Maulana Tariq Jameel Threads - Collection

Wadaich

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Maa Baap K Ansoo by Maulana Tariq Jameel

Jazakallah Khair! Moulana Sahib is one of the Ulama-e-Haq.
 

virus

Senator (1k+ posts)
Re: Maa Baap K Ansoo by Maulana Tariq Jameel

jazak allah

ALLAH KI ZAAT HAMEN AMAL KI TUFEEQ ATTA FERMAYEH

AMEEN SUM AMEEN

keep sharing bro
 

Raaz

(50k+ posts) بابائے فورم
Re: Hazrat Fatima Ra by Maulana Tariq Jameel

kash keh molana tariq Jameel could follow ,what he is saying.

Anyway thanks for telling atleast.
 

Raaz

(50k+ posts) بابائے فورم
Re: Hazrat Fatima Ra by Maulana Tariq Jameel

My question , why there was nothing to eat in HAzrat Fatima's (RA) House?

Please reply for learning not for point scoring and discussion.

Reply with respect ,We are talking about Hazrat Fatima RA, the leader of Women of Jannat .She is Our Mother's and sisters leader too (insha Allah)
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Sunnat Ki Ahmiyat BY Maulana Tariq Jameel

Yeh baat to apni jaga drust hai keh sunnat utani hi zaroori hai jitna keh ahkamaate quran magar uljhan yeh hai keh kon si baat bil waqaee sunnat hai ya nahin hai.

Is baat ko mawlana hazraat awaam ko nahin samjhate aur is waja se ummat fasaad main mubtila hai.

Dr Tariq jamil sb bhi isi uljhan ko barqaraar rakh rehe hen aur baaz auqaat mazeed badhaa rehe hen.

Is liye keh in ki pesh karda baaz rawaayaat ka drust hona bahot hi mashkook hai.

Why do molvies do that ie just attach anything to islam even the material unsuitable?

Also even if molvies do that, why do people not question things instead of start fighting with each other over personalities?
 
Last edited:

QaiserMirza

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Emotional Dua By Maulana Tariq Jameel Amercia

دعا میں غلو ، لفاظی اور غیر ضروری تمہید سے منع کیا گیا ہے
 

frenes

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Emotional Dua By Maulana Tariq Jameel Amercia

Q.Mirza sb yeh ap Duaa per Nukta cheeni ker rhy hai? ya...?
Koi ilmi ar deeni bat ker rhy hain?
if the 1st one
then for God sake kabhi tu Maslak ar khud psendi sey bahir nikal ker bat kiya kry.
Mazeed behas kise ar sey ker lejey ga. Amal ki bjay Bukhari Shareef ka hawala dey ker. Got my POINT.
دعا میں غلو ، لفاظی اور غیر ضروری تمہید سے منع کیا گیا ہے
 

Back
Top