Mard e Momin,,,, Mard e Haq,,,,, Zia ul Haq Zia Ul Haq...
Allah Shaheed Zia Ul Haq k derjaat buland karey,, Ameen
Zia Ul Haq wo leader they, jo america, india ke aankho main aankhein daal ker baat kertey they,,, poori arab countries main Zia Ul Haq ke baat maani jati thi,, her arab country zia ul haq k saath thi, Zia Ul Haq ke policies ko tasleem kerti thi, aur jesa zia ul haq kehta ya chahta tha arab countries uss k barabar khara hoti thi...
aur aaj k leaders gardan jhukaey in he arab countries ke dectations lete hein,, america to maai baap hai in ka,
afsos k aik Musharaf hai jo ****** ke zindagi guzaar raha hai, aur aik Zia Ul Haq Shaheed tha, jiss k janazay per laakho log shareek they aur afsurda they,,
jis ne pakistan ka naam poori duniya main roshnaas kerwaya,,, mihngai na honay k barabar thi, load shedding kya hoti hai hamein maloom he na tha, 2000 rupees kamanay wala bhe month k aakhir main 600 se 700 rupees save ker leta tha,,,
magar afsos k yehi log jo aaj hazaro rupees aik month main kamatay hein, phir bhe aik pesa save nahi ker patay, wo Zia Ul Haq ko bura bhala kehtey hein,,, jo 12 ghantay andhairo main guzartay hein, jin k gher main choolha nahi jalta, jin k afraad bay rozgaar gein ya dehshat gardi ka shikaar hein wo bhe aaj Zia ko bhool gay hein,,
aur in chor corrupt, zalim, wadairo, chodrioo, sirdaro, khano, qatilo ko vote daltay hein,,, ye qoum apna past bhool jati hai,, tareekh ko samnay nahi rekhti,,
main ye nahi kehta k Zia Ul Haq ne galtiya nahi ke ho ge,, ke ho ge, bohat c ke ho ge,, magar main sirf aik baat janta hoo, k pakistani gareeb awaam khush haal thi, bus,,,