non-siasi chat

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

nahin sab aman hay , aaj kuch nahin kaha , bus aik post main , "saazish" nazar aayi tou , halka sa jawab day dya , aagay phir sohrab nay mazeed mozoo lamba kar dia , warna aaj no posts ,

main ne sirf itna kaha tha ke kahin yeh thread bhi band na ho jai , is liye aur kuch na kahain
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

aur security forces ne area ko phir ghere me le liya..........(bigsmile)

[hilar] security forces ne kal bhi area ko gherey mein liya tha laikin 5 min baad jaa k so bhi gai thi, wo to shukar hai firing band ho gai khud he
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت



اب میں اسے کیا نام دوں ؟؟؟


ایک طرف دوسروں پر طنز ، آپ کو پسند ہے


اور دوسرا طنز کرے تو آپ کو ، برا لگتا ہے

bhai main jawab to de sakta hoon lekin phir is muamlay main amman ki bajai tashadud aa jai ga , mujhe aap ke tanz par ahtaraz nahi , tanz kis tarha kia ja raha hai us par ahtaraz hai
 

tariisb

Chief Minister (5k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

abhi tuk saboot nahin mile apke khilaf...:P

nahin bus , jinhon nay giraftar kya hay , woh tashdud karen , main mulzim houn , haan main mulzim houn , saboot rehnay den , banda hazir hay , khod [hilar]
 

Mehrushka

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

[hilar] security forces ne kal bhi area ko gherey mein liya tha laikin 5 min baad jaa k so bhi gai thi, wo to shukar hai firing band ho gai khud he

tab un security forces ki duty khatam ho gayi thi isi liye....night shift wale security forces ki zimedari thi phir:P
 

Mehrushka

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

nahin bus , jinhon nay giraftar kya hay , woh tashdud karen , main mulzim houn , haan main mulzim houn , saboot rehnay den , banda hazir hay , khod [hilar]

[hilar][hilar][hilar]................[hilar]
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

bus aik tumhari hi kami thi (bigsmile)

jang khattam karwane main apna misali kirdar paish karain mere raj kumar

[hilar][hilar][hilar] adaab adaab huzoore wala, aziz e man, janab e aali, naseeb e dushmana kaisey mizaaj hain
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

nahin bus , jinhon nay giraftar kya hay , woh tashdud karen , main mulzim houn , haan main mulzim houn , saboot rehnay den , banda hazir hay , khod [hilar]

bhai aap ko neend ki zaroorat hai
 

Mehrushka

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

ahtiyat achi cheez hai mere sarkar:)

main to hamesha ehteyat kerti hoon,na kisi ko bhadkaya hai ladai ke liye aur na khud kabhi ladai shoro ki hai,unless someone is looking for some action..:)
 

tariisb

Chief Minister (5k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

bhai main jawab to de sakta hoon lekin phir is muamlay main amman ki bajai tashadud aa jai ga , mujhe aap ke tanz par ahtaraz nahi , tanz kis tarha kia ja raha hai us par ahtaraz hai

hum sab achay mahol main baat kar rahay hain , magar aap ko bilawajah ka dar hay , meri baat , uski baat kay barabar hay , ussay "likr" kya tou mujhay bhi "like" kar dou , mard o aorat barabar hain , sohraab mian :lol:
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

tab un security forces ki duty khatam ho gayi thi isi liye....night shift wale security forces ki zimedari thi phir:P

hein?? 5 min ki duty ?? guinness book mein pakistan ka aik aur recoorrrrrrrrrrddd (clap)
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

[hilar][hilar][hilar] adaab adaab huzoore wala, aziz e man, janab e aali, naseeb e dushmana kaisey mizaaj hain

theek hoon janab , mehfil phir garam ho gayi hai (bigsmile) .. meri baaton ka in par koi asar nahi hota
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: دوسروں کو نصحیت، خود میاں فضیحت

main to hamesha ehteyat kerti hoon,na kisi ko bhadkaya hai ladai ke liye aur na khud kabhi ladai shoro ki hai,unless someone is looking for some action..:)

mera matlab woh nahi tha
 

Back
Top