non-siasi chat

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

today i stop all , but when again , ur parween start proxy war , then simple answer in light mood , ok ab yah bhi nahin karta , :)

naik parween ka laqab to aap ne un ko diya hai to woh meri parween kahan se aa gayi ???? :) . main un ki aik khaton hone ki haisiyat se izzat karta hoon thats all , aur aaj aap se aik baat kahoon , main ne aik baar un ki bohut sakht baaton ka bhi jawab nahi diya jab aik thread main aap bhi thay , woh baar baar aap ko quote kar ke mujhe bohut sakht baatain kar rahi thin.
 

Humi

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

then u will have to wait until thread is closed [hilar] hamari barkat se har thread ka yahi anjaam hota hai

lets keep it up...one day we will get them deleted and not just closed...(bigsmile)
 

tariisb

Chief Minister (5k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

oho to isme rone ki kya baat hai ap hi...aww keh dein:P

nahin naa , dost ki khaatir main , ab halka say khaans (cough) loun gaa , awwwwwwwwwwww nahin karon gaa , yah phir ahhhhh kar lon gaa (bigsmile)
 

tariisb

Chief Minister (5k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

naik parween ka laqab to aap ne un ko diya hai to woh meri parween kahan se aa gayi ???? :) . main un ki aik khaton hone ki haisiyat se izzat karta hoon thats all , aur aaj aap se aik baat kahoon , main ne aik baar un ki bohut sakht baaton ka bhi jawab nahi diya jab aik thread main aap bhi thay , woh baar baar aap ko quote kar ke mujhe bohut sakht baatain kar rahi thin.

jigar , ahtraam sab ka hota hay , mard ka bhi aor aurat ka bhi , aap aakhir yah baat kyun nahin samjhtay , :)
 

tariisb

Chief Minister (5k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

main samjha aap bhool na jaen iss liye ;)


مشھور مقولہ ہے ، "اس سال دمشق میں ایسا قحط پڑا کہ ، دمشق کے لوگ عشق کرنا بھول گۓ "


(bigsmile)میں بھی شاید بھول گیا
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

lets keep it up...one day we will get them deleted and not just closed...(bigsmile)

:lol: bohat jald yeh waqt aaney wala hai, waisey gudiyan wala thread 2nd most commented thread of the year tha , ws going to b the 1st :lol:
 

tariisb

Chief Minister (5k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

lets keep it up...one day we will get them deleted and not just closed...(bigsmile)

"delete" hona , har kisi ki kismat main kahan , hum aah bhi kartay hain tou , "delete" ho jatay hain , (bigsmile)
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت



مشھور مقولہ ہے ، "اس سال دمشق میں ایسا قحط پڑا کہ ، دمشق کے لوگ عشق کرنا بھول گۓ "


(bigsmile)میں بھی شاید بھول گیا

goya k aap bhi qehat saali ka shikaar hain ya sirf saali ka shikar hain
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

jigar , ahtraam sab ka hota hay , mard ka bhi aor aurat ka bhi , aap aakhir yah baat kyun nahin samjhtay , :)

chalain chor dain yaar

aap ke nazdeek main aap ki baat nahi samajh raha yah kisi ki favour kar raha hoon aur main ziada bolna nahi chahta ke hum woh wali baatain na karain jo jhagray ki taraf jati ho .. agar main khul kar bolon to apni baat bohut achi tarha samjha doon ga

chalain chor dain sab baaton ko , i think us din sab se bura main hi tha bohut soo ki nazar main
 

tariisb

Chief Minister (5k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

:lol: bohat jald yeh waqt aaney wala hai, waisey gudiyan wala thread 2nd most commented thread of the year tha , ws going to b the 1st :lol:


wesay koi thread band karwana hay tou , kisi khatoon par sakht comment kar den , aik dum sou mou tou , notice ho jaay gaa , [hilar]
 

Humi

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

@tariisb @nuzhatghazali please lets stop and move on...:)
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

@mehrushka

aap ko yeh advise ki jati hai ke aainda baat karte huay ahtiyat se kaam lain
 

Back
Top