Maulana Tariq Jameel Threads - Collection

saifsaif

Minister (2k+ posts)
Re: [ENG] Where are you going? Maulana Tariq Jameel [EMOTIONAL]

What a man.
Dr Tariq Jamil please, give some lectures to PIGS politicions (although it would be in vain(he went to nine zero MQM but it did not make any difference)
 
Re: Sahabah asked him for dua ~ MUST WATCH

The Forgotten Mother - Must Watch

[video]https://plus.google.com/u/0/115758251954491656973/posts/8jH3RbUwSvk[/video]​
 

PAKISTAN12

Banned
must listen. U will be changed Inshallah ( MAULANA TARIQ JAMEEL )

[TUNEDOTPK]10460[/TUNEDOTPK]

....
 
Last edited by a moderator:

sayjimy

Councller (250+ posts)
Re: must listen. U will be changed Inshallah ( MAULANA TARIQ JAMEEL )

[video]http://tune.pk/video/10460/must-listen-U-will-be-changed-Inshallah-MAULANA-TARIQ-JAMEEL-[/video]
must-listen-U-will-be-changed-Inshallah-MAULANA-TARIQ-JAMEEL-
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Maulana Tariq Jameel (latest) FAST University Lahore 28 Nov 2012 زوال کے اسباب

is ummat ke ustad bhi inhi badamlyun main doobe hue hen aur shagird bhi.

ummat ke molavi bebunyaad kisse kahanyun ko deen banaa kar pesh karte hen aur asal deen ka kisi ko kuchh bhi ilm nahin.

log quran se deen samajhne ke bajaaye apna waqt quran ko bila samjhe padne main guzaarte hen. kisi ko kuchh ehsaas hi nahin keh is kitaab ko us maqsad ke liye istemaal kiya jaaye jis ke liye woh di gayee thi.

zahir hai jab log ilm haasil karne main dilchasbi nahin len ge to ghalba jahaalat ka hi ho ga ke isi haalat main insaan ko peda kiya jaata hai aur ilm ka haasil karna khud insaan ki apni zimmadaari thehrayee gayee hai.

log ilm haasil karne ke maqsad ka ehsaas nahin karte woh ilm haasil karne ko hi maqsad samajh lete hen. quran ki roshni main ilm haasil karne se maqsad aik achha insaani maashra qaaim karna hai ta keh insaan insaaniyat ke maqaam par faaiz ho sake.

jab tak insaan insaaniyat ke maqaam tak pohnchne ki nahin sochta woh koshish bhi nahin kare ga aur yun apni zindagi idhar udhar bhatak kar guzaar de ga.

zulm na karne, jhoot na bolne aur deegar ghalat kaamu se rukne se maqsad sirf aur sirf achhe maashre ki takmeel hai. jis main insaaniyat ho aur jis main insaaniyat ki qadar ki jaaye.
 

bhaibarood

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Maulana Tariq Jameel (latest) FAST University Lahore 28 Nov 2012 زوال کے اسباب

thanks for sharing! after listening to it i am all teary !
 

khidr

MPA (400+ posts)
Re: Maulana Tariq Jameel (latest) FAST University Lahore 28 Nov 2012 زوال کے اسباب

Maulana Tariq Jameel's coloring of his beard reminds me of one incident of Imam Bukhari (Rahimahullah). Imam Bukhari used to travel miles together on long journeys to meet narrators of Hadith. He would check the credibility of every narrator. He once took a very long trip to meet a man who memorized just one Hadith. When he arrived at the city, he found the man was standing in front of his stable waving to his horse with hand gestures like he's holding food in his hand, in able to lure the horse to come (basically to trick the horse). When the horse came near, the man would then get hold of the horse. When Imam Bukhari saw that he asked the man "is there really something in your hand?" the man answered "no!" With no further words Imam Bukhari would turn back and leave the place. The man would then run after him and ask "where you going to Imam?" The Imam answered "home!" The man asked "and what about the Hadith?" Imam Al Bukhari said "I cannot trust a person who would lie to his animal. If a person can deceive an animal with such acts then he surely cannot be reliable or trusted.."
 

paki-muslim

Minister (2k+ posts)
Re: Maulana Tariq Jameel (latest) FAST University Lahore 28 Nov 2012 زوال کے اسباب

is ummat ke ustad bhi inhi badamlyun main doobe hue hen aur shagird bhi.

ummat ke molavi bebunyaad kisse kahanyun ko deen banaa kar pesh karte hen aur asal deen ka kisi ko kuchh bhi ilm nahin.

log quran se deen samajhne ke bajaaye apna waqt quran ko bila samjhe padne main guzaarte hen. kisi ko kuchh ehsaas hi nahin keh is kitaab ko us maqsad ke liye istemaal kiya jaaye jis ke liye woh di gayee thi.

zahir hai jab log ilm haasil karne main dilchasbi nahin len ge to ghalba jahaalat ka hi ho ga ke isi haalat main insaan ko peda kiya jaata hai aur ilm ka haasil karna khud insaan ki apni zimmadaari thehrayee gayee hai.

log ilm haasil karne ke maqsad ka ehsaas nahin karte woh ilm haasil karne ko hi maqsad samajh lete hen. quran ki roshni main ilm haasil karne se maqsad aik achha insaani maashra qaaim karna hai ta keh insaan insaaniyat ke maqaam par faaiz ho sake.

jab tak insaan insaaniyat ke maqaam tak pohnchne ki nahin sochta woh koshish bhi nahin kare ga aur yun apni zindagi idhar udhar bhatak kar guzaar de ga.

zulm na karne, jhoot na bolne aur deegar ghalat kaamu se rukne se maqsad sirf aur sirf achhe maashre ki takmeel hai. jis main insaaniyat ho aur jis main insaaniyat ki qadar ki jaaye.



Aap k ghamdi aur pervezi fitnay ney tu poora Islam hi change kar diya ,phehley us ki fikar karo phir akar doosro ko bolna.

ye dekho aap k ghamdi ftnay k akaid :

He rejects

1. Any form of Had (Prescribed Punishment),
2. Hadith to be direct
3. Nazool Eesa Alahi Salam and his Life (like Qadiyanis)
4. Had for an Apostate (Murtad)
5. Claims the 7 recitations of quran to be wrong (he is a close ally and aide of Daniel Pipes and Robert Spencer)
6. Music and Dancing of all sorts is permissible
7. Jihad against oppression is the only jihad allowed
8. The Shahadat of a man and woman are equal
9. There is no concept of Purdah (Hijab / Veil) in Islam,

Aur ghamdi fitna ney sood dena tu halal hi keh diya.kitna bara aur sakht gunah hai Sood dena aur lena likin ghamdi fitna ney qadianio ki tarah Islam ko change karney main koi kasar nahi chori.
 

khidr

MPA (400+ posts)
People's don't lead. Leaders leads and people follow. Allah sent Prophet Ibrahim to King Namrood, Prophet Musa to Firaun and Prophet Muhammad (pbuh) to the clan leaders of the powerful Quraysh tribe with His message. The power structure is always based on top-down hierarchical. If you fix the system from top, the bottom follows. But these self-appointed so called "Spokespersons of Islam" like Tariq Jameel will never criticize our government, leaders and the system but always blame people. They always preach "It's all your fault! It's people's fault!" Misguiding the uninformed masses.
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Maulana Tariq Jameel (latest) FAST University Lahore 28 Nov 2012 زوال کے اسباب

Aap k ghamdi aur pervezi fitnay ney tu poora Islam hi change kar diya ,phehley us ki fikar karo phir akar doosro ko bolna.

ye dekho aap k ghamdi ftnay k akaid :

He rejects

1. Any form of Had (Prescribed Punishment),
2. Hadith to be direct
3. Nazool Eesa Alahi Salam and his Life (like Qadiyanis)
4. Had for an Apostate (Murtad)
5. Claims the 7 recitations of quran to be wrong (he is a close ally and aide of Daniel Pipes and Robert Spencer)
6. Music and Dancing of all sorts is permissible
7. Jihad against oppression is the only jihad allowed
8. The Shahadat of a man and woman are equal
9. There is no concept of Purdah (Hijab / Veil) in Islam,

Aur ghamdi fitna ney sood dena tu halal hi keh diya.kitna bara aur sakht gunah hai Sood dena aur lena likin ghamdi fitna ney qadianio ki tarah Islam ko change karney main koi kasar nahi chori.


Islam ko deen se mazhab main mullah ne badla sir syed, farahi, iqbal, parwez, ghamdi ya maine nahin. baadshahun ne islam ko badla apne maqaasid ke liye aur is kaam ke liye mullah ka geroh peda kiya jis ne bahot si behuda baten jin ka islam se kuchh bhi taluq nahin islam main daakhil kar ke logoon ko un kaamu se door kar diya jo islam ke maqsad ko poora karte the.

sir syed jaise logoon ne to az sare no islam ki asal taleemaat ko apni samajh ke mutaabiq phir se dhoond kar ummat ko bataane ki koshish ki. aaj bhi asal islam ki taleem se log bahot hi door hen kyunkeh sab ne yahee samjha hua hai islam mehz aik pooja paat par mabni rawaaiti mazhab hai.

aap ke molvi to tawheed shirk, sunnato bidaat, taqleedo ghair muqalidiyat ki behsun main apna waqt zaaya kar rehe hen bajaaye quran ko haqaaiq ki roshni main samjhne ke.

aap ke paas agar waqt ho to meri posts ko ghor se paden phir aakar btaaye ga aap kahan tak apne aqaaid main drust jaga par khade ho. jab aap ko apne maqaam ki sadaaqat ka saboot mil jaaye to phir aap doosrun ko ghalat kehne par haq bajaanib hun ge warna aap ki baatun main kuchh dam nahin magar aap ko kaise maloom ho yeh baat jab tak aap ke paas un batun ka saheeh tareeqe se ilm na ho.

Allah taala ham sab ko aqlo fikar se kaam lene ki taaqat aata kare.
 

Back
Top