Pakistan1992
Chief Minister (5k+ posts)
MQM pori zindagi karachi ma chikkti rhe jaegi... aur panjaab ma inhe aik vote bhi nahi milayga kabhi.. aur srif karachi ma hukumat jama kar mqm ko kuch nahi milne wala
aur karoo bandook ki siyasat ab pata lag raha hai k thori dair k iktadaar k mazay se baad ma kiya din dhekna partay hen.. ab awaam galiyan day rahi hai k hukumat ma nahi bhetna aur hukumat walay jo karainge wo shena paray ga...beta aisa phansay haina MQM walay na ugal saktay hen na nigal sakte hen....
usooloo par siyasat ki hoti to ya din na dhekna parte... ab roti rahoo pori zindagi karachi k bahir koi aik vote dayne ko tayyar nahi hai... aur iss e tarha loog marte rahenge aur logoo k khoon par siyasat karte rahoo.hehehehehehehehe
maza aega ab jab farooq sattar karachi ki jail ma aur altaf hussain london ki jail ma hoga.hehehehehehee
ALLAH na kare in ko Punjab mein mile.disgisting