Graphical recreation of the Prophet's ﷺ Masjid and house (of Aisha [r])

Dr Adam

President (40k+ posts)

Thank you Khalid for sharing, and that is from the heart.


مسجد نبوی ﷺ کے موجودہ ہال میں جتنے بھی سفید ستون (پلرز یا کالمز ) ہیں وہ دراصل حضور سرور کائنات ﷺ کے دور میں مسجد کے احاطے میں جتنے بھی کھجور کے درخت تھے وہ کافی صدیاں پہلے مسجد کی توسیع کے وقت کاٹنے کی بجائے ان پر سفید سمینٹ کا ملمع چڑھا دیا گیا تھا تاکہ تاقیامت ان درختوں کی حرمت قائم رہے . اگر میری بات میں کوئی ذرا سا ابہام بھی ہو تو الله پاک سے معافی کا طلبگار ہوں لیکن روایت میں یہی سنا ہے کہ کچھ درخت آپ ﷺ کے دست مبارک سے بوۓ گۓ تھے اور شاید چند ایک حضرت عثمان غنی رضی الله تعالیٰ عنہ کے ہاتھ سے (کوئی صاحب علم بھائی تصحیح کرنا چاہیں تو کر دیں مہربانی ہو گی) اس تصویر میں بھی کچھ ستون آدھے آدھے سفید نظر آ رہے ہیں میرا اشارہ انہی کی طرف ہے
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
behtar tha tareekhi cheezun ko chheda hi na jaata balkeh un ki hifaazat ki jaati taa keh un ki tareekhi hesiyat qaaim rehti. jaga ki kami to thi nahin is liye asal masjad ke saath ya us ke oopar aik nai imaarat tayaar ker li jaati agar kerni hi thi. ab jo masjid hai woh masjade nabvi to nahin hai magar woh ussi jaga per qaaim ki gayee hai aik nay andaaz se.

tareekhi maqamaat ko khatam ker ke un ki jaga nai tameeren khadi kerna koi achhi baat nahin hai. isse un cheezun ki tareekh ehmiyat khatam ho jaati hai. shayad mazhabi janooni yahee kerna chahte the tareekhi maqamaat ke saath taa keh un ke nishanaat khatam ho jaayen. asal deene islam ko mazhab se badal dena bhi issi taraf ishaara kerta hai. sochne ki baat hai agar in maqamaat ki kuchh ehmiyat nahin thi to phir ye videos banaane ki kia zaroorat thi?

asal deene islam main bunyaadi ehmiyat is mission ki hai jis ko deene islam kehte hen. baaqi sab cheezun ki ehmiyat bhi issi wajah se hai keh woh asal deene islam se related ya mansoob hen.
 
Last edited:

Back
Top