Sohraab
Re: پیار کبھی نہیں مرتا ہے
@ Admin
yeh dono Jhootay hain aur Pakkay jhootay hain , main ne sirf aik baar malala ko gaali nikali , is ke ilawa kisi ki maa behen ko gaali nahi nikali main ne
Yeh thread bhi kab de track hua , admin dekh sakti hai to dekh le , main jis had tak Sabar ka muzahira kar sakta tha main ne kar liya , mujhe admin ne kaha Personal attack mat karo , Kash ke Admin ko ab nazar aa jata ke yahan kaun se khail yeh kuch members khail Rahe hain