Pakistan 1st
Minister (2k+ posts)



Last edited:
India mai tu usnay maazi ki baat ki thi 1947 k daur ki magar yahan pay Mustaqbil ki baat karna Cha raha hai....Waisay aik aur cheez sochnay wali hai k agar Zardari ko dunya jahan k kosnay aur jootay parhnay pay tu hosh aya nahi shayad yeh sun k hosh ajai aur Flood victims k liye Govt. aik daam kaam karna shuroo karday is daar say k Agar ab kaam nahi kiya tu is baar Hukomat hi chali jaigi...
it is very simple, no one forced him to say that, it came with his conviction.
now the reverersal needs to come out with same kind of firmness and conviction.
he just needs to come out and say in simple plain words that he made a mistake in india
not an interview with luqman or danish or a kana journalist and in ambigious words,
plain simple apology.
i am nobody but at least i promise that i will get off from your back,
this takreer and killing of innocents (maybe yours too) in karachi bothers me a lot.
It doesnt ended their as well he further said that as well that Now Pakistan and India are two reality and we should accept each other with open arms....So dont missed other parts that doesnt go with your argument quote the whole Statement not just those which you can use...BTW today he said another thing that is Pakistan mai France jaisa Inqalab anay wala hai....What isd your take on that????Yahya at least don't deny what we have all heard thousand times and if you wish I can post it here again.
He said about 1947 and he continued that agar .... tou main hindustan ki hakoomat say darkhawast karon ga keh khudara inhain apnay han panna dain... that was for future not for past.
What ever might be idea but some of his stand has proved itself correct after some time like Taliban and Danda Bardaar Shariat end up with aftermath of Swat agreement and taliban existence in Karachi also end up with the arrest of so many taliban Commanders and Mullah Barader also Ashua and Chelum blast....If he is using same kind of things then Only time will tell what is coming for this Govt. but I would say that Managing the relief work and resettlement of victims of flood would tell their future and it doesnt look good at the moment....
It doesnt ended their as well he further said that as well that Now Pakistan and India are two reality and we should accept each other with open arms....So dont missed other parts that doesnt go with your argument quote the whole Statement not just those which you can use...BTW today he said another thing that is Pakistan mai France jaisa Inqalab anay wala hai....What isd your take on that????
میرے ایک چچا (الله ان کو جنت میں جگہ دے ) ہمارے ساتھ ویک اینڈ پر تاش ( رنگ ) کھیلتے تھے وہ ہر ہاتھ پہلے ہی کہ دیتے کہ اس ہاتھ کوٹ کو گا اور دس بار میں ایک آدھ بار تو ہونا ہی ہوتا ہے اور جب ہو جاۓ تو وہ بہت شور مچاتے تھے دیکھا میں نے نہ کہا تھا کہ اب کوٹ ہو گا
بھائی یہ الطاف حسین تو سارا دِن اول فول کہتا ہی رہتا ہے اس میں سے کچھ تو ہو گا ہی اور اگر ہو جایے تو ہم نے پہلے ہی کہ دیا تھا
اس میں کوالٹی والی بات نہیں بلکہ کوانٹیٹی والی بات ہے
who cares!!!!
چار دِن پہلے دو جوان بچوں کو بھیانک اور وحشیانہ انداز سے سارے زمانے کے مرتے دیکھ کر تو مجھے انقلاب فرانس سو سال میں آتا نظر نہیں آ رہا ہم ایک بے حس قوم ہو چکے اور جب تک ہمارا اپنا کوئی عزیز نہ مرے ہم اس قومہ سے نکلنے والے نہیں
Mera dost MQm ka wajood bhi sirf aik Bushra Zaidi ki Halaqat ki wajah say Qaim huwa tha jis nay poray Karachi ki Political dynamics ko hi badal k rakh diya tha k aik zamanay mai Mazhabi Jamatoon ko support karnay walay Karachiite sirf aik Bushra Zaidi ki Halaqat ki wajah say aik Lisaani jamat ko support karna shuroo kar diya tha...yahan pay bhi aisay hi halaat ho saktay hain...Kia pata kisi ko kab kia hojai Pakistan mulk hi aisa hai k yahan AIK DAAM Tabdeeliyan atin hain....چار دِن پہلے دو جوان بچوں کو بھیانک اور وحشیانہ انداز سے سارے زمانے کے مرتے دیکھ کر تو مجھے انقلاب فرانس سو سال میں آتا نظر نہیں آ رہا ہم ایک بے حس قوم ہو چکے اور جب تک ہمارا اپنا کوئی عزیز نہ مرے ہم اس قومہ سے نکلنے والے نہیں
Oh you do,
When I come in your dreams and you run out crying Geo Aa Gaya Geo Aa Gaya, Mujhay Bachao,
Yeh Mujhay Aisay Maray Ga Jaisay Jamation Nay Altaf Hussain Ko Mara Tha.
Don't sleep tonight.
Ab Aisa hi samajhlo aur honestly mujhay bhi is Pashengoi waghaira ki baatoon pay yaqen nahi hai chahay woh koi bhi karay...Aur jahan tak sawal hai is Biyan ka tu ai sirf is mai yehi kehna Chahoonga k jis ko Mukhatib karnay k liye yeh Biyan diya hai Shayad woh yeh baat samajh giya hu...Zardari jo dunya k jootay aur Galiyan kha k bhi Hoosh mai nahi aya tha Shayad yeh sun k Hoosh mai ajai k agar Sailab Zadgaan k liye Kuch karay agar apnay liye nahi tu kam az kam apni Hukoomat bachanay k liye....Altaf Hussain nay Sailab say mutasir honay waloon ka kafi zikar kia hai apnay biyan mai aur humari Kharija Policy ko bhi Nishana banaya hai abhi Pechlay hi dinoon hamari reputation ki wajah say Humay jitni aid mili hai is pay humari Kharija Policy ki bhi nakaami hai....
Us inquilab ka kia hua jo Jamat-e-Islami saath salon (60) say la rahi hay???
Mera dost MQm ka wajood bhi sirf aik Bushra Zaidi ki Halaqat ki wajah say Qaim huwa tha jis nay poray Karachi ki Political dynamics ko hi badal k rakh diya tha k aik zamanay mai Mazhabi Jamatoon ko support karnay walay Karachiite sirf aik Bushra Zaidi ki Halaqat ki wajah say aik Lisaani jamat ko support karna shuroo kar diya tha...yahan pay bhi aisay hi halaat ho saktay hain...Kia pata kisi ko kab kia hojai Pakistan mulk hi aisa hai k yahan AIK DAAM Tabdeeliyan atin hain....
MQM politicians are not corrupt. They are controlled and held answerable big time. Bhattay k aik aik rupee ka hisab dena hota hai. Mafia hi main tou asool hotay hain meri jaan.including mqm politicians
فوج بدعنوان سیاستدانوں کے خلاف کروائی کرے
فوج یہ کام الطاف حسین سے شروع کرے
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|