Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Musharraf's Name from ECL

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

nawaz shareef ki kisi bhi be imani aur be asooli se mujhe Inkar nahi , main sirf itna keh raha hoon k yeh Fauj ki mudakhlat Civil muamlaat main nahi manta , Mujhe Nawaz ki Aqraba Parwari se bhi inkar nahi

یہ مداخلت تبھی ختم ہو گی جب یہ بے اصولی اور بے ایمانی ختم ہو گی عزیزم

ویسے ایک بات ذہن میں آئی ، پچھلے الیکشن میں پی پی پی کو ووٹ دیا تھا آپ نے ؟؟
 
jason

Chief Minister (5k+ posts)

tu zid say foj ku baaz tu nahin rakha ja sakta jamhoori qadroon ku frogh denay kay baad hi koi is qabil hosakta hay kay foj ku apni jagah rakhay.
 
rtabasum2

For democracy the first and the foremost point is
Free and fair election.I don't see any commitment by Nawaz shareef or his followers on this behalf.:(
That is the crux of the matter especially local council election in Punjab, all this hue n cry is for holding free and fair election in local council election which will pave the way for a popular party to come in power at grassroot level. PTI went into hyper mode when election commision did not commit itself of holding biometric election in KPK. Once local election r held on biometric system in KPK everybody has to follow suit which is not a bright prospect for status quo
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

تو عزیز من یہ ثابت ہوا کہ نواز شریف ڈکٹیٹرشپ کے نہیں مشرف کے خلاف ہے

nahi yeh sabit nahi hua

aap cheezon ko ooper ooper se dekh rahe hain tab hi aisi baat kar rahe hain

muamlaat , tareekh , insani kirdar , Siasat par Deep Nazar daal kar dekhain to aap ko Picture Clear nazar aa jai gi
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

tu zid say foj ku baaz tu nahin rakha ja sakta jamhoori qadroon ku frogh denay kay baad hi koi is qabil hosakta hay kay foj ku apni jagah rakhay.

bhai ji jamhoori qadron ko koi faroogh de bhi de to kia yeh fauj baaz aa jai gi , mere khayal se to nahi , aur agar koi civil leader jamhoori qadron ko faroogh nahi bhi deta tab bhi fauj ka koi kaam nahi k woh us ko aankhen dikhain yah hakumat ke muamlaat main apna moon maare
 
jason

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

That is the crux of the matter especially local council election in Punjab, all this hue n cry is for holding free and fair election in local council election which will pave the way for a popular party to come in power at grassroot level. PTI went into hyper mode when election commision did not commit itself of holding biometric election in KPK. Once local election r held on biometric system in KPK everybody has to follow suit which is not a bright prospect for status quo
oh pakistanis can find any short cut be it bio matric or any other thing never underestimate there talent.(bigsmile)
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

یہ مداخلت تبھی ختم ہو گی جب یہ بے اصولی اور بے ایمانی ختم ہو گی عزیزم

ویسے ایک بات ذہن میں آئی ، پچھلے الیکشن میں پی پی پی کو ووٹ دیا تھا آپ نے ؟؟

main ne kabhi PPP ko vote nahi diya , pehle din se PTI ka supporter hoon
 
rtabasum2

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

aap ki baat 100 % theek hai lekin sirf yehi baat nahi , main ne jitni bhi History ka mutaliha kia hai Pakistan ke maujooda 95 % problems ka responsible main fauj ko samajhta hoon
Bhai Fauj bhi hamari society ka hissa hai, app koi aik institute batta dou jiss may corruption na ho Pakistan may tou main behas chor doon gi
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

Yeh bhi Musharraf kay khilaf iss lyay hai kay iss ka shak hai Shaheed Rani ka kattal yeh hai:lol:

to yeh shak kaun sa ghalat hai , zardari bhi aik jhoota ilzam yeh bhi hai k us ne murtaza ka qatal kia , meri siasi baseerat kehti hai k murtaza ki qatil bhi ghair jamhoori quwatain hain
 
jason

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

bhai ji jamhoori qadron ko koi faroogh de bhi de to kia yeh fauj baaz aa jai gi , mere khayal se to nahi , aur agar koi civil leader jamhoori qadron ko faroogh nahi bhi deta tab bhi fauj ka koi kaam nahi k woh us ko aankhen dikhain yah hakumat ke muamlaat main apna moon maare
Ghair jamhori quwaton ku apni jagah rakhnay kay liay zaroori hay
awam ka hakoomat say mutmain hona
aur awam ka us hakoomat kay peechay huna.
agar aisi soorathaal hui tu foj so bar sochay gi.

bhutto ka zamana gia.
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

Bhai Fauj bhi hamari society ka hissa hai, app koi aik institute batta dou jiss may corruption na ho Pakistan may tou main behas chor doon gi

main corruption ki to baat hi nahi kar raha

Pakistan ka satya nass Corruption ki wajha se to nahi hua

Pakistan ka satya nass baar baar k martial law ki wajha se hua
 
rtabasum2

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

oh pakistanis can find any short cut be it bio matric or any other thing never underestimate there talent.(bigsmile)

Nope mate change has already began, things r going to change, simple reason the power to be knows Pakistan cannot run like this. All this is to educate people about their rights
 
rtabasum2

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

main corruption ki to baat hi nahi kar raha

Pakistan ka satya nass Corruption ki wajha se to nahi hua

Pakistan ka satya nass baar baar k martial law ki wajha se hua

Pakistan ka satya nass corruption say huwa iss main saab hissa dar hain, awam fauj aur politician, aik institute per zimadari dalna nainsaafi hai
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

Ghair jamhori quwaton ku apni jagah rakhnay kay liay zaroori hay
awam ka hakoomat say mutmain hona
aur awam ka us hakoomat kay peechay huna.
agar aisi soorathaal hui tu foj so bar sochay gi.

bhutto ka zamana gia.

aap k kia khayal hai fauj jab bhi aai hai awaam k liye aai hai ????

awaam k liye aai hoti to awaam k liye kuch kia bhi hota , yeh to jab bhi aai hai ulta mazeed satya nass kia hai aur satya naas kar k hi gayi hai

yeh jab bhi aai hai apne baironi aaqaon ki marzi aur aashirwad se aai hai aur unhi ki chattar chaaya main 11 , 11 saal hakumat karti rahe hai
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

Pakistan ka satya nass corruption say huwa iss main saab hissa dar hain, awam fauj aur politician, aik institute per zimadari dalna nainsaafi hai

mohtarma corruption se mulk ko nuqsan pohuncha , mulk ka satya naas nahi hua

satya nass ke awamil dosre hain , jin par phir kabhi time hua to baat karon ga
 
rtabasum2

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

to yeh shak kaun sa ghalat hai , zardari bhi aik jhoota ilzam yeh bhi hai k us ne murtaza ka qatal kia , meri siasi baseerat kehti hai k murtaza ki qatil bhi ghair jamhoori quwatain hain

Bhai IB nay Kerwaya tha, kissi sianay banday say pooch laina nahi tou Fatima Bhutto ki baat maan lou
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

Ghair jamhori quwaton ku apni jagah rakhnay kay liay zaroori hay
awam ka hakoomat say mutmain hona
aur awam ka us hakoomat kay peechay huna.
agar aisi soorathaal hui tu foj so bar sochay gi.

bhutto ka zamana gia.

Pehli baat to aisi Surat e haal Nawaz aur zardari ki haathon hone se to rahi

lekin farz kar lo , aisi achi surat e haal agar ho bhi gayi to us surat e haal ko Tehes Nehes jo kare gi woh yehi fauj hogi
 
jason

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Supreme Court Suspends Sind High Court Verdict of Removing Busharraf's Name from ECL

yar open a thread. I will give you my views.

I honestly believe that this election was mostly fair. there was some rigging but not enough to change the final outcome.

I honestly believe that there was no systematic rigging

Can you be fair and tell me the story behind 35 punctures? was there any proof of that story to this date? can you name the ambassador who said this thing? where is the tape which Imran Khan said he hd?

App bee tuu thoora fair hoa kur booloo.
I am maintaining this position from the very start that there is rigging why
apart from rural constituencies,IK was very popular he had led a very systematic and motivational election campaign.
it was unbeleivable what we saw in lahore and other city constituencies.

my doubts were when i compared voting pattern of different connstituencies viz a viz 2008 vs 2013 and i observed a very strange pattern that in every constuituency PMLn gain in votes as compared to 2008 elections was a minimum of 30,000 plus votes.

This is my considered opinion that in 2013 the new factor which increased the voting turnover was IK only.
Further when different candidates of PTI approached Election Commission for verification of ballots majority of ballot papers could not be verified as
1) genuinely issued by presiding officer.
2)a single person voted hundreds of times.
3)ID card number could not be verified on which votes were issued.

change of NADRA DG and other lame reasons ink was not used etc., etc.,
 
Back
Top