Pakistan is my home & my country: Azan Sami S/o Adnan Sami

Status
Not open for further replies.

Zinda_Rood

Minister (2k+ posts)

میں نے لکھا کہ صادق اور امین ہونا پہلی نشانی ہے اور اس کے ساتھ ساتھ اور بھی لوازمات ہیں جو سچا نبی پورا کرتا ہے
یہ ٹھیک ہے کہ ہم کسی کے باطن میں نہیں جھانک سکتے لیکن سچے رسول کی تعلیمات اپنے آپ میں دلیل ہوتی ہیں
ہمارے دین کا یہ دعوا ہے کہ اس میں ہر چیز کا جواب موجود ہے میں نے خود کئی ایسی باتوں کو ملاحضہ کیا ہے جو جدید سائنس بھی نہیں جانتی ، کچھ پر میں تحقیق کر رہا ہوں
مثلا میں اسی فورم پر کئی بار دعوا کر چکا ہوں کہ بڑھاپے جیسی بیماری کا علاج اسلام بہت پہلے دے چکا ہے . . . وہ الگ بات ہے کہ کسی نے تفصیل نہیں پوچھی
.
قصہ مختصر یہ کہ سچا نبی آپ کو آپ کے چنیدہ میدان میں نامعلوم کا جواب دے کر آپ کی تشفگی کرتا ہے
اور ہمارے نبی پر نازل ہوئی کتاب میں ہر سوال کا جواب موجود ہے
جیسے جیسے میری سمجھ اور عقل بڑھ رہی ہے مجھے جواب ملتے جا رہے ہیں
.
اب آج کے زمانے میں کوئی ہے جو ہر سوال کا جواب دینے کا دعوا کر سکے؟

شاہ جی۔۔۔ آپ بحث کے آداب، اصول و ضوابط سے ناواقف ہیں، آپ کو شاید یاد ہو، ایک بار میں نے پچھلے فورم پر آپ سے کہا تھا کہ آپ دورانِ بحث یہ نہیں دیکھتے کہ آپ کی بات منطق سے کتنی دور جارہی ہے۔۔۔ جب دو مختلف نظریات رکھنے والے لوگوں کے درمیان بحث ہوتی ہے تو ان کے درمیان صرف اور صرف لاجک اور منطق ہی واحد مشترک پیمانہ اور اصول ہوتا ہے جس پر بنیاد رکھ کر وہ دلائل کا تبادلہ کرتے ہیں۔۔ آپ ایک ایسے شخص کے ساتھ بحث کررہے ہیں جو آپ کے مذہب، آپ کے رسول کو نہیں مانتا، اور آپ بار بار ہمارے رسول، ہمارے رسول کی گردان کرکے اپنے عقائد کو بیچ میں گھوٹے جارہے ہیں، جبکہ آپ اچھی طرح جانتے ہیں، آپ کے عقائد، آپ کا مذہب، آپ کا رسول، میرے نزدیک پرِ کاہ جتنی اہمیت بھی ںہیں رکھتا۔۔۔ میرے نزدیک اگر کسی چیز کی اہمیت ہے تو وہ ہے لاجک اور منطق پر بیسڈ دلیل کی۔۔۔ آپ اپنے کمنٹس کو دوبارہ پڑھیں اور دیکھیں کہ آپ نے شروع میں جو دلیل دی تھی، جس کی بنیاد پر ہماری بحث شروع ہوئی تھی، بعد کے کمنٹس میں آپ نے اس دلیل کو ہی اٹھا کر ایک طرف رکھ دیا، ایک طرح سے لاجک کا قتل کردیا۔۔۔ اور بغیر لاجک کے میں آپ سے بحث کرنے سے رہا۔۔
 
Zinda_Rood

Minister (2k+ posts)
azeezam zinda rood sb, yahaan per aap do sawalaat uthaa rahe hen. aik ye keh kia khudaa mojood hai? doosra ye keh kia us ne insaanu se kabhi baat ki bhi hai ya nahin?

1)khudaa ke wajood ke baare main inkaar mumkin hi nahin hai. is liye keh agar kuchh bhi nahin tha to phir ye sab kuchh kahaan se aa gaaya? ye is baat ka pakka saboot hai kuchh to tha jis ki wajah se sab kuchh wajood main aaya hai.

sainsdaan to ye bhi kehte hen keh khudaa to bahot hi pecheeda hasti hai magar kainaat to kisi simple shai ki wajah se wajood main ayee hai.

mera sawaal aise sansdaanu se ye hai agar kainaat kisi simple shai se wajood main ayee hai to woh simple shai kitni simple ho sakti hai? jab aap is baat ko saheeh tarah se is ke mantaqi anjaam ki taraf le jaayen ga to pata chale ga woh simple shai khudaa se simple ho hi nahin sakti is liye keh us main woh tamaam properties maanani hi padti hen jo khudaa ki zaat main maani jaati hen.

misaal ke tor per khud se poochhen, kia woh shai simple ho sakti hai jo hamesha se mojood ho ya hamesha mojood reh sake? kia hamesha se mojood hona ya rehna koi asaan aur simple baat hai? agar nahin hai to khudaa ka simple hone kyun laazmi hai?

woh shai kaise simple ho sakti hai jis ke kaamoon se us ki aqalmandi aur samajhdaari ka izhaar hota ho? bilkul hi nahin. issi tarah deegar aise sawalaat uthaate jaayen khud hi pata chal jaaye ga aise logoon ka aisa kehna ya maanana ghalat kyun hai. sawaal hi peda nahin hota koi atheist khudaa ke wajood ki kisi bhi tarah kaamyab argument se nafi ker sake.

baaz ka ye kehna hai keh ye kaainaat hamesha se hi mojood hai. agar ye kaainaat hamesha se mojood hoti to is main taghaiyaraat mumkin hi na the. yani ye jaisi pehle din se thi waisi hi rehni chahiye thi. kyunkeh is main tabdeeliyan hamaare saamne hen lihaaza ye jab se hai tab se tabdeel hoti rahee hai aur hoti rahe gi. ab jo shai apni zaat main yun tabdeel hoti hai woh permanent kaise ho sakti hai? issi tarah agar ham kaainaat per is tarah ke sawalaat uthaate jaayen to nateeja yahee nakalta hai keh kaainaat bazaate khud khudaa ke attributes nahin rakhti na rakh sakti hai. yahee wajah hai kisi ka khudaa ke wajood ka inkaar karna bilkul hi ghalat baat hai.

ab agar khudaa ke wajood ko tasleem ker liya jaaye to phir swalaat peda hote hen keh khudaa ne ye kaainaat kyun banayee hai? isse ke banaane se khudaa ka maqsad kia tha? woh maqsad poora kaise ho sakta hai? waghera waghera.

ab aise sawalaat ke jawabaat insaan khud kabhi bhi nahin de sakta hai is liye keh ye to khudaa ke apne bataaye baghair maloom hi nahin kiye jaa sakte. yahee wajah hai khudaa ne insaanu tak khud apni baaten pohnchaayin aur issi ka naam wahee hai. khudaa ne insaanu ko baar baar apne mutaliq bataaya aur aakhari baar us ne apne aakhari rasool yani muhammadurrasoolullah ke zariye bataaya.

quraan ke baad hamen koi kitaab nahin milti jo quraan ki tarah logoon ko khudaa ki baaten bataaye. yahee nahin quraan se pehle waali koi aik khudaa ki kitaab bhi ab is duniya main mojood nahin hai. lihaaza is waqt duniya main agar koi khudaa ki kitaab mojood hai to woh sirf aur sirf quraan hi hai. baaqi jin kitaabun ko khudaa ki taraf mansoob kiya jaata hai jab aap un ko padhen to khud hi zahir ho jaat hai woh insaanu ki apni likhi hui kitaaben hen jin main log khudaa ke mutaliq baaten kerte hen. sirf quraan hi aisi kitab hai jis main khud khudaa baat ker rahaa hai deegar her shai ke mutaliq.

aik aur baat ye bhi jaan len main quraan ko mazhabi kitaab nahin samajhta. aisa kyun hai agar aap poochhen ge to main bataa dun ga.

meanwhile regards and all the best.

مغل صاحب۔۔ میں نے کہیں بھی یہ سوال نہیں اٹھایا کہ خدا ہے یا نہیں۔۔ یہ تھریڈ ہذا پر ہماری بحث کا موضوع ہی نہیں۔۔ نہ جانے آپ اس کو بیچ میں کیوں لے آئے۔۔۔ اور آپ قرآن کی فضیلتوں ، کرشموں اور کراماتوں پر لیکچر نہ ہی دیا کریں تو بہتر ہے، کیونکہ کیمیا گری کی یہ کتاب میں کئی بار پڑھ چکا ہوں ، اچھا خاصا وقت ضائع کرچکا ہوں ، ۔۔۔

میں نے جو سوالات پوچھے تھے، ان کے جواب سے تو آپ کوسوں میل دور چلے گئے۔۔ اب باقی کی غیر متعلق باتوں سے بھلا کیا حاصل۔۔۔۔
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

azeezam zinda rood sb, aap ne khud mujhe bataaya hai aap agnostic hen. ab is per baat to banti hai keh aap kyun agnostic hen jab keh agnostic ya atheist hone ke liye koi munaasib jawaaz hi mojood nahin hai.

phir aap ka ye ehtaraaz hai keh quraan per bat na karun jabkeh aap baar baar dawa ker rahe hen keh aap ne quraan ko baar baar padha hai. is ke baojood agar aap ko quraan ki baaten samajh main nahin ayee hen to phir mujhe aap ke yun quraan ko padhne per heraani to ho gi.

is liye main chahta hun aap quraan ko baar baar padhne ke bajaaye aik hi baar padhen magar padhen us ko theek tarah se samajhne ke liye.

aap ka quraan ke baare main ye kehna keh ye keemiyagari ki kitaab main kayee baar padh chuka hun is baat ki taraf saaf saaf ishaara hai keh aap kitaab ko us ke maqsade nazool ko saamne rakhe baghair hi padh rahe hen. issi liye aap ko is main woh kuchh nazar nahin aa rahaa jis ki aap ko is kitaab main talaash hai.

issi liye mera kaam banta hai aap ko bataaon ye kitaab kaise padhni chahiye aur kyun taa keh aap is main woh baaten talaash karen jo is main laazmi mojood honi chahiyen

sab se pehle ye baat achhi tarah jaan len keh quraan aik puspose based kiyaab hai yani is ke nazool ka koi maqsad hai. is main sirf aur sirf wohee baaten mojood hen jo is ke maqsade nazool ke mutaabiq hen.

yahee wajah hai is main aap ko khudaa ke sab paighambarun ke naam nahin milen ge, un ki taareekh aur maqaamen paidaaish nahin milen ge. un ke hasbo nasb nahin milen ge, un ki sawaane umariyan aap ko is main nahin milen gi. is duniya main kul kitne siyaara aur sitaare hen aur un ke kia kia naam hen aur woh kahaan kahaan paaye jaate hen ye aap ko is kityaab main nahin mile ga. is duniya main kul kitni qisam ke pode ya drakht ya jhadiyan hen aur woh kahaan khaan hen aur kis liye hen ye aap ko is main nahin mile ga.

is main aap ko ye bhi nahin mile ga is duniya main kul kitni qisam ke jaanwar hen aur keede makode hen ya un ki deegar detail kia kia hen yani woh kahaan khaan paaye jaaye hen aur un ka kia kia kaam hai wagehra waghera.

ye sab malumaat aap ko is main nahin milen gi is liye keh nazoole kitaab ka maqsad logoon ko ye sab bataana tha hi nahin. kitaab ke nazool ka maqsad to logoon ko ye bataana tha is duniya main woh kaise rahen aur kyun. us ke liye is kitab main tamaam zaroori malumaat mojood hen.

lihaaza aap ka chemistry table ko quraan main dhoondna banta hi nahin hai aur issi liye is qisam ke aap ke ehtrazaat bhi bekaar hen aur aap ki naasamjhi per mabni hen.

zaraa sochen, agar quraan main khudaa ne her baat batayee hoti her lihaaz se to kia aap usse mustafeed ho sakte the? her giz nahin. quraan phir itne size ki kitaab nahin hota jitna hamaare paas hai balkeh ye aik aisi bekaar kitaab hota jis ko padhna to kia ham uthaa ker idhar udhar le jaa bhi na sakte.

ziyaada baaten karne ki zaroorat hi nahin hai zaraa aap apni saari zindagi ki aik aik baat likh ker mujhe dikhaa den poori poori detail ke saath. agar aap ye nahin ker sakta aur main jaanta hun aap ye nahin ker sakte to aap baaqi cheezun ki detail kis liye maang rahe hen khudaa se jo aap ke kisi kaam ki hai hi nahin na ho sakti hai?

zara main is baat ko bhi aap ko achhi tarah se samjhaa dun. aap likhne baithiye. aap jo jo ker rahen woh woh saath likhte jaaiye. kia aap ke paas waqt ho ga keh aap us ke siwaa bhi kuchh likh saken jo aap saath saath ker rahe hen? yani her guzarte lamhen ko aap likh hi nahin sakte. sirf kaam ki baaten hi likhen ge jin ka yaad rakhna aap zaroori samjhen ge. is ke baojood aap kitaabon ki kitaaben likh daalen ge magar her baat ka ehaata aap phir bhi na ker paayen ge.

lihaaza aap khudaa se ghalat mutaalbe mat karen aur kitaab ko us maqsad ke liye padhen jis ke liye woh di gayee hai aur is main woh baaten na dhoonde jo is main honi hi nahin chahiyen. warna aap na idhar ke rahen ge na udhar ke.

ab aaiye is baat ki taraf keh kia quraan main scientific haqaaiq per baaten payee jaati hen? bilkul payee jaati hen magar wohee jo us ke maqsade nazool ko serve karti hen.

misaal ke tor per quraan social science per baat karta hai, political science per baat karta hai, cultural science per baat karta hai, economic science per baat karta hai.

quraan aisa kyun kerta hai? is liye keh aik behtareen insaani maashra setup karne aur run kerne ke liye ye sab baaten aik munaasib had jaanana insaanu ke liye zaroori hai.

jaisa main ne kahaa hai aik to quraan main her aik baat nahin hai kyunkeh us ka koi maqsad hi nahin tha. doosri baat yeh hai keh khudaa ne insaanu ko ikhtiyaar de ker peda kiya hai dimaagh ke saath. is liye quraan aik interactive kitab hai. yani is main khudaa agar aik baat bataata hai to baaqi sab baaten use mutalqa insaanu ne khud maloom karni hen. taa keh bat poori ho aur insaan woh ker saken jis ke liye un ko peda kiya gayaa hai.

aik aur baat jo main aap ko kahoon ga woh ye keh jab aap quraan padhen to behtar hai kuchh kaam ki dictionaries bhi saath padh len taa keh aap ko maloom ho sake mullaan ke tarjamoon main kia kia baaten ghalat hen aur woh ghalat kyun hen.

yaad rakhen quraan her aik field of knowledge se mutalqa baaten karta hai. maloom karen kia woh aslan saheeh hen ya ghalat. jahil logoon ki baaten padh sun ker quraan ke baare main betuke fatwe jaari mat karen. is liye keh ye aap ki ilm qaabliyat nahin jahaalat ko zahir kare ga. yaqeenan aap ye nahin chahte hun ge keh koi aap ke baare main ghalat baaten mash-hoor kare to kia khudaa ye chahta hai apne baare main keh log us ke baare main ghalat baaten phelaayen ya mash-hoor karen?

I hope you will give my points due consideration.

regards and all the best.
 
Last edited:

There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)

میرے خیال میں آپ میری بات کو سمجھ نہیں پا رہے
.
فرض کریں کہ دو آدمی ہیں اور دونوں بظاہر سچے اور امین ہیں
اب ان میں سے ایک کا دعوا ہے کہ وہ آخری نبی ہے اور دوسرے کا دعوا ہے کہ وہ آخری نبی کے دعوے کے بعد آیا ایک اور نبی ہے تو ایسی صورت میں دونوں کا اختلاف پیدا ہو جاتا ہے یعنی اب ان دونوں میں سے ایک جھوٹا ضرور ہے
لہٰذا ان میں سے ایک جو بظاہر صادق اور امین تھا ، اصل میں کاذب اور بد دیانت ہے
، ، ، ، ، ، ، ، ، ، ، ، ، ، ،
نبی کے بارے میں میں نے آپ کو عقلی طور پر تحقیق کرنے کا طریقہ بتا دیا ہے کہ سچا نبی آپ کے چنے گئے میدان میں آپ کو ہر سوال کا جواب دیتا ہے کوئی ایسا سوال نہیں جو اسے عاجز کر سکے

شاہ جی۔۔۔ آپ بحث کے آداب، اصول و ضوابط سے ناواقف ہیں، آپ کو شاید یاد ہو، ایک بار میں نے پچھلے فورم پر آپ سے کہا تھا کہ آپ دورانِ بحث یہ نہیں دیکھتے کہ آپ کی بات منطق سے کتنی دور جارہی ہے۔۔۔ جب دو مختلف نظریات رکھنے والے لوگوں کے درمیان بحث ہوتی ہے تو ان کے درمیان صرف اور صرف لاجک اور منطق ہی واحد مشترک پیمانہ اور اصول ہوتا ہے جس پر بنیاد رکھ کر وہ دلائل کا تبادلہ کرتے ہیں۔۔ آپ ایک ایسے شخص کے ساتھ بحث کررہے ہیں جو آپ کے مذہب، آپ کے رسول کو نہیں مانتا، اور آپ بار بار ہمارے رسول، ہمارے رسول کی گردان کرکے اپنے عقائد کو بیچ میں گھوٹے جارہے ہیں، جبکہ آپ اچھی طرح جانتے ہیں، آپ کے عقائد، آپ کا مذہب، آپ کا رسول، میرے نزدیک پرِ کاہ جتنی اہمیت بھی ںہیں رکھتا۔۔۔ میرے نزدیک اگر کسی چیز کی اہمیت ہے تو وہ ہے لاجک اور منطق پر بیسڈ دلیل کی۔۔۔ آپ اپنے کمنٹس کو دوبارہ پڑھیں اور دیکھیں کہ آپ نے شروع میں جو دلیل دی تھی، جس کی بنیاد پر ہماری بحث شروع ہوئی تھی، بعد کے کمنٹس میں آپ نے اس دلیل کو ہی اٹھا کر ایک طرف رکھ دیا، ایک طرح سے لاجک کا قتل کردیا۔۔۔ اور بغیر لاجک کے میں آپ سے بحث کرنے سے رہا۔۔
 
Zinda_Rood

Minister (2k+ posts)

میرے خیال میں آپ میری بات کو سمجھ نہیں پا رہے
.
فرض کریں کہ دو آدمی ہیں اور دونوں بظاہر سچے اور امین ہیں
اب ان میں سے ایک کا دعوا ہے کہ وہ آخری نبی ہے اور دوسرے کا دعوا ہے کہ وہ آخری نبی کے دعوے کے بعد آیا ایک اور نبی ہے تو ایسی صورت میں دونوں کا اختلاف پیدا ہو جاتا ہے یعنی اب ان دونوں میں سے ایک جھوٹا ضرور ہے
لہٰذا ان میں سے ایک جو بظاہر صادق اور امین تھا ، اصل میں کاذب اور بد دیانت ہے
، ، ، ، ، ، ، ، ، ، ، ، ، ، ،
نبی کے بارے میں میں نے آپ کو عقلی طور پر تحقیق کرنے کا طریقہ بتا دیا ہے کہ سچا نبی آپ کے چنے گئے میدان میں آپ کو ہر سوال کا جواب دیتا ہے کوئی ایسا سوال نہیں جو اسے عاجز کر سکے

اب آپ تھوڑا سا پٹڑی پر آئے ہیں، جب ہم دو آدمیوں کی بات کررہے ہیں تو آپ تھوڑی دیر کیلئے اپنے ذہن سے نکال دیں کہ ان میں سے کوئی آپ کا پیغمبر بھی ہے، تبھی ہم صحیح طریقے سے بحث کرسکیں گے۔۔۔
شروع میں جب میں نے پوچھا تھا کہ سچے نبی کی نشانی کیا ہے تو آپ نے کہا تھا کہ اس کی نشانی ہے اس کا صادق و امین ہونا۔ یعنی آپ نے اس کی سچائی اور دیانتداری کو سچے نبی کے ہونے کا پیمانہ مقرر کیا۔۔۔
میں نے آپ کے سامنے دو اشخاص کی مثال رکھی، ان میں سے ایک پہلے آتا ہے، جو سچا بھی ہے اور دیانتدار بھی (بظاہر) اور دوسرا شخص بعد میں آتا ہے، وہ بھی بظاہر سچا بھی ہے اور دیانتدار بھی۔۔ پہلے والا شخص بھی نبی / پیغمبر ہونے کا دعویٰ کرتا ہے، اور بعد میں آنے والا بھی۔۔۔ مگر پہلے والا یہ بھی دعویٰ کرتا ہے کہ اس کے بعد کوئی نبی نہیں آئے گا۔۔ یہاں مسئلہ یہ پیدا ہوتا ہے کہ چونکہ آپ نے (یا چلیں یہ مان لیں کہ ہم نے) سچے نبی کا پیمانہ یہ رکھا تھا کہ وہ بظاہر سچا اور دیانتدار ہوگا، تو دوسرے شخص کے دعوے کے بعد یہ پیمانہ ٹوٹ جاتا ہے۔(یہاں دونوں میں اختلاف پیدا نہیں ہوتا، بلکہ وہ معیار ہی ختم ہوجاتا ہے جس کو ہم نے سچے نبی کی پہچان کیلئے قائم کیا تھا)۔ یعنی ظاہراً سچائی اور دیانتداری کسی شخص کے پیغمبر ہونے کا پیمانہ یا دلیل نہیں ہوسکتی۔۔ جب یہ پیمانہ ٹوٹ گیا تو پہلا شخص بھی ہماری نظروں میں جھوٹا (یا کہہ لیں کہ مشکوک) قرار پایا، کیونکہ کامن سینس کی بات ہے کہ جب ایک شخص جس کو ہم سچا اور دیانتدار سمجھتے تھے، وہ جھوٹ بول سکتا ہے تو دوسرا شخص کیوں نہیں بول سکتا۔۔ تو نتیجہ یہ نکلتا ہے کہ اگر کوئی شخص بظاہر سچا بھی ہے اور دیانتدار بھی تو محض اس بنا پر ہم اس کو سچا پیغمبر نہیں مان سکتے۔۔۔۔
 
Zinda_Rood

Minister (2k+ posts)
azeezam zinda rood sb, aap ne khud mujhe bataaya hai aap agnostic hen. ab is per baat to banti hai keh aap kyun agnostic hen jab keh agnostic ya atheist hone ke liye koi munaasib jawaaz hi mojood nahin hai.

phir aap ka ye ehtaraaz hai keh quraan per bat na karun jabkeh aap baar baar dawa ker rahe hen keh aap ne quraan ko baar baar padha hai. is ke baojood agar aap ko quraan ki baaten samajh main nahin ayee hen to phir mujhe aap ke yun quraan ko padhne per heraani to ho gi.

is liye main chahta hun aap quraan ko baar baar padhne ke bajaaye aik hi baar padhen magar padhen us ko theek tarah se samajhne ke liye.

aap ka quraan ke baare main ye kehna keh ye keemiyagari ki kitaab main kayee baar padh chuka hun is baat ki taraf saaf saaf ishaara hai keh aap kitaab ko us ke maqsade nazool ko saamne rakhe baghair hi padh rahe hen. issi liye aap ko is main woh kuchh nazar nahin aa rahaa jis ki aap ko is kitaab main talaash hai.

issi liye mera kaam banta hai aap ko bataaon ye kitaab kaise padhni chahiye aur kyun taa keh aap is main woh baaten talaash karen jo is main laazmi mojood honi chahiyen

sab se pehle ye baat achhi tarah jaan len keh quraan aik puspose based kiyaab hai yani is ke nazool ka koi maqsad hai. is main sirf aur sirf wohee baaten mojood hen jo is ke maqsade nazool ke mutaabiq hen.

yahee wajah hai is main aap ko khudaa ke sab paighambarun ke naam nahin milen ge, un ki taareekh aur maqaamen paidaaish nahin milen ge. un ke hasbo nasb nahin milen ge, un ki sawaane umariyan aap ko is main nahin milen gi. is duniya main kul kitne siyaara aur sitaare hen aur un ke kia kia naam hen aur woh kahaan kahaan paaye jaate hen ye aap ko is kityaab main nahin mile ga. is duniya main kul kitni qisam ke pode ya drakht ya jhadiyan hen aur woh kahaan khaan hen aur kis liye hen ye aap ko is main nahin mile ga.

is main aap ko ye bhi nahin mile ga is duniya main kul kitni qisam ke jaanwar hen aur keede makode hen ya un ki deegar detail kia kia hen yani woh kahaan khaan paaye jaaye hen aur un ka kia kia kaam hai wagehra waghera.

ye sab malumaat aap ko is main nahin milen gi is liye keh nazoole kitaab ka maqsad logoon ko ye sab bataana tha hi nahin. kitaab ke nazool ka maqsad to logoon ko ye bataana tha is duniya main woh kaise rahen aur kyun. us ke liye is kitab main tamaam zaroori malumaat mojood hen.

lihaaza aap ka chemistry table ko quraan main dhoondna banta hi nahin hai aur issi liye is qisam ke aap ke ehtrazaat bhi bekaar hen aur aap ki naasamjhi per mabni hen.

zaraa sochen, agar quraan main khudaa ne her baat batayee hoti her lihaaz se to kia aap usse mustafeed ho sakte the? her giz nahin. quraan phir itne size ki kitaab nahin hota jitna hamaare paas hai balkeh ye aik aisi bekaar kitaab hota jis ko padhna to kia ham uthaa ker idhar udhar le jaa bhi na sakte.

ziyaada baaten karne ki zaroorat hi nahin hai zaraa aap apni saari zindagi ki aik aik baat likh ker mujhe dikhaa den poori poori detail ke saath. agar aap ye nahin ker sakta aur main jaanta hun aap ye nahin ker sakte to aap baaqi cheezun ki detail kis liye maang rahe hen khudaa se jo aap ke kisi kaam ki hai hi nahin na ho sakti hai?

zara main is baat ko bhi aap ko achhi tarah se samjhaa dun. aap likhne baithiye. aap jo jo ker rahen woh woh saath likhte jaaiye. kia aap ke paas waqt ho ga keh aap us ke siwaa bhi kuchh likh saken jo aap saath saath ker rahe hen? yani her guzarte lamhen ko aap likh hi nahin sakte. sirf kaam ki baaten hi likhen ge jin ka yaad rakhna aap zaroori samjhen ge. is ke baojood aap kitaabon ki kitaaben likh daalen ge magar her baat ka ehaata aap phir bhi na ker paayen ge.

lihaaza aap khudaa se ghalat mutaalbe mat karen aur kitaab ko us maqsad ke liye padhen jis ke liye woh di gayee hai aur is main woh baaten na dhoonde jo is main honi hi nahin chahiyen. warna aap na idhar ke rahen ge na udhar ke.

ab aaiye is baat ki taraf keh kia quraan main scientific haqaaiq per baaten payee jaati hen? bilkul payee jaati hen magar wohee jo us ke maqsade nazool ko serve karti hen.

misaal ke tor per quraan social science per baat karta hai, political science per baat karta hai, cultural science per baat karta hai, economic science per baat karta hai.

quraan aisa kyun kerta hai? is liye keh aik behtareen insaani maashra setup karne aur run kerne ke liye ye sab baaten aik munaasib had jaanana insaanu ke liye zaroori hai.

jaisa main ne kahaa hai aik to quraan main her aik baat nahin hai kyunkeh us ka koi maqsad hi nahin tha. doosri baat yeh hai keh khudaa ne insaanu ko ikhtiyaar de ker peda kiya hai dimaagh ke saath. is liye quraan aik interactive kitab hai. yani is main khudaa agar aik baat bataata hai to baaqi sab baaten use mutalqa insaanu ne khud maloom karni hen. taa keh bat poori ho aur insaan woh ker saken jis ke liye un ko peda kiya gayaa hai.

aik aur baat jo main aap ko kahoon ga woh ye keh jab aap quraan padhen to behtar hai kuchh kaam ki dictionaries bhi saath padh len taa keh aap ko maloom ho sake mullaan ke tarjamoon main kia kia baaten ghalat hen aur woh ghalat kyun hen.

yaad rakhen quraan her aik field of knowledge se mutalqa baaten karta hai. maloom karen kia woh aslan saheeh hen ya ghalat. jahil logoon ki baaten padh sun ker quraan ke baare main betuke fatwe jaari mat karen. is liye keh ye aap ki ilm qaabliyat nahin jahaalat ko zahir kare ga. yaqeenan aap ye nahin chahte hun ge keh koi aap ke baare main ghalat baaten mash-hoor kare to kia khudaa ye chahta hai apne baare main keh log us ke baare main ghalat baaten phelaayen ya mash-hoor karen?

I hope you will give my points due consideration.

regards and all the best.
مغل صاحب۔۔ جب دو اشخاص بحث کرتے ہیں تو پہلے موضوع طے کرتے ہیں پھر اس موضوع کے دائرے میں رہتے ہوئے بحث کرتے ہیں، آپ ذرا دیکھیں کہ ہماری بحث کس موضوع پر شروع ہوئی تھی، میں نے آپ سے دو سادہ سے سوالات پوچھے تھے، مگر آپ ان سوالات کا جواب دینے کی بجائے کبھی مجھے پوچھتے ہیں کہ میں اگنوسٹک کس وجہ سے ہوں کبھی قرآن کے فضائل بیان کرتے ہیں، اگر موضوع میرے اگنوسٹزم کی وجہ ہوتی تو میں آپ کو ضرور بتاتا، مگر یہاں یہ آؤٹ آف ٹاپک ہے۔ ہمارا موضوع کچھ اور ہے۔۔۔ اور جہاں تک قرآن کی فضیلتوں کی بات ہے تو یہ بھی ہمارا موضوع نہیں ہے، اگر موضوع ہوتا تو میں آپ سے یہ سوال پوچھتا کہ مجھے بتائیے چودہ سو سال میں قرآن نے علمِ انسانی میں کتنا اضافہ کیا ہے۔۔؟؟ مگر یہ بھی فی الحال ہمارا موضوع نہیں ہے۔۔۔ آپ اگر ایک صحتمند بحث چاہتے ہیں تو ایک نکتے پر آیئے، اگر آپ ان دوسوالات کے جواب دینے سے قاصر ہیں تو مان لیجئے اور کسی دوسرے موضوع کو چن لیجئے۔۔ میں حاضر ہوں۔۔۔
 
There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)
یہاں مسئلہ یہ پیدا ہوتا ہے کہ چونکہ آپ نے (یا چلیں یہ مان لیں کہ ہم نے) سچے نبی کا پیمانہ یہ رکھا تھا کہ وہ بظاہر سچا اور دیانتدار ہوگا،

نہیں ! بظاہر سچا اور دیانت دار نہیں
بلکے حقیقی معنی میں صادق اور امین
. . . . . . . . . . . . . . . . .
میں نے آپ کو ایک طریقہ بھی بتا دیا کہ کسی بظاہر صادق لیکن اصل میں کاذب شخص کو بےنقاب کیسے کرنا ہے اور اس کا نبوت کا دعوا کیسے غلط ثابت کرنا ہے
کیونکہ کامن سینس کی بات ہے کہ جب ایک شخص جس کو ہم سچا اور دیانتدار سمجھتے تھے، وہ جھوٹ بول سکتا ہے تو دوسرا شخص کیوں نہیں بول سکتا۔
یہ تو آپ نے بہت ہی بیوقوفانہ بات کر دی
ایک شخص جھوٹا ہے تو اس کے جھوٹ کی بنیاد پر ہم کسی اور کو سزاوار بنا دیں ؟
یہ کامن سینس نہیں ناصبیت ہے
 
Zinda_Rood

Minister (2k+ posts)

نہیں ! بظاہر سچا اور دیانت دار نہیں
بلکے حقیقی معنی میں صادق اور امین
. . . . . . . . . . . . . . . . .
میں نے آپ کو ایک طریقہ بھی بتا دیا کہ کسی بظاہر صادق لیکن اصل میں کاذب شخص کو بےنقاب کیسے کرنا ہے اور اس کا نبوت کا دعوا کیسے غلط ثابت کرنا ہے

یہ پھر الٹ بازی ماردی آپ نے۔۔ اپنی پوسٹ نمبر 64 ملاحظہ کیجئے، اور ہوسکے تو الٹ بازی کو درست کیجئے۔۔۔

دوسری بات ، کیا کوئی ایسا طریقہ ہے جس سے ہم کسی کے باطن میں جھانک سکیں اور یہ دیکھ سکیں آیا کہ وہ سچ بول رہا ہے یا جھوٹ۔۔۔۔۔؟؟ ظاہر ہے ایسا کوئی طریقہ نہیں۔۔ تو اس سے نتیجہ یہی نکلتا ہے کہ ہم سیدھا سیدھا اس شخص کے ظاہر پر ہی قیاس یا گمان کرسکتے ہیں۔۔۔

یہ تو آپ نے بہت ہی بیوقوفانہ بات کر دی
ایک شخص جھوٹا ہے تو اس کے جھوٹ کی بنیاد پر ہم کسی اور کو سزاوار بنا دیں ؟
یہ کامن سینس نہیں ناصبیت ہے

میں نے آپ سے پہلے بھی کہا ہے کہ میں یہاں محض منطق کے پیمانے پر گفتگو کررہا ہوں، مگر آپ پھر بھی اپنے عقیدے کو گھسیڑنے سے باز نہیں آرہے۔۔۔ اگر آپ نے ہر صورت، اپنے رسول اور اپنے عقید ے کو بیچ میں لانا ہے تو اپنے رسول کے لئے آپ سے جھوٹا ، کاذب اور بددیانت ، خائن جیسے الفاظ برداشت نہیں ہوں گے (جوکہ میں ثابت بھی کرسکتا ہوں)۔ اس لئے بہتر ہے کہ اس بحث کو تمثیلی انداز تک محدود رکھیں، وگرنہ گھاٹا سراسر آپ کا ہے۔۔۔
 
There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)
یہ پھر الٹ بازی ماردی آپ نے۔۔ اپنی پوسٹ نمبر 64 ملاحظہ کیجئے، اور ہوسکے تو الٹ بازی کو درست کیجئے۔۔۔

مجھے نہیں سمجھ آ رہی کہ میں نے کہاں الٹ بازی ماری ہے آپ وضاحت کر دیں تو میں ممنون ہوں گا
دوسری بات ، کیا کوئی ایسا طریقہ ہے جس سے ہم کسی کے باطن میں جھانک سکیں اور یہ دیکھ سکیں آیا کہ وہ سچ بول رہا ہے یا جھوٹ۔۔۔۔۔؟؟ ظاہر ہے ایسا کوئی طریقہ نہیں۔۔ تو اس سے نتیجہ یہی نکلتا ہے کہ ہم سیدھا سیدھا اس شخص کے ظاہر پر ہی قیاس یا گمان کرسکتے ہیں۔۔۔
بلکل ٹھیک
تو ظاہر پر تحقیق کریں آپ کو کس نے روکا ہے ؟
کوئی بھی آدمی اگر صادق اور امین ہونے کا دعوا کرتا ہے تو اس کی پوری زندگی آپ کے پاس چانس ہے اسے غلط ثابت کرنے کا
اور اگر کوئی نبی ہونے کا دعویدار ہے تو آپ کو ایکسٹرا ایڈوانٹیج ہے کہ آپ اس سے کوئی بھی سوال کر سکتے ہیں وہ جوابا "میں نہیں جانتا " نہیں کہہ سکتا اور اگر غلط جواب دیا تو آپ فورا اسے پکڑ لیں گے
میں نے آپ کو یہی طریقہ پہلے بھی بتایا ہے صادق اور امین کی پہچان کا
میں نے آپ سے پہلے بھی کہا ہے کہ میں یہاں محض منطق کے پیمانے پر گفتگو کررہا ہوں، مگر آپ پھر بھی اپنے عقیدے کو گھسیڑنے سے باز نہیں آرہے۔۔۔ اگر آپ نے ہر صورت، اپنے رسول اور اپنے عقید ے کو بیچ میں لانا ہے تو اپنے رسول کے لئے آپ سے جھوٹا ، کاذب اور بددیانت ، خائن جیسے الفاظ برداشت نہیں ہوں گے (جوکہ میں ثابت بھی کرسکتا ہوں)۔ اس لئے بہتر ہے کہ اس بحث کو تمثیلی انداز تک محدود رکھیں، وگرنہ گھاٹا سراسر آپ کا ہے۔۔۔
معذرت! اگر آپ کو برا لگا مجھے یہ لفظ استعمال نہیں کرنا چاہیے تھا

ایک اختلاف ہے اگر آپ ایسے الفاظ استعمال کریں گے جس کا دوسرا مستحق نہیں تو نقصان میرا نہیں آپ کا ہی ہے

Zinda_Rood

Minister (2k+ posts)

مجھے نہیں سمجھ آ رہی کہ میں نے کہاں الٹ بازی ماری ہے آپ وضاحت کر دیں تو میں ممنون ہوں گا

بلکل ٹھیک
تو ظاہر پر تحقیق کریں آپ کو کس نے روکا ہے ؟
کوئی بھی آدمی اگر صادق اور امین ہونے کا دعوا کرتا ہے تو اس کی پوری زندگی آپ کے پاس چانس ہے اسے غلط ثابت کرنے کا

اور اگر کوئی نبی ہونے کا دعویدار ہے تو آپ کو ایکسٹرا ایڈوانٹیج ہے کہ آپ اس سے کوئی بھی سوال کر سکتے ہیں وہ جوابا "میں نہیں جانتا " نہیں کہہ سکتا اور اگر غلط جواب دیا تو آپ فورا اسے پکڑ لیں گے

شاہ جی۔۔۔ میرے پاس ڈھیر سارا مواد ہے مسلمانوں کی کتب (سیرت و احادیث) سے جس سے ثابت ہوتا ہے کہ آپ کا نبی بالکل ایک عام آدمی تھا، اور اس میں وہ تمام خامیاں تھیں، جو کسی بھی عام آدمی میں پائی جاسکتی ہیں۔۔ مگر فی الحال میرا یہ موضوع نہیں، آپ چونکہ بار بار اپنے نبی کو بیچ میں لے آتے ہیں، اس لئے میں کہہ رہا ہوں۔۔۔
میرا فی الحال نکتہ بحث تو یہ ہے کہ اگر کوئی شخص دعویٰ کرتا ہے کہ وہ خدا کا پیغمبر ہے تو اس کو سچا یا جھوٹا قرار دینے کا پیمانہ کیا ہے۔۔۔؟؟ ہماری بحث میں اب تک یہ نتیجہ نکلا ہے کہ بظاہر سچا دکھنے والا شخص بھی جھوٹ بول سکتا ہے، آپ نے خود اس بات کا اقرار کیا۔۔ یعنی محض اس بات پر ہم کسی کو خدا کا پیغمبر نہیں مان سکتے۔۔

معذرت! اگر آپ کو برا لگا مجھے یہ لفظ استعمال نہیں کرنا چاہیے تھا

ایک اختلاف ہے اگر آپ ایسے الفاظ استعمال کریں گے جس کا دوسرا مستحق نہیں تو نقصان میرا نہیں آپ کا ہی ہے

شاہ جی۔۔۔ آپ ہر وقت مجھے کہتے رہتے ہیں کہ میں آپ کے عقائد کے متعلق شائستہ زبان استعمال کیا کروں، جبکہ آپ کا خود کا حال یہ ہے کہ بحث کے دوران اپنے الفاظ پر آپ کی نظر بالکل نہیں ہوتی۔۔ میں نے پہلے ہی کہا ہے کہ مخالف کی دلیل کو دلیل سے رد کریں، یہ نہ کہیں کہ تمہاری بات احمقانہ یا بیوقوفانہ ہے، کہنے کو میں آپ کے دلائل کو بھی احمقانہ یا بیوقوفانہ کہہ سکتا ہوں، مگر میں ایسا نہیں کہتا، بلکہ نشاندہی کرتا ہوں کہ کہاں آپ غلط ہیں ۔۔۔ بحث کے دوران اگر آپ شائستہ رہیں گے تو جواب بھی شائستہ ہی ملے گا،۔۔۔ بصورتِ دیگر آپ بھی جانتے ہیں کہ سخت یا طنزیہ الفاظ کا ذخیرہ میرے پاس بھی کم نہیں ہے۔۔
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
مغل صاحب۔۔ جب دو اشخاص بحث کرتے ہیں تو پہلے موضوع طے کرتے ہیں پھر اس موضوع کے دائرے میں رہتے ہوئے بحث کرتے ہیں، آپ ذرا دیکھیں کہ ہماری بحث کس موضوع پر شروع ہوئی تھی، میں نے آپ سے دو سادہ سے سوالات پوچھے تھے، مگر آپ ان سوالات کا جواب دینے کی بجائے کبھی مجھے پوچھتے ہیں کہ میں اگنوسٹک کس وجہ سے ہوں کبھی قرآن کے فضائل بیان کرتے ہیں، اگر موضوع میرے اگنوسٹزم کی وجہ ہوتی تو میں آپ کو ضرور بتاتا، مگر یہاں یہ آؤٹ آف ٹاپک ہے۔ ہمارا موضوع کچھ اور ہے۔۔۔ اور جہاں تک قرآن کی فضیلتوں کی بات ہے تو یہ بھی ہمارا موضوع نہیں ہے، اگر موضوع ہوتا تو میں آپ سے یہ سوال پوچھتا کہ مجھے بتائیے چودہ سو سال میں قرآن نے علمِ انسانی میں کتنا اضافہ کیا ہے۔۔؟؟ مگر یہ بھی فی الحال ہمارا موضوع نہیں ہے۔۔۔ آپ اگر ایک صحتمند بحث چاہتے ہیں تو ایک نکتے پر آیئے، اگر آپ ان دوسوالات کے جواب دینے سے قاصر ہیں تو مان لیجئے اور کسی دوسرے موضوع کو چن لیجئے۔۔ میں حاضر ہوں۔۔۔

azeezam zinda rood sb, main aap ke saath hamesha se sirf aur sirf aik hi nuqte per baat ker rahaa hun aur woh nuqta deene islam hai. ab sawaal peda hota hai deene islam kia hai? is ka jawaab quraan main hai, yani poora quraan yahee baat insaanu ko samjhaane ki koshish kerta hai keh dene islam hai kia.

zahir hai deene islam ke kayee pehloo hen magar woh zere behs tabhi aayen ge jab un ki zaroorat pade gi. In simple words, we are discussing a system as a whole against a system as a whole.

ya yun samjhen keh hamaare darmiyaan mozua behs kisi shai ka koi aik juz nahin hai balkeh aik mukammal shai hai maslan mukammal nizaame zindagi. main apna nazriya aap ke saamne rakhne ki koshish ker rahaa hun aur aap us ke muqaabil apna nazriya mere saamne rakhiye. ham dono un ko compare ker ke dekh lete hen kon sa system her do systems main se behtar hai.

baat sirf itni hi hai agar main aap ko theek se samjhaa saka hun.

mere nazdeek deene islam based properly upon the quran is an ideology about all aspects of human society, its politics, its culture and its economics etc etc. It has nothing at all to with worship of God as you see theist doing all over the world. To me worship of God is serving God or carrying out services as required by way of life advised by God.

yahee baat main ne aap ko aik bike ki misaal de ker bataane ki koshish ki hai magar shaayad main ye baat aap ko samjhaane main nakaam rahaa hun ya phir aap is baat ko samajhne se qaasir hen aur ya phir is baat ko aap samajhna hi nahin chahte.

agar aap medical school main jaayen to aap ko shuroo hi se detail nahin padhayee jaati balkeh pehle over all picture dikhayee jaati hai taa keh aap study ke purpose ko samajh saken aur phir baad main us ke mukhtalif hissun main jaate hen taa keh un ki in detail study ker saken.

yahee tareeqa her tarah ki study main apnaaya jaata hai. misaal ke tor per aap ne aik niyaa shehr abaad kerna hai to aap pehle us ka aik jaga ko intkhaab ker ke block banaayen ge phir us main details bharte jayen ge. yani us ki sadken, us ke school, hospital, offices , shops, parks , paani pohnchaane ke aur paani ke ikhraaj ke raaste, waste disposal, gas lines or electricity waghera waghera waghera.

ab waghera waghera yani details itne ziyaada hote hen keh agar pehle hi un main lag jaayen to 100 saal baad bhi shehr abaad na ho paaye ga. lihaaza her shai bunyaad se shuroo ki jaati hai. us ki detail se nahin. is liye ta keh baat ko samajhne main asaani ho.

agar ham computer systems ki baat karen to bhi yahee maamla hai, yani pehle block aur phir us main details ki study. agar ham duniya ka naqsha banaayen to bhi yahee kuchh kerne hota hai ham ko.

issi liye agar aap quraan per baat karna chahte hen to deene islam ko quraan se theek tarah se samajhna ho ga baaqi sab details issi ke gird goomati hen. aap ne jo kuchh aaj tak seekha hai woh deene islam per baat kerne ke liye aap ke liye kaafi nahin hai.

duniya bhar main insaanu ki itni naslen guzarne ke baad bhi aap ko siwaaye jahaalat ke kuchh nahin mile ga, kyun? is liye keh aap ki tarah her koi behs baraaye behs karna chahta hai baghair asal masaail ko saamne rakh ker un ka hal talaash kerne ke. issi liye duniya main uljhane badhi hen kam nahin huin.

aap ne agar baatun ko theek tarah se samajhna hai to us ke mutaabiq rawiya apnaayen warna bhool jaayen aap kabhi bhi saheeh baat tak pohnch saken ge.

main ne shuroo hi main aap ko bataa diya tha keh logic aur shai hoti hai aur purposeful logical argument aur shai hoti hai. lihaaza aap is baat per khoob ghor karen taa keh aap ko baat samajh main aa sake keh main aap ko kia samjhaane ki koshish ker rahaa hun.

regards and all the best.
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
میرے پاس ڈھیر سارا مواد ہے مسلمانوں کی کتب (سیرت و احادیث) سے جس سے ثابت ہوتا ہے کہ آپ کا نبی بالکل ایک عام آدمی تھا، اور اس میں وہ تمام خامیاں تھیں، جو کسی بھی عام آدمی میں پائی جاسکتی ہیں۔۔

azeezam zinda rood sb, isse pehle keh aap koi aisa muaad share karen, pehle ye bataayen is muaad ko theek tarah se judge karne ka saheeh tareeqa kia hai?

میرا فی الحال نکتہ بحث تو یہ ہے کہ اگر کوئی شخص دعویٰ کرتا ہے کہ وہ خدا کا پیغمبر ہے تو اس کو سچا یا جھوٹا قرار دینے کا پیمانہ کیا ہے۔

kia aap ne kabhi court main casoon ki samaat dekhi hai? bilkul wohee tareeka hota hai kisi bhi issue per behs karne ka. koi bhi issu jis per behs ki jaati hai kisi aik hi baat per inhisaar nahin karta balkeh us ke peechhe poori detailed arguments hoti hen. waise aap ke is sawaal ka jawaab main tafseel se aap ko de chuka hun. hamaare paighambar ki nabuwwat ka sirf aur sirf aik hi pakka saboot hai aur woh hai quraan. shuroo din se le ker aaj tak aur rehti duniya tak.

regards and all the best.
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

Zinda_Rood

Minister (2k+ posts)
azeezam zinda rood sb, main aap ke saath hamesha se sirf aur sirf aik hi nuqte per baat ker rahaa hun aur woh nuqta deene islam hai. ab sawaal peda hota hai deene islam kia hai? is ka jawaab quraan main hai, yani poora quraan yahee baat insaanu ko samjhaane ki koshish kerta hai keh dene islam hai kia.

zahir hai deene islam ke kayee pehloo hen magar woh zere behs tabhi aayen ge jab un ki zaroorat pade gi. In simple words, we are discussing a system as a whole against a system as a whole.

ya yun samjhen keh hamaare darmiyaan mozua behs kisi shai ka koi aik juz nahin hai balkeh aik mukammal shai hai maslan mukammal nizaame zindagi. main apna nazriya aap ke saamne rakhne ki koshish ker rahaa hun aur aap us ke muqaabil apna nazriya mere saamne rakhiye. ham dono un ko compare ker ke dekh lete hen kon sa system her do systems main se behtar hai.

baat sirf itni hi hai agar main aap ko theek se samjhaa saka hun.

mere nazdeek deene islam based properly upon the quran is an ideology about all aspects of human society, its politics, its culture and its economics etc etc. It has nothing at all to with worship of God as you see theist doing all over the world. To me worship of God is serving God or carrying out services as required by way of life advised by God.

yahee baat main ne aap ko aik bike ki misaal de ker bataane ki koshish ki hai magar shaayad main ye baat aap ko samjhaane main nakaam rahaa hun ya phir aap is baat ko samajhne se qaasir hen aur ya phir is baat ko aap samajhna hi nahin chahte.

agar aap medical school main jaayen to aap ko shuroo hi se detail nahin padhayee jaati balkeh pehle over all picture dikhayee jaati hai taa keh aap study ke purpose ko samajh saken aur phir baad main us ke mukhtalif hissun main jaate hen taa keh un ki in detail study ker saken.

yahee tareeqa her tarah ki study main apnaaya jaata hai. misaal ke tor per aap ne aik niyaa shehr abaad kerna hai to aap pehle us ka aik jaga ko intkhaab ker ke block banaayen ge phir us main details bharte jayen ge. yani us ki sadken, us ke school, hospital, offices , shops, parks , paani pohnchaane ke aur paani ke ikhraaj ke raaste, waste disposal, gas lines or electricity waghera waghera waghera.

ab waghera waghera yani details itne ziyaada hote hen keh agar pehle hi un main lag jaayen to 100 saal baad bhi shehr abaad na ho paaye ga. lihaaza her shai bunyaad se shuroo ki jaati hai. us ki detail se nahin. is liye ta keh baat ko samajhne main asaani ho.

agar ham computer systems ki baat karen to bhi yahee maamla hai, yani pehle block aur phir us main details ki study. agar ham duniya ka naqsha banaayen to bhi yahee kuchh kerne hota hai ham ko.

issi liye agar aap quraan per baat karna chahte hen to deene islam ko quraan se theek tarah se samajhna ho ga baaqi sab details issi ke gird goomati hen. aap ne jo kuchh aaj tak seekha hai woh deene islam per baat kerne ke liye aap ke liye kaafi nahin hai.

duniya bhar main insaanu ki itni naslen guzarne ke baad bhi aap ko siwaaye jahaalat ke kuchh nahin mile ga, kyun? is liye keh aap ki tarah her koi behs baraaye behs karna chahta hai baghair asal masaail ko saamne rakh ker un ka hal talaash kerne ke. issi liye duniya main uljhane badhi hen kam nahin huin.

aap ne agar baatun ko theek tarah se samajhna hai to us ke mutaabiq rawiya apnaayen warna bhool jaayen aap kabhi bhi saheeh baat tak pohnch saken ge.

main ne shuroo hi main aap ko bataa diya tha keh logic aur shai hoti hai aur purposeful logical argument aur shai hoti hai. lihaaza aap is baat per khoob ghor karen taa keh aap ko baat samajh main aa sake keh main aap ko kia samjhaane ki koshish ker rahaa hun.

regards and all the best.

مغل صاحب۔۔۔ اگر آپ مصر ہیں کہ قرآن پر ہی بحث کروں تو چلیں اس پر آجاتا ہوں۔۔۔ آپ نے میرے پچھلے سوالات کا کوئی جواب نہیں دیا۔۔۔ میں آپ سے قرآن کے متعلق ایک سوال پوچھ لیتا ہوں۔۔۔ ہوسکے تو اس کا ٹو دی پوائنٹ جواب دیجئے گا۔۔۔ اور کوشش کیجئے گا کہ غیر متعلقہ اور طویل لیکچر سے پرہیز کریں۔۔ ہم دونوں کا وقت بچے گا۔۔

سوال یہ ہے کہ قرآن نے اپنی وجود میں آنے سے اب تک انسانی علم میں کیا کیا اضافہ کیا ہے اور وہ کون کون سی باتیں ہیں جو انسان پہلے نہیں جانتے تھے اور قرآن نے آکر انسانوں پر منکشف کیں۔۔۔؟؟؟
 
Zinda_Rood

Minister (2k+ posts)
azeezam zinda rood sb, isse pehle keh aap koi aisa muaad share karen, pehle ye bataayen is muaad ko theek tarah se judge karne ka saheeh tareeqa kia hai?

وہی طریقہ جو ہم عام زندگی میں کسی بھی چیز کو جج کرنے کے لئے استعمال کرتے ہیں۔۔۔
 
Status
Not open for further replies.