haan ji tab maryam ke pass aohda tha
woh youth fund jo arbon ka tha , maryam nawaz us ki Head thi , aur ussi youth fund ka naam le le kar Imran khan dharne main maryam nawaz par attack karta tha , aur phir unhi dharne k dinon main maryam nawaz ko us fund se hata diya gaya tha , aur jab maryam nawaz ko hataya gaya to PTI walon ne Jashn manaya tha aur kaha tha k yeh sab kabhi na hota agar imran khan na hota
to ab Imran khan se bhi yeh poochna chahiye k jo policy maryam nawaz k liye hai wohi policy Reham Khan k liye bhi honi chahiyee