Don302
Minister (2k+ posts)
Salam to all. Mein ne dekha hai k is website par kaafi parhy likhy aur tajarba kaar log hain. to socha un se mashwra le lon business k baary main. kaafi arsy se soch rha hun k kon business start karun lekin decide nhy ho rha. Mujy pehly ka tajarba to nhy hai koi karobar ka q k kabhi kya hi nhy. bus plaazon k rent pe guzaara chal rha hai lekin ab socha hai k koi acha sa karobar karna chaiye
mera 1 dost London se software ki ksi company mein 5 saal kam kar k aya hai to us ne mashwra dya hai k 1 software company bana lo pindi mein, mein saath kam karun to profit divide kar len gy. ab mujy to software k baary mein ziyada pata nhy hai, aap logon ko agar pata hai to is baary mein btaaen k ye kam theak hai mere lye ya koi aur kam start karun? 1 cror k qareeb investment karna chahta hun. aur isk elawa agar koi aur karobar behtar hai to wo b btaaen. I am waiting.

Last edited by a moderator: