Pakistan ka asal Masala aur Uska Hal

AwaZ-e-HaQ

MPA (400+ posts)
23881.jpg

مسلہ
اس نظام میں رہتے ہوۓ بہت سے گناہ ہو رہے ہیں میں اس سلسلے میں صرف ایک مثال دوں گا آصف زرداری بحثیت پاکستان ائی ایم ایف سے سود پر قرضہ لیتا ہے اور پھر اس کو یہ پورا پاکستان سود کے ساتھ واپس بھی کرتا ہے آپ صبح اتے ہیں جو ٹوتھ پیسٹ استعمال کرتے ہیں وہاں سے بھی سود دیتے ہیں موبائل کی ایک ایک میسج پر سود دیتے ہیں غرض ایسی کونسی چیز ہے جس پر آپ ٹیکس کے نام پر سود نہیں دیتے ادھر اور قرضہ لیا جاتا ہے اور ادھر اپکا ٹیکس اور بڑھا دیا جاتا ہے اور اس میں کوئی تفریق ہی نہیں ہے پانچ وقت کا نماز بھی یہ دیتا ہے تبلیغ کے لیے نکلنے والا پکا مسلمان بھی اس سود کو خوشی سے قبول کار رہا ہے
اسی کے بارے علامہ اقبال نے کہا تھا ___ سود ایک کا ہے لاکھوں کے لیے مرگ مفاجات
اب سود کے بارے اسلام میں کیا ہے یہ آپ واقف ہوں گے میں بیان نہیں کروں گا -
اب اگر آپ غیرت مند مسلمان ہیں تو آپ کے پاس راستہ یی ہے کہ ایسے نظام سے بغاوت کریں اور الله کے خلاف اس جنگ کو روکنے کے لیے بندوق ہاتھ میں اٹھا لیں یا ایسے عمل کے لیے مسلمانوں کو آمدہ کریںلیکن اس عرصۂ میں سود دیتے رہیں -
لیکن آؤ میں آپ کو ایک اور آسان راستہ بتاتا ہوں جسکو فکری مسلمانوں نے شرک اور تبلیغی مسلمانوں نے گناہ عظیم کہہ کر کنارہ کشی کر لی یہ جمہوریت کا راستہ ہے میں بڑے وثوق سے کہتا ہوں اگر یہ دونوں طبقے اس پر آمادہ ہو جایئں تو صرف ایک دو سال کے اندر ہم اسی کے راستےسےجا کر اس نظام کا گلہ گھونٹ سکتے ہیں یہ تو صرف ایک مثال ہے میں یہاں دسیوں ایسی خبیثہ بتا سکتا ہوں
حل
جب تک آپ اس معاشرے میں بحثیت ایک قوت اپنی حثیت نہیں منوائیں گے چاہے آپ کے پاس بہت زیادہ نیک اور اور پاکیزہ لوگ کیوں نہ ہوں اسلام ہمارے معاشرے پر قائم نہیں ہو سکتا ضروری ہے کہ ہم باطل قوتوں کے سامنے آجائیں اور ڈٹ کر مقابلہ کریں اور جب اس طرح اقتدار کے ایوانوں میں پنہچ جایئں تو جمہوری نظام کی اس خوبی سے فائدہ اٹھا سکتے ہیں کہ پارلیمنٹ آئین کو بدل سکتی ہے آپ شریعت کو کلی طور پر آئین کا درجہ دے دیں یا اسی اختیار کو استعمال کر کے نظام کو ہی بدل دیں اگر آپ پانچ سال خوبصورتی کے ساتھ عوام کو خدا کی شریعت سے فیض یاب کرتے ہیں تو لا محالہ وہ آپ کے ساتھ ہوں گے اس طرح آپ یہ اختیار بھی با آسانی حاصل کر سکتے ہیں کہ خلافت راشدہ جیسہ نظام نافذ کر دیں
اب تک اسلام پسندوں کا کردار
ہم لاکھ مذھبی اور اسلامی لوگوں کو برا کہیں ملّا کے ناموں سے نوازیں لیکن حقیقت ہے کہ انہی کی وجہ سے آج اسلامی ملک کہا جاتا ہے اور سڑکوں پر اگر کوئی ایمان کی نشانی نظر آجاتی ہے تو انہی کی وجہ سے ہے ورنہ ہماری حکومتوں نے ہمارے میڈیا نے ہمارے نام نہاد تھنک ٹینکس نے کیا کیا نہیں کیا اور کیا کیا نہیں کر رہے ان سب ظالمان کا اگر کسی نے راستہ روکا ہوا ہے تو یہ ملّا ہی ہیں ورنہ انکو اور نہ باطل قوتوں کو جس میں بلخصوص امریکا بھی شامل ہے مسجد کے نمازی اور امام سے کوئی تکلیف نہیں ہے انکو اگر کوئی خطرہ ہے تو وہ اس اسلام سے ہے جو حکومت میں آنا چاہتا ہے آج مشرق سے مغرب تک کوئی لڑائی ہے تو یہی لڑائی ہے حقیقت ہے کہ ان اسلام پسندوں نے اس ایجنڈا کو روکا ہوا ہے جس ایجنڈا میں اسلام کو مسجد میں قیدکر دینا شامل ہے
کمی یہ ہے اسلام پسندوں نے باوجود اسکے کہ باقی گرہوں سے اچھے کردار کے حامل ہیں اپنے آپ کو پیش نہیں کر سکےاور عام لوگ میڈیا پر اپنی رخ متین کرنے والے انکے خلاف باطل نظریات کے پروپوگینڈا کا شکار ہیں اسکا منظر یہ نکلتا ہے کہ جنکو قرآن مجید کی تلاوت کرنا بھی نہیں آتی جو مسجد میں جمعہ کے دن جاتا ہے اسلام کے تقاضوں کا نہیں پتا ہوتا جس کی صبحیں سیاست کی نظر اور شامیں رنگین ہوتی ہیں وہ بھی بڑی ڈھاڈھائی سے انکو منافق کے لقب سے نوازتا ہے انکا ایک ہی مطالبہ ہے اگر کوئی فرشتہ نما انسان انکو خدا کے دین کی طرف بلاۓ گا تو تب وہ لبیک کہیں گے -
یہ بات بھی اس تناظر میں سامنے رہے کہ اس معاشرے اور پندرہ سو سال پرانے معاشرے میں جہاں کی قدریں مشترک ہیں وہیں یہ فرق بھی بہت اہمیت کا حامل ہے وہ معاشرہ کلی طور پر کافرانہ تھا اپنے قول سے بھی اور اپنے کردار سے بھی لیکن آج ہمارے سامنے ایسا معاشرہ ہے جو خود کو کلمہ گو اور مسلمان بھی کہتا ہے
آخری سوال
سب سے پہلے تو آپ کو یہ فیصلہ کرنا ہے آپ مسلمان رہنا بھی چاہتے ہیں یا نہیں اگر آپ رہنا چاہتے ہیں اور رہنا چاہیں گے بھی تو پھر آپکو اس بات کو ماننا پڑے گا کہ اسلام کی بالادستی ملک کے تمام نظاموں پر ہونا چاہے جس کو ہم اسلامی نظام کا نفاذ کہتے ہیں اب آپ کا کردار کیا ہونا چاہے اسکے نفاذ کے لیے اب آپ کے سامنے تین راستے ہیں ایک کہ کسی فرشتہ نما انسان کا انتظار کریں جو اس جانب آپکو بلاۓ یا پھر ملک میں مجود اسلام پسندوں کا ہاتھ بٹا یں یا پھر ایک نئی جماعت کو تشکیل دیںجو اس کام کو پایا تکمیل تک پہنچاے
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Islami nizaam wohi la sakta hai jo is ko samjhe aur samjha sake.

is ke liye zaroorat hai quran ko islami dastoor trasleem kiya jaaye aur dastoor samajh kar is ki tafseer ki jaaye. tamaam mojood kitaaben quran ki tafseer aik mazhabi kitaab ke tor par karti hen siwaye chand aik ke.

sunnat ki drust tareef ki jaaye aur ahadith ki islami dastoor ke mutaabiq tashreeh ki jaaye.

jab tak musal maan aisa nahin karen ge islami nizam ka sawaal hi peda nahin hota.

fiqh se sirf aur sirf wohi baaten li jaaye jo islami dastoor ke ain mutaabiq paee jaayen

jitna jaldi is baat par amal ho go utni jaldi deen loggon tak ponchane ka kaam shuroo ho jaaye ga aur phir aanan faanan deen ka nizaam naafiz ho jaaye ga is liye ke jab ham islam ko is ki asal shakal main pesh karen ge to is se behtar duniya main koi nizaam nazar hi nahin aaye go to log is ko qabool kyun nahin karen ge?
 
Muslimonly

Senator (1k+ posts)
Until unless for get rid of riba-based economic system, we shal never progress economically chahay jo b leader aa jay
 
Bombaybuz

Minister (2k+ posts)
Qarardad a maqasid manzoor hue we hai aur hissa hai ayeen ka bus ager us ko tammam ayeen pay bala dast ker deya jayee tou is mulk main nizam a mustuga nafiz ho sakta hai ...
 
AwaZ-e-HaQ

MPA (400+ posts)
Islami nizaam wohi la sakta hai jo is ko samjhe aur samjha sake.

is ke liye zaroorat hai quran ko islami dastoor trasleem kiya jaaye aur dastoor samajh kar is ki tafseer ki jaaye. tamaam mojood kitaaben quran ki tafseer aik mazhabi kitaab ke tor par karti hen siwaye chand aik ke.

sunnat ki drust tareef ki jaaye aur ahadith ki islami dastoor ke mutaabiq tashreeh ki jaaye.

jab tak musal maan aisa nahin karen ge islami nizam ka sawaal hi peda nahin hota.

fiqh se sirf aur sirf wohi baaten li jaaye jo islami dastoor ke ain mutaabiq paee jaayen

jitna jaldi is baat par amal ho go utni jaldi deen loggon tak ponchane ka kaam shuroo ho jaaye ga aur phir aanan faanan deen ka nizaam naafiz ho jaaye ga is liye ke jab ham islam ko is ki asal shakal main pesh karen ge to is se behtar duniya main koi nizaam nazar hi nahin aaye go to log is ko qabool kyun nahin karen ge?

میرے بھائی آپ بات کو الف سے شروع کرنے کا کہ رہے ہیں حالا نکہ بات میم نون تک پہنچ چکی ہے شریعت کے ایک بڑے حصے پر علماء اور امت کا اجماع ہے چند جزیات میں اختلاف ہے تو اس پر بر سر اقتدار آنے کے بعد ایک متحدہ کمیٹی کے ذریے حل تلاش کیا جا سکتا ہے اس کا مطلب یہ نہیں کہ ہماری انگلی میں درد ہو تو پورا ہاتھ کاٹ دیا جاے
 
Mere pyare bhai ulhjan hi to yahee hai keh gaadi aik muqaam par aa kar ruk gayee hai is liye keh aage raasta hi nahin hai is ko aage le jaane ka is liye is ko thoda peechhe le jaana pade ga tak keh is ko drust simt main aage jaane ka raasta mil jaaye.

shariyat hi ka to saara jaghda hai keh yeh malookiyat ke dor main banaayee gayee hai aur us main bahot si baaten ghalat buniyadun par istwaar ki gayee hen.

ummat ne to islam ko mazhab samajh liya hua tha agar iqbal aur in jaise log in ko is par mutanabbe na karte to kaam aise hi chalta rehta jaise chala aa raha tha.

islam saaf saaf peghaam ka naam hai jis ki bunyaad par agar log pasand karen to apni imraniyat ko chalaayen. yeh zor zabardasti ki baat hi nahin hai balkeh logoon ke apne faaide ki baat hai.

agar log khud apna nuqsaan karen to koi un ko zabardasti rok nahin sakta.

huzoor ne bhi islami imraniyat ki bunyaad isi tarha rakhi logoon ko samjha bujha kar keh islam main tumaara apna faaida hai.

is liya is baat ka faisla ham ko abhi karna hoga keh hamare nazdeek islami shariyat se muraad kia hai. jaageer darun aur mullaon ka raaj ya insaani flah aur behbood.

islam main kisi jamaat ki hukumat nahin khudaa ke qanoon ki hukumat ho gi. aur us se insaanu ke muqaasid poore kiye jaayen ge jo khudaa ne un ke liye muqarrar kiye hen

isi liye ummat main do tarah ke ikhtilaafaat ko khatanm karni ki zaroorat hai, aik mazhabi aur deeni ikhtilaaf aur doosra deeni qanoon ka ikhtilaaf.

ham ko dastoor saazun ki bhi zaroorat hai are qanoon saazun ki bhi.

islam tabhi samajh aaye ga jab hamare paas is ke dastoor ka qurani dhaancha ho ga. dastoor ka qurani dhaancha abhi hamare paas nahin hai aur ho ga bhi nahin jab tak ham quran ki tafseer is hasiyat se karen ge nahin. agar jamaate islami ke paas hai to pesh farmaaiye.

modoodi sb marhoom aur deegar ulema ne quran ko dastoor quran hi se samajh kar nahin kaha balkeh is main mojood qawaaneen ki bunyaad par kaha. yeh baat khud un ki apni tafseer se saaf saaf zahir hai.

khud jamaate islami ka dastoor quran par mabni nahin hai. na sirf jamaate islami ka balkeh tamaam islam se nisbet rakhne waali jamatoon ka.

quran main yeh dhaancha mojood hai magar chupaa diya gaya tha malukiyat ke dor main.

yeh aik bahot hi tafseel talab baat hai magar is ke beghair islami nizaam mumkin hi nahin.

doosri baat qanoon ki hai aur yeh mumkin hi nahin hai keh ham beghair qurani dastoor ke qanoon banaa saken jo kuchh ham karen ge woh kuchh to ho ga magar islami nahin ho ga.

quran se dastoor ka pata ham nahin chalaa sakte aur us ki roshni main qanoon ham nahin banaa sakte to phir ham kis islam ki baat kar rehe hen?

is baat ka pata hona to door ki baat hai aap ne in baatun par baat karte hue bhi kisi mullah ya aalme deen ko nahin suna ho ga.

ham ne sirf islam ka naam suna hai quran ka naam suna is ke ilfaaz ke maani par kabhi ghor nahin kiya jab karen ge to pata chale ga keh yeh sab kuchh is main mojood hai jo ham khud banaane baith gaye hen.

Quran ko dastoor keh dene se quran dastoor saabit nahin ho jaata balkeh karna padta hai. jab ham karen ge to duniya dekhe gi. us waqt ham ko khud pata chal jaaye ga keh aaj hamaari samajh main islam aa gaya hai.

tab tak ham ko quran ko khoob ghor se padna chahiye ta keh yeh hamari samajh main aa jaaye.

Allah taala ham ko is ki samajh se nawaaze. taakeh ham apne nasamjhi par mabni jhagdun se nikal saken.

meri raaye main jamaate islami ko abhi se aise qaabil logoon ko yeh kaam sonp dena chahiye keh woh quran se quran ka dastoori dhaancha maloom karen.

mujhe umeed hai aap meri baatun par ghor farmayen ge. khudaa taala aap ka haamiyo nasir ho.
 
Last edited:

AwaZ-e-HaQ

MPA (400+ posts)
Mere pyare bhai ulhjan hi to yahee hai keh gaadi aik muqaam par aa kar ruk gayee hai is liye keh aage raasta hi nahin hai is ko aage le jaane ka liye thoda peechhe le jaana pade ga tak keh is ko drust simt main aage jaane ka raasta mil jaaye.

shariyat hi ka to saara jaghda hai keh yeh malookiyat ke dor main banaayee gayee hai aur us main bahot si baaten ghalat buniyadun par istwaar ki gayee hen.

ummat ne to islam ko mazhab samajh liya hua tha agar iqbal aur in jaise log in ko is par mutanabbe na karte to kaam aise hi chalta rehta jaise chala aa raha tha.

islam saaf saaf peghaam ka naam hai jis ki bunyaad par agar log pasand karen to apni imraniyat ko chalaayen. yeh zor zabardasti ki baat hi nahin hai balkeh logoon ke apne faaide ki baat hai.

agar log khud apna nuqsaan karen to koi un ko zabardasti rok nahin sakta.

huzoor ne bhi islami imraniyat ki bunyaad isi tarha rakhi logoon ko samjha bujha kar keh islam main tumaara apna faaida hai.

is liya is baat ka faila ham ko abhi karna hoga keh hamare nazdeek islami shariyat se muraad kia hai. jaageer darun aur mullaon ka raaj ya insaani flah aur behbood.

islam main kisi jamaat ki hukumat nahin khudaa ke qanoon ki hukumat ho gi. aur us se insaanu ke muqaasid poore kiye jaayen jo khudaa ne un ke liye muqarrar kiye hen

isi liye ummat main do tarah ke ikhtilaafaat ko khatanm karni ki zaroorat hai, aik mazhabi aur deeni ikhtilaaf aur doosra deeni qanoon ka ikhtilaaf.

ham dastoor saazun ki bhi aroorat hai are qanoon saazun ki bhi.

islam tabhi samajh aaye ga jab hamare paas is ke dastoor ka qurani dhaancha ho ga. dastoor ka qurani dhaancha abhi hamare paas nahin hai aur ho ga bhi nahin jab tak ham quran ki tafseer is hasiyat se karen ge nahin. agar jamaate islami ke paas hai to pesh farmaaiye.

modoodi sb marhoom aur deegar ulema ne quran ko dastoor is ko samajh kar nahin kaha balkeh is main mojood qawaaneen ki bunyaad par kaha. yeh baat khud un ki apni tafseer se saaf saaf zahir hai.

khus jamaate islami ka dastoor quran par mabni nahin hai. na sirf jamaate islami ka balkeh tamaam islam se nisbet rakhne waali jamatoon ka.

quran main yeh dhaancha mojood hai magar chupaa diya gaya tha malukiyat ke dor main.

yeh aik bahot hi tafseel talab baat hai magar is ke beghair islami nizaam mumkin hi nahin.

doosri baat qanoon ki hai aur yeh mumkin hi nahin hai keh ham beghair qurani dastoor ke qanoon banaa saken jo luchh ham karen ge woh kuchh to ho ga islami nahin ho ga.

quran se dastoor ka pata ham nahin chalaa sakte aur us ki roshni main qanoon ham nahin banaa sakte to phir ham kis islam ki baat kar rehe hen?

is baat par pata hona to door ki baat hai aap ne in baatun baat karte hue bhi kisi mullah ya aalme deen ko bhi nahin suna ho ga.

ham ne sirf islam ka naam suna hai quran ka naam suna is ke ilfaaz ke maani par kabhi ghor nahin kiya jab karen ge to pata chale ga keh yeh sab kuchh is main mojood hai jo ham khud banaane baith gaye hen.

Quran ko dastoor keh dene se quran dastoor saabit nahin ho jaata balkeh karna padta hai. jab ham karen ge to duniya dekhe gi. us waqt ham ko khud pata chal jaaye ga keh aaj hamaari samajh main islam aa gaya hai.

tab tak ham ko quran ko khoob ghor se padna chahiye ta keh yeh hamari samajh main aa jaaye.

Allah taala ham ko is samajh se nawaaze. taakeh ham apne nasamjhi par mabni jhagdun se nikal saken.

meri raaye main jamaate islami ko abhi se aise qaabil logoon ko yeh kaam sonp dena chahiye keh woh quran se quran ka dastoori dhaancha maloom karen.

mujhe umeed hai aap meri baatun par ghor farmayen ge. khudaa taala aap ka haamiyo nasir ho.

مجھے اس ساری گفتگو میں جو بات نظر آئ ہے وہ یہی ہے کہ آپ اپنے آباء کے سارے کام اور محنت کو دریا برد کر دیں اور نے سرے سے اسلامی قانون کو قرآن نے نکالیں اور پھر نے امام غزالی اور امام ابن تمیمہ پیدا کریں یہ ایک ذاتی نفس کی خواہش سے زیادہ کچھ نہیں ہے اسلامی قانون قابل عمل شکل میں مجود بھی ہیں اور ان پر امت کا اجماع بھی ہے آپ ان پر پر انگلی اٹھانے کی بجاۓ اس کے نفاذ کی طرف قدم اٹھا یں
 
AsifAmeer

Siasat.pk - Blogger
You cant just get RID of a system without a solid substitute. Dont tell me the rhetorical answer of "Islami system" . Fact is there is NO ISLAMI system. I assure you of that. Their is either Keynesian system (debt-based) or Austrian (Sound-Money). Austrian concepts resemble Islamic Values lekin Austrian fails to accommodate the issue of the change in VELOCITY OF MONEY.

Until unless for get rid of riba-based economic system, we shal never progress economically chahay jo b leader aa jay
 
AwaZ-e-HaQ

MPA (400+ posts)
You cant just get RID of a system without a solid substitute. Dont tell me the rhetorical answer of "Islami system" . Fact is there is NO ISLAMI system. I assure you of that. Their is either Keynesian system (debt-based) or Austrian (Sound-Money). Austrian concepts resemble Islamic Values lekin Austrian fails to accommodate the issue of the change in VELOCITY OF MONEY.

حامد کمال الدین اپنے رسالےسہ ماہی ایقاظ اپریل ٢٠٠٩ میں تحریر کرتے ہیں

چند سال پیشتر ہارورڈ یونیورسٹی میں مجھے ’اسلامک فنانس‘ پر ایک کانفرنس کے کچھ سیشن سننے کا اتفاق ہوا، تو وہاں مقررین یہ ماننے پر مجبور دیکھے کہ معیشت کو اسلامیانے کی حالیہ عالمی تحریک، جوکہ کیپٹل ازم کے متوقع سقوط کے پیش نظر اب نہایت اہمیت اختیار کر گئی ہے، جن لوگوں کے دم سے ایک عالمی فنامنا بنی ان میں سید مودودی اور ان کی شہرہ آفاق تصنیف ’مسئلہء سود‘ بھی آتے ہیں۔ بلکہ سوال و جواب کی نشست میں ایک مقرر مودودی رحمۃ اللہ علیہ کو father of the Islamic revival in all social areas قرار دے رہا تھا!

یاد رہے یہ صاحب جماعت کی حالیہ پالیسی کے مخالف ہیں

UKspec786

Councller (250+ posts)
Real wealth (gold+silver) based system is around the corner. When the banks collapse (very soon Inshallah), people will automatically adjust to this system.
Khilafat is a simple system to follow, only those who appose it, want to make appear as confusing.
 
Real Wealth is not survived in economics, and not fit in business. Its just limit the loss in recent collapse. Islamic Economic System is more explained by our Islamic scholars of new era e.g, Syed Moudoodi R.T., Yousif Islahi R. T. and Molana Taqi Usmani are names of this region. Now it is a comprehensive and complete system against the all systems. View above Books Sood, Masla Sood, Islam ka muashi nizam
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

مجھے اس ساری گفتگو میں جو بات نظر آئ ہے وہ یہی ہے کہ آپ اپنے آباء کے سارے کام اور محنت کو دریا برد کر دیں اور نے سرے سے اسلامی قانون کو قرآن نے نکالیں اور پھر نے امام غزالی اور امام ابن تمیمہ پیدا کریں یہ ایک ذاتی نفس کی خواہش سے زیادہ کچھ نہیں ہے اسلامی قانون قابل عمل شکل میں مجود بھی ہیں اور ان پر امت کا اجماع بھی ہے آپ ان پر پر انگلی اٹھانے کی بجاۓ اس کے نفاذ کی طرف قدم اٹھا یں

Pyare bhai, baat agar baap daada ke peeche chalne ki hoti to aur baat thi magar ham dawa kar rehe hen islam ka aur islam quran main hai aur agar jo ham ne samjha quran ke mutaabiq nahin hai to woh raddi ki tokri main jaaye ga chahe koi bhi kehe.

agar baap daada ne quran ko samajhne main ghalti ki hai to un ke aamaal jaane aur khudaa jaane ham ko to apni qabar main jaana hai.

ham agar jan boojh kar ghalat simt main chal niklen ge to achha nahin ho ga. is liye ke aisa karne se quran ke nazool ka maqsad hi fot ho jaata hai.

ummat ne to malookiyat ko sar aunkhun par uthaaya to kia ham us ko drust maan len kyunkeh hamare aabao ajdaad ne jo zubaan na kholi zulm aur istabdaad ke khilaaf.

mujhe aap ke nuqtae nazar se itfaaq nahin hai, kyunkeh aap ke khayalaat ke mutaabiq quran ki ehmiyat nahin rehti. main quran ke mukhaalif kisi baat ko islam nahin samjhta.

khud quran main hai keh nabi ko bhi yeh haq nahin hai keh woh kitaabe ilahiya ke khilaaf baat par chal nikle to ham log kis qataar main hen?

main har aalim ki baat sirf us had tak leta hun jahan tak woh quran ke mutaabiq ho aage nahin. albatta nadanista ghhalti par un par taan ko drust nahin samjhta. un ka maala un ke aur khudaa ke darmyaan hai. Allah taala ham sab ko apne kalaam ki sahe samajh aata farmaaye.
 
ماشاء اللہ آپ نے ایک دماغی ورزش کا ایک خوبصورت سکرپٹ تیار کیا ہے - میں اپ سے سوال پوچھوں گا پھر کیا آپ روایت کو بھی نہیں مانیں گے ؟ جب آپ ایک اسلامی نظام کی بات کریں تو اس میں ماخذ قانون کیا صرف قرآن ہی ہوگا ؟ آپ کس طرح ثابت کریں گے کہ وہ آئمہ کرام جو زمانہ رسول ص کے قریب تر تھے وہ غلط سمجھے اور آپ آج کی دنیا میں بیٹھ کر ان سے بہتر سمجھ لیں گے ؟ آپ کے سمجھنے کی بنیاد کیا ہو گی جب آپ ماضی کو رد کرنے ک سوچ کر قرآن میں جھانکیں گے تو ؟ اور پھر کیا ہر دس سال بعد اس طرح کی دماغی ورزش کی ضرورت نہیں پڑےگی کیوں کہ آپ کے بچے بھی پھر یہی کہیں گے کہ ہمارے آباء نے سمجھنے میں غلطی کی تھی ؟ آپ کی یہ ساری دماغی ورزش عقلی حجت ہی نظر آرہی ہے جو سراسر ایک نفسانی خواہش کے سوا کچھ نہیں
 
AsifAmeer

Siasat.pk - Blogger
There are 2 things I will point out here.

1. Did you know Harward Uni started off as a Church? Anyways, notice how an Institution that was based on a values of Church, doesnt have a problem discussing approach from a different religion?
2. I have read concepts of Islamic Financing. I am really impressed by them. It resolves 2 huge issues, 1. Risk-Aversion and 2. Fractional Banking. Lekin mein dobara repeat karounga. Islamic Economic structure lacks a sound Monetary theory. And let me share with you why Islam lacks it. Its because Monetary dynamics changed since 1971 after the advent of Electronic Banking and Free-floating currency standard. Muslims have lacked social stability to have time to develop Islamic Monetary theories. Even if a theory is put forth, it wouldnt be tested in time to be implemented. Look at the EUROZONE. It was a great Modern Economics idea lekin kya huwa? Consolidated Powers? Now EURO has to crash to make room for debt liquidation. Masla ye hai.

Back
Top