham us par amal karen.

is ko haze kaosar is liye kaha gayaa hai keh jab tak log is program par poori tarah amal karte rehe ge yeh silsila achhi zindagi ka kabhi khatam nahin ho ga.

is ke barax ham jaise bhi apni zindagyan guzaaren ge woh kabhi bhi amno skoon ki nahin hun gi kyun quran ke program ke ilaawa har aik program thodi der to chal sakta hai ziyada der nahin.

Ham ko chahiye ham quran ki bebunyaad tafseeren kar ke is ke porgram ko mushtabah na karen. isse se khud hamaara apna hi nuqsaan ho ga agar ham kabhi is baat par ghoro fikar kar saken.
 
patriot

Minister (2k+ posts)
Re: اِنَّا اَعطَینٰکَ الکَو ثَر "٭

Please don't share fake ahadeeth.
See what Allah SWT says in Al-Quran:

Say: "I tell you not that with me are the Treasures of Allah, nor do I know what is hidden, nor do I tell you I am an angel. I but follow what is revealed to me." Say: "Can the blind be held equal to the seeing?" Will ye then consider not? (6:50)
 
Dear patriot, yahan meri samajh ke mutaabiq is baat ki tardeed nahin hai keh nabi ko khere kaseer diya gayaa hai balkeh is baat ki tardeed hai keh logoon ko sab kuchh baithe bithaye mil jaaye ga yani jaise mazhabi aqeede hen keh khudaa se maangne ke liye peerun molavyun ke dar par jaate hen. Allah yeh farmaa raha hai yeh aqeede sab ghalat hen keh agar koi khudaa ka banda hai to woh apni taraf se yaa khudaa ki taraf khazaanu ka maalik hai keh jo koi us ke paas aaye us ko deta jaaye.

nabi program bataata hai khazaane haasil karne ke liye aur jo us program par amal karen ge un ko apni apni mehnat ke mutaabiq khudayee khazaanun se sab kuchh mil jaaye ga.

yeh aqeeda logoon ne bnaaa liya hai keh qabre nabi par jaa kar nabi se kuchh maango ge to mil jaaye ga aiasa nahin hai. nabi aap ko sikhaa chuka jo us ne sikhaana tha ab aap par hai us ko amal main layen aur aesh karen warna qabrun par dhakke khaate rehen apne bebunyaad toham parasti ko taskeen dene ke liye. Allah ne apne kaam karne ke tareeqe bataa diye hen. aulaad ussi tareeqe se mil sakti hai jo khudaa ne muqarar kar diya hai aasmaan se bache logoon ki jholi main kabhi bhi nahin giraye jayen ge. chahiye musalle pe yaa qabrun pe jitna marzi hai maathe ragden.

regards and all the best
 
Last edited:

patriot

Minister (2k+ posts)
Re: اِنَّا اَعطَینٰکَ الکَو ثَر "٭

Dear patriot, yahan meri samajh ke mutaabiq is baat ki tardeed nahin hai keh nabi ko khere kaseer diya gayaa hai balkeh is baat ki tardeed hai keh logoon ko sab kuchh baithe bithaye mil jaaye ga yani jaise mazhabi aqeede hen keh khudaa se maangne ke liye peerun molavyun ke dar par jaate hen. Allah yeh farmaa raha hai yeh aqeede sab ghalat hen keh agar koi khudaa ka banda hai to woh apni taraf koi khazaanum ka maalik hai keh jo koi us ke paas aaye us ko deta jaaye.

nabi program bataata hai khazaane haasil karne ke liye aur jo us program par amal karen ge un ko apni apni mehnat ke mutaabiq khudayee khazaanun sab kuchh mil jaaye ga.

yeh aqeeda logoon ne bnaaa liya hai keh qabre nabi par jaa kar nabi se kuchh maango ge to mil jaate ga aiasa nahin hai. nabi aap ko sikhaa chuka jo us ne sikhaana tha ab aap par hai us ko amal main layen aur aesh karen warna qabrun par dhakke khaate rehe. Allah ne apne kaam karne ke tareeqe bataa diya hen. aulaad ussi tareeqe se mil sakti hen jo khudaa ne muqarar kar diya hai aamaan se bache logoon ki jholi main kabhi bhi nahin giraye jayen ge. chahiye musalle pe yaa qabrun pe jitna marzi hai maathe ragden.

regards and all the best
Dear Mughal1,main ne surah kausar par tabsira nahin kiya,main ne tau un "ahadeeth" ki tardeed mein quran ki ayah pesh ki hai jo upar share ki gaye hein jin mein khazaanun ki chabiyoon ka zikar kia gia hai.
Beshak Nabi(S) Allah se le kar taqseem karte thay. Quran Allah hi ne tau diya hai apne Rasool ko aur unhun ne hum ko diya hai,taqseem kiya hai.

LoveIcon

MPA (400+ posts)
Re: اِنَّا اَعطَینٰکَ الکَو ثَر "٭

Please don't share fake ahadeeth.
See what Allah SWT says in Al-Quran:

Say: "I tell you not that with me are the Treasures of Allah, nor do I know what is hidden, nor do I tell you I am an angel. I but follow what is revealed to me." Say: "Can the blind be held equal to the seeing?" Will ye then consider not? (6:50)

BTW - Have we met on another forum?? Your nick looks familiar.....
 
A.G.Uddin

Minister (2k+ posts)
Re: اِنَّا اَعطَینٰکَ الکَو ثَر "٭

Surah Kausar kia ayah ka tarjuma hi ghalat kia hai pehli hi slide main. Yahi baat hai k concept hi ghalay de detay hain yeh Barelvies. Nabi Pak Mohammad pbuh per lakoon karoroon daroodo salam.

Kindly don't attack any sect or school.Ghalti hui ya difference hai tau respectful tareeqe se apna opinion pesh karein since is tarah naam lene se intishar phelta hai.
 
behzadji

Minister (2k+ posts)
Re: اِنَّا اَعطَینٰکَ الکَو ثَر "٭

Ham ko chahiye ham quran ki bebunyaad tafseeren kar ke is ke porgram ko mushtabah na karen. isse se khud hamaara apna hi nuqsaan ho ga agar ham kabhi is baat par ghoro fikar kar saken.

bay bunyaad tau aap kay pervaizki tafsirain hain jo ussnay apni aqal aurdictionary dekh kar likhi hain warna Quran ki jo tafseer khud Hadees Shareef aur Sahaba Karaam se sabit hay wohi bunyaad hay hamaray deen ki.....mard-e-nadaan pe kalam-e-narm o-nazuk bay asar.
 
tms-2012

Voter (50+ posts)
Re: اِنَّا اَعطَینٰکَ الکَو ثَر "٭

mujey samj nahi aati jab bhi hazoor paak(peace be upon him) ki tareef ki koi thread aaey ussi waqat kharji garooh aktiv ho jata hai aur hadith ko fake aur pata nahi kia kia kehna shoro ho jatey hain. inn logon ka bas nahi chalta warna quran main bhi jitni hazoor paak ki tareef wali ayaat hain ya mita dain. Allah musalmano pey rahem karey ameen
 
lurker

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Must Have Wallpaper

See that's the problem with all of us. We use the Quran in bits and pieces. The Ayah quoted above is NOT the full ayah. The FULL Ayah translation is as follows:

Verily, We did send down the Taurat (Torah) [to Musa (Moses)], therein was guidance and light, by which the Prophets, who submitted themselves to Allah's Will, judged the Jews. And the rabbis and the priests [too judged the Jews by the Taurat (Torah) after those Prophets] for to them was entrusted the protection of Allah's Book, and they were witnesses thereto. Therefore fear not men but fear Me (O Jews) and sell not My Verses for a miserable price. And whosoever does not judge by what Allah has revealed, such are the Kafirun (i.e. disbelievers - of a lesser degree as they do not act on Allah's Laws). (Al Quran 5:44) Hilali & Khan

We sent down the Torah which contains guidance and light, in accordance with which the prophets who were obedient (to God) gave instructions to the Jews, as did the rabbis and priests, for they were the custodians and witnesses of God's writ. So, therefore, do not fear men, fear Me, and barter not My messages away for a paltry gain. Those who do not judge by God's revelations are infidels indeed. (Al Quran 5:44) Ahmed Ali

Surely We revealed the Taurat in which was guidance and light; with it the prophets who submitted themselves (to Allah) judged (matters) for those who were Jews, and the masters of Divine knowledge and the doctors, because they were required to guard (part) of the Book of Allah, and they were witnesses thereof; therefore fear not the people and fear Me, and do not take a small price for My communications; and whoever did not judge by what Allah revealed, those are they that are the unbelievers.( Al Quran 5:44) Shakir

I think people should never cut an Ayah. It was revealed in its entirety for a purpose. Please paste its translation also in full.
 
behzad sb, quran lafzun main likha huwa hai aur aik aik lafz ke arbi zubaan main kayee kayee maani hote hen. waise bhi har aik zubaan main aise ilfaaz hote hen jin ke mukhtalif maani hote hen. yeh baat aap bhi jaante hen aur main bhi keh hadis bhi ilfaaz hi istemaal karti hai aur wohee ilfaa jin ke kayee kayee maani hen.

aap agar quran ko quran hi se haqaaiq ki roshni main samjhne ki qaid khatam kar den ge to phir kia ho ga is par aap ko khoob ghoro fikar karne ki zaroorat hai. hoga yeh keh aap apne liye kitaabun ke ambaar lagaa len ge aur baat phir bhi aap ki samajh main nahin aaye gi. kyunkeh aap aik shakhsiyat ki baat ko samajhne ke liye har dafa doosri shakhsiyatun ko pesh karte chale jaayen ge. isse tafseerun ka aik tafseer dar tafseer ka silsila chal nikle ga. aap ki umar khatan ho jaaye gi aur aap shaaid pehli hi soorat par ruke rehen ge.

pehli baat to yahee aap samajh len keh ummat ka is baat par itifaaq hai keh sab ki sab riwayaat saheh nahin hen. is ke baad jin looon ne riwayaat ko saheh yaa ghalat kaha un ki apni hesiyat bhi koi bunyaadi nahin hai. imaam bukhari ke kisi baat ko saheh ya ghalat keh dene se baat saheeh yaa ghalat saabit nahin ho jaati us ke liye aap ko khaarji dalaail ki zaroorat pade gi. rawiyun ki drustagi ke baare main hatmi tor par kuchh bhi nahin kaha jaa sakta. aik aadmi kehe ga woh shakhs jhoota hai aur koi us jhoota kehne waale k jhoota keh de ga aur yun aik na khtam hone waala silsila shuru ho jaaye ga. issi liye aik aadmi ke muqaabil doorse aadmi ki baat koi hesiyat nahin rakhti khaaji haqaaiq agar kisi ki baat ko sach saabit na karen. yaani jis ki baat khud apne andar saboot ke liye dalaail rakhti ho gi ussi ki baat drust ho gi warna dono mutazaad baaten rad kar di jaayen gi. yahee wajah hai quran ko samajne ke liye hadis ka istemaal ghalat ho jaata hai. Haan jab quran samajh aa jaaye apne aqalo fikar ki wajah se haqaaiq ki roshni main tab aap us ke mutaabiq jo jo baat payen chahaye jis ki bhi ho us ko drust maan len is main koi rukaawat nahin rehti.

issi liye quran islam ki bunyaad hai hadith nahin. jab quran ko samajhne ki baat aaye gi us ko issi ki apni abaarat se samjhen ge haqaaiq ki roshni main. kyunkeh deegar tamaam abaarten mushkook hen jab tak hamaare paas un ki chhaan phatak ka mayaar nahin aa jaata quran ki shakal main.

ab agar main aap se poochhun keh dictionary kaise likhi jaati hai to aap ka kia jawaab ho ga? yeh is liye keh aap ne dictionary ko rad kiya hai. agar aap ke paas waqt ho to meri posts ko aap ko zaroor padhen aur samajhne ki koshish karni chahiye. yeh is liye nahin keh main keh raha keh meri baat theek hai balkeh is liye keh agar meri baat aap ko ghalat maloom hoti hai to aap mujhe samjhaa den keh meri baat ghlkat kyun hai. aap ke dislike se meri baat ki ghalti mujhe kaise samajh aaye gi?

agar aap samajhte hen aap kisi baat ko doosrun se behtar samajhte hen to doosrun ko us ki taleem den, is main aap ka hi nahin ham sab ka faaida hai. duniya issi tarah taraqi karti hai keh main aap se seekhta hun aur aap mujh se aur ham dono baaz baten aurun se seekhte hen.

Allah ham sab ko apni baatun ko saheeh tor par jaanane aur un ko aage pohnchaane ki towfeeq de.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: اِنَّا اَعطَینٰکَ الکَو ثَر "٭

mujey samj nahi aati jab bhi hazoor paak(peace be upon him) ki tareef ki koi thread aaey ussi waqat kharji garooh aktiv ho jata hai aur hadith ko fake aur pata nahi kia kia kehna shoro ho jatey hain. inn logon ka bas nahi chalta warna quran main bhi jitni hazoor paak ki tareef wali ayaat hain ya mita dain. Allah musalmano pey rahem karey ameen

azeezam tms, baat paighambar ki tareef ki nahin hai, woh to har nabi ki khud Allah ne ki hai aur is wajah se ki hai keh har nabi ne apna mission badi achhi tarah poora kiya hai. jhagde ki baat yeh hai log ghalat batun ko bunyaad banaa kar nabi ki banaawati tareef karte hen. woh tareef jis ki wajah se kufaar ko khudaa aur nabi par sakht ehtrazaat ka moqa mil jaata hai.

Quran ki roshni main aap nabi ki jo chahye tareef karen aik musalman ko is ki wajah se imaani quwwat milti hai. main khud bahot naate sunta hun magar un ke ashaar ke mere nazdeek woh matlab nahin hote jo deegar log lete hen. achhi tareef wohee hoti hai jo sach bhi ho. logoon ne kuchh bebunyaad aqeede ghad liye hen aur un ki wajah se aise aise kaam karte hen jin se insaan ki izzat ke bajaaye tazleel hoti hai. islam main jazbaat ko aqal ke taabe rakhna zaroori hai.

regards and all the best
 
Last edited:

JojoBubble

MPA (400+ posts)
Re: Must Have Wallpaper

See that's the problem with all of us. We use the Quran in bits and pieces. The Ayah quoted above is NOT the full ayah. The FULL Ayah translation is as follows:

Verily, We did send down the Taurat (Torah) [to Musa (Moses)], therein was guidance and light, by which the Prophets, who submitted themselves to Allah's Will, judged the Jews. And the rabbis and the priests [too judged the Jews by the Taurat (Torah) after those Prophets] for to them was entrusted the protection of Allah's Book, and they were witnesses thereto. Therefore fear not men but fear Me (O Jews) and sell not My Verses for a miserable price. And whosoever does not judge by what Allah has revealed, such are the Kafirun (i.e. disbelievers - of a lesser degree as they do not act on Allah's Laws). (Al Quran 5:44) Hilali & Khan

We sent down the Torah which contains guidance and light, in accordance with which the prophets who were obedient (to God) gave instructions to the Jews, as did the rabbis and priests, for they were the custodians and witnesses of God's writ. So, therefore, do not fear men, fear Me, and barter not My messages away for a paltry gain. Those who do not judge by God's revelations are infidels indeed. (Al Quran 5:44) Ahmed Ali

Surely We revealed the Taurat in which was guidance and light; with it the prophets who submitted themselves (to Allah) judged (matters) for those who were Jews, and the masters of Divine knowledge and the doctors, because they were required to guard (part) of the Book of Allah, and they were witnesses thereof; therefore fear not the people and fear Me, and do not take a small price for My communications; and whoever did not judge by what Allah revealed, those are they that are the unbelievers.( Al Quran 5:44) Shakir

I think people should never cut an Ayah. It was revealed in its entirety for a purpose. Please paste its translation also in full.

Whole point of reading a surah or hadith for that matter is that we ponder upon it . I am glad you did that and corrected the thread starter.
This is not the only surah, there are so many that are floating around in bits.
We majority have come to point that we love to click like and share button on Facebook and post thread like this , thinking we are doing a public service. which is true in some extent , but we as muslims are suppose to ponder and learn from it also. that can only be done if dont take literal meaning of ayah and at least read tafseer for that ayah ,if not the whole surah.
 
These are just reminders to wake people up from their sleep. You are absolutely right people should follow the Quran as a whole not just one ayah or part of it.
But many west loving muslims of today dont have enough time to read Quran with tafseer. For some little reminders may get them back on track.