Zulfiqar Ali Bhutto Fiery Speech at the UN Security Council About Kashmir Issue

FaisalKh

Chief Minister (5k+ posts)

agar ap deny nahi kar rahy tu phr us ki achiyan dheken aur us ki tareef karen k itnay short tym men wo shaks kia kia kar gaya.. jab k khenay ko tu zardari ney b 5 sal poray kiye hen. awam ko kia mila ? koi project jo k agay wali naslon ko faida dy.. nothing.

Men ney yeh nahi kaha k Army sirf punjabion ki hai.. But Majority jo faislay karti thi us tym wo punjab sy he thi.. GHQ ka name tu suna he hoga. Army chief k pas kuch b powers nahi hoti. us ko apnay har issue ko deal karnay k liye GHQ sy manzori leni hoti hai... yeh mentality thi us tym..

I hope k Balochistan Tarqi karay aur us k halat Bhetar hon.. mujey tu khusi hoge.. lakin ap jab tak establishment ko control nahi karen gey wahan kuch b nahi ho sakta... aur Establisment means Army , ISI , FC , Police , Bureaucracy sab atay hen iss men. Jab inn ko control kar len gey sab kuch theek hona shuru ho jaye gaa... InshAllah.. :)

PTI ka future bht bright hai.. aur Karachi men beshak dhandli hoe hai . lakin jeetnay wali PTI ki situation thi b nahi. Meri khud Assisment thi k maximum 60 seats ley paye gee.. Iss sy zaida impossible tha.

PTI k Sab MNA , MPA ney sara Compaign Tabdeli Razakar par chor di thi. Jo k Sab sy bara negative point tha . Last day of election par koi tanzeem he nahi thi , koi Poling agents he nahi thy jo guide karen. tu mujhy batayen kesay Election sweep ho jata.. phela election tha.. Next Election men yeh chezian cover up ho jayen gee.. tu Result bht acha hoga.... InshaAllah

Bhai jan aaj se 30 35 saal baad shayed kisi forum per log zardari nawaz sharif ke baare main yahi behes kar rahe hon ke unki achaaiyan dekhen jese ke metro bus service benazir income support program waghera aur dosra unke corruption aur ziaadtion ko highlight karegaa aur ye silsila in corrupt logon ke sath hi khatam hogaa...

aap corruption khatam karo corrupt politicians ka ahtesaab karo phir establishment ka sariya apne aap nikal jaayega is ke ilaawa aur koe solution nahi...

awami leader ko select karo jis ka character saaf ho koe usay blackmail na kare phir dekhte hain kaun uske khilaf baghawat karta hai. Yahan 30 35 saal se lutairay hi hukumat mai hain zara see oonch neech karain to national international sab blackmail karaingay
 
Khuram Shehzad Jafri

Minister (2k+ posts)

AWami Leader IK ko select kia na.. result kia niklaaa ?? bht c jaga jahan par PTI ka strong candidate tha wahan b har gayee... Role to tha na phr agencies and establishment ka ??

Bhai wo dor guzar gaya ab.... Ab Achaian metro bus wagera nahi , Ab achai ground par logon ki zindagi ko assan bannaay par gini jayen gee. Ab log bary bary project par nahi bhiken gey. Future bht bright hai inShAllah... Ek chotay sy chotay area men b Imran khan ka bht voter hai aur Increase ho raha hai...
Imran abe b agar roads par nikal ayee tu yeh hakomat ko ghar bhej sakta hai... itna junooni following hai.. Lets hope 4 the best. Do wht is due on u 4 betterment of pakistan
:)
 
scholar

Chief Minister (5k+ posts)
first 2 years he have Islamic conference and after 2 years they Hang him............I always remember that time I am small boy and one morning we get news that Bhutto will hang. I saw every body shock but no one come out and protest . I never saw any big DARNA that time or any attempt to safe him. even death day no one come out and this time these zardari kind of bast..........rd using his name and making peoples fool........
 
Last edited:

tz00007

Minister (2k+ posts)
bhutto ne konsa pakistan ka interest dekha???????

bangalio ko alag karaney me bara haat tha... ye pakistan ka interest tha??

he only served personal interest and wanted to become a king of pakistan... all he did was for power...

and go and check the GDP and growth rate during bhutto's era.. ur eyes will open...lol

Koun keh raha hai Govt do ??

Post ko gor sy parhooooo merey bhai... men sirf itna keh raha hon k aisa leader chaye jo pakistan ka interest dhekay...
 
Khuram Shehzad Jafri

Minister (2k+ posts)
bhutto ne konsa pakistan ka interest dekha???????

bangalio ko alag karaney me bara haat tha... ye pakistan ka interest tha??

he only served personal interest and wanted to become a king of pakistan... all he did was for power...

and go and check the GDP and growth rate during bhutto's era.. ur eyes will open...lol

Nuclear Power na hoti tu aj kahan bhety hoty.. yeh Bhutto he tha jis ney Dr.AQ khan aur Pakistan atomic energy commision ko full support di aur pori duniya sy lar gaya... Islamic conference - Shaha Abdullah ( Saudia Arab wala ) ap k mulk men anay ko teyar nahi.. yeh bhutto tha jis ney 60 Muslim mulkon ko ek table par akta kar dia aur duniya sy kaha k har islamic mulk ki izat karen. yeh bhutto he tha jis k khenay par Saudia ney America ko Oil ki supply ban kar di thi.. 1976 men.
, nationlization of industry aur profitable bhi thi us tym. 1985 tak PIA ney training ki Emirates ki. We were best in Asia at that tym.

Bangalion wala mana kch galati hoge.. lakin sirf iss ki galti nahi thi.. Establishment ka jo rawiya tha un k sath aur jo ab balochistan men hai... result same he niklay ga agar Past sy sabaq na seekha tu... iss men koi bhutto , Nawaz sharif kch nahi kar sakta.. phelay establishment ko lagam deni paray gee..
 
tz00007

Minister (2k+ posts)
acha tu bangladesh ka ilzam aap establishment k sir thop rahe hein.... agar mey aapko bataun k nuclear power mey bhi main haat establishment ka tha tu aap maaneinge????

or sab maantey hein k nuclear power pe kaam sab se zyaada zia ul haq ne bhi kia....lekin zia ul haq ko gaalian parti hein... so i think nuclear power waley kaam ka credit aik bandey ko nahi jaata..

2ndly aap ko kisne kaha k saudi arabia king aaney ko tayar nahi??/ do u even know how was the reputation of pakistan in 1960s? it was considered to be future economic power.. os time saudi bhookey nangey thay... or islamic conference ka faida kya hua?? kisi ne izzat ki???

or aap ne theek kaha k supply band kardi... os ka nateeja kya nikla??????? oska nateeja ye nikla k US ne realize karlia k in pe aetebaar nahi kia ja sakta....or US ne apni policy aur bhi aggressive karli or arab and oil rich countries pe apni girifth aur bhi tight kar li....ab majaal hay kisi ki oil band karney ki????/

aap ko pata hay bhutto ne apni zameen ko nationalize nahi kia ur baaqi sab k zameeno ko kia???// apni zameeno me 7 train station....or dosro ko kangaal kar dia

Nuclear Shuru kis ney kia tha ??? kis ney UN men Speech karty hoye kaha k Hamara haq hai yeh aur ham banayen gey.. Jis par USA k president ney kaha k iss ka anjam bht bura hoga...

Aur Bhutto ney public jalsay kiye pakistan k andar aur logon sy poocha k Kia ghas kha loo gey... Tu sab ney kia jawab dia kabhi wo speeches sunhen ap....

2nd Zia ul Haq ka role zror hoga.. wo Zahir c bat hai hona b chayee...

and Saudia k king ko us key nephew sy qatal karwana aur Zulfiqar Ali bhutto ko ek jhotay moqdmay men Phansi ki saza dena yeh sab ek saizh ka hisa tha.... HAqiqat yeh hai k yeh America ko ankhen dheknay ki saza thi.... Afsos yeh hai k iss ko implent karnay men hamaru Establishment involve thee..

Ap apna Knowledge increase karen bro... Industry nationalize hoe thi... Koi Zameen nationalise nahi hoe te.. Check again :)
 
tz00007

Minister (2k+ posts)
mere bhai bhutto was a good leader...but not as good as he is being portrayed...

bhutto is famous for inciting the jazbaat of our nation.. he knew wat to say..even being liberal himself..he accepted to declare qadiyanis as non muslim...it gained him reputation...similarly he used those fiery speeches to gain reputation...

nuclear power pe kaam establishment ne he start karwaya..mainly ISI and army.. bhutto approved it and went ahead..n am not saying he doznt get credit..i respect him for that...

saudi king k qatal kisne karaway, is pe meri research nahi....

lekin bhutto ko qatal ko aap bahir ki saazish nahi keh sakte...after 77 election, which was full of rigging coz bhutto wanted 2/3 rd majority..ppl rose up... ppl were on street against him...and situation became worst n army took over...

and industry nationalize ki thi... abt lands i mean land reforms.... our family lands in KPK were divided too.... many land owners lost their land.. plz aap is k baarey mey parhein aap ko pata lag jayega... but he never did land reforms of his own lands which are countless acres...

bhutto wanted to empower poor..n go against feudals...but bhuttos own party was full of feudals.. which made a stamp on PPP as being feudal while pmln as industrialists.. aam aadmi bahir he raha...

and being educated ...we should look at the economic and social situation of that time.... our GDP and growth rate were very very low.. zia era growth rate was 10 times better than bhutto.. i hate zia...but thats the reality...

plus he never did any social reforms..he never let go of power..he never brought democracy to his own party and made it a family limited party and handed it to benazir.. he was a good leader.. but not as much as being portrayed...n this thing is coz he was unfairly murdered...which gave him popularity after his death...n this was the cause that ppp had 3 chances and every time they did nothing...

Back
Top