hahaha
jinab apko abb tak yehi nahi pata k Balochistan main rehnay walay Hazara Russia K Afghanistan
pay attack k waqt wahan say ayy thay ???
baqi hum es waqeyh k or es jaysay tamam waqiyat ki muzammat kartay hain...
amm awam ka qatal kise tarha jaez nahi sumhajtay hum warna karachi main hummay
apny etnay janazay roz na outhanay parhtay at a time hum badla pura karsaktay hain :alhamd:
qatal-o-qital app k rehnumao nay shoro kia tha abb almi taqatayin specialy iran ap logo
ko toilet tissue paper ki tarha use karraha hai....
Simple sa haal hai chief justice Syed sajjad ali shah nay jo somoto action leya tha
shia sunni maslay pay or shia rehnuma dalaeil na day sakay or wahan say bhag gay
or phir qatal-o-gharat k zareyh case dabwa dea osko REOPEN karwa lo or mohazzib tareeqay say
baat karo ... ya parliment main main ajao sadko pay yeh tamasha tumharay apny leyh nuqsan da hain..
aman chaeyh tu wo rahayin ikhteyar karo na jin say haqeeqi aman ayy kabhi apny logo ko martay ho kabhi
musalmano ko nishana banatay ho phir R... Rona Gatay ho aysay tu maslay hal nahi hongay ...
tum buhath hii buzdil hoo jawab bhi detey merey quote ka magar dar dar key kaheen main parh naah loon , tum ko yeh bhi naheen pata yeh hazara qabail pakistan banney sai pehley yahan aaey they haan yeh ho sakta hai jaisey doosrey Afghani 1979 key baad aaey hain in key saath yeh aur bhi hoon per wat ur trying to proof is totaly ghoota propogenda iss forum per loog sab pakistani hain merey liey bloodshed kaheen bhii hoo woh jaiz naheen mazeed tum sai behas naheen kion key tum bilkul pedal hoo pehley sawari kerloo.