قیدی صدر بن جاتا ہے، وردی والا؟ وقت بتائے گا — حامد میر

Fatymanoor

Super Moderator
Staff member
قیدی ملک کا صدر بھی بن جاتا ہے، وزیراعظم بھی بن جاتا ہے اور فیڈرل منسٹر بھی۔ لیکن وردی والے کا جو انجام ہوتا ہے، اس پر میں زیادہ کچھ نہیں کہوں گا، بس اتنا کہوں گا، وقت بدلتے
دیر نہیں لگتی۔ حامد میر

https://twitter.com/x/status/1937943965317403109
 
Tahir M

Councller (250+ posts)
Pakistan mein 78 saal se waqt nahi badla, Quaid-eAzam ko mara, Fatima Jinnah ko qatal kia, Bhutto ko adalto kay zariey qatal kia, Benazir ko qatal karwaya. sirf wahi bacha jis ne in ki ghulami qabool ki.
Shahbaz sharif ne ghulami qabool ki, aaj PM hay
Zardari ne ghulami qabool ki, aaj president hay.
Ager awaam chahey to ye silsala ruk sakta hay lakin awaam ki aqal khatam ho chuki hay, 170 pe petrol tha to awaam bhi shor kar rahi thi or media bhi din raat bhonk raha tha, ab 260 pe hay lakin kahein koi awaaz nahi, pata hay danda dia jay ga. Media ka na bolna to samjh aata hay lakin awaam bhi khamosh ho gai. Aik, aik kar kay mar rahey hain or boltey bhi nahi.
jo kuch awaam ne Bangladesh or Sri Lanka mein kia hay wahi kuch Pakistan mein karna hoga, tamam ghadaro ko apne hath se phansi dena hogi, phir kahein ye mulk sedha hoga
 
Back
Top