Bismillah
Bismillah
averyone knows yahan takiya ya i mean sarhana krnay ki ijazat nahi we all know k tum aur tumahri jamat k log iss Quran ko siray se mantay he nahi.. so ziada falsafa jharnay ki zurorat nahi.. tumhara quran imam-e-ghayab le kr bhag gaye hen unhain aa lenay do phir bolna...Subhanallah Quran mein jabaja Mujizaat hain magar Mr. agar numbers kay mujizaat kay ilawa Quran ki un Aayaat ka bhi Mutaala kar laetay jin mein Insaniyat ki talqeen ki gaii hai aur Khoon-e-Nahaq bahanay waaley Zalimeen par La.anat ki gaii hai toe aaj tumhari simt durust hoti aur tum Zalimeen mein shaamil na hotay.
anyone knows yahan takiya ya i mean sarhana krnay ki ijazat nahi we all know k tum aur tumahri jamat k log iss Quran ko siray se mantay he nahi.. so ziada falsafa jharnay ki zurorat nahi.. tumhara quran imam-e-ghayab le kr bhag gaye hen unhain aa lenay do phir bolna...
yeh bachon wali batain nahi hay janab.. aap halaf utha k kahain k jo shakhs iss mojooda Quran ko jo aj hamaray paas mojood hay.. mukammal aur tahreef se paak na samjhay wo shakhs musalmaan nahi.. aur jo yeh dawa karay k yeh Quran tahreef shuda hay aur jis ne bhi apni books men yeh sabit krnay ki koshish ki hay wo sab k sab kaafir aur mulhid hen.. ... aap yeh halaf utha lain main maan jaon ga k wakay hi aap iss Quran pr mukammal yaqeen rakhty hen...Bhai meri samajh say bahar hai kay ye batein tumhein kaun batata hai??? Baseless Bewaqoofi ki bachon waali batein. Jab tumharay paas koi logical jawab nahi hota to tum bachon waali batein karna shuru kar detay ho. Is tarah to mein bhi keh doon kay tum Musalmaan nahi ho, tum Quran ko nahi maantay laiken mai aisa kyun kahon jab kay mai jaanta hoon kay tum Musalmaan ho aur Quran ko maantay hao. Mukhalfat baraey Mukhalfat mat karo. Pata nahi kis say tumhein ye ajeeb ghareeb bachon waali batein bataein hain.
Bhai meri samajh say bahar hai kay ye batein tumhein kaun batata hai??? Baseless Bewaqoofi ki bachon waali batein. Jab tumharay paas koi logical jawab nahi hota to tum bachon waali batein karna shuru kar detay ho. Is tarah to mein bhi keh doon kay tum Musalmaan nahi ho, tum Quran ko nahi maantay laiken mai aisa kyun kahon jab kay mai jaanta hoon kay tum Musalmaan ho aur Quran ko maantay hao. Mukhalfat baraey Mukhalfat mat karo. Pata nahi kis say tumhein ye ajeeb ghareeb bachon waali batein bataein hain.
yeh bachon wali batain nahi hay janab.. aap halaf utha k kahain k jo shakhs iss mojooda Quran ko jo aj hamaray paas mojood hay.. mukammal aur tahreef se paak na samjhay wo shakhs musalmaan nahi.. aur jo yeh dawa karay k yeh Quran tahreef shuda hay aur jis ne bhi apni books men yeh sabit krnay ki koshish ki hay wo sab k sab kaafir aur mulhid hen.. ... aap yeh halaf utha lain main maan jaon ga k wakay hi aap iss Quran pr mukammal yaqeen rakhty hen...
Agar mai Quran par jhoot bolon to Quran mein Allah (SWT) nay jhooton par Laa.nat ki hai!!!
Subhanallah Quran mein jabaja Mujizaat hain magar Mr. agar numbers kay mujizaat kay ilawa Quran ki un Aayaat ka bhi Mutaala kar laetay jin mein Insaniyat ki talqeen ki gaii hai aur Khoon-e-Nahaq bahanay waaley Zalimeen par La.anat ki gaii hai toe aaj tumhari simt durust hoti aur tum Zalimeen mein shaamil na hotay.
well yeh sun kr to khushi hoi k chalain Quran ki ethenticity pe kam az kam aap ko koi aitraz nahi... rahi baat compiling of Quran k order ki to janab Hazrat Usman (R.A) ne yeh compilation tamam sahaba k mashwara aur ijtehad se ki thi.. Hazrat Ali bhi baad men iss k qail ho gaye thy warna wo apnay daur-e-khilafat men zuror iss ko dubara apnay tareekay se compile kr detay asa unho ne kion nahi kia iss ki waja sirf yehi hay k wo bhi iss compilation of surahs k order ko kubool kr chukay thy.. rahi baat kuffar k aitraazat ki to janab Kuffar ka Quran se agree hona ya us k order se koi sarokaar nahi .. agar unho ne Quran k kisi hissay pr aitraz krna hay to wo kahin se bhi kisi bhi ayat pr aitraz kr sakty hen aur krtay aye hain....Quran k mojooda order per tamam k tamam sahaba muhaddiseen ulema mujtahideen jo Nubuwwat k bad se ley kr aaj tak paida hoye hen wo iss tarteeb ko sahi maantay hen...Sab say pehlay to aap ka shukriya kay aap nay ail bilkul logical reply diya aur tehzeeb ka daaman haath say nahi chora. Meray bhai, mai sab kay saamnay Allah(SWT) ko haazir naazir jaan kar halaf utha kay kehta hoon kay jo Quran aaj Musalmano kay paas hai wo tahreef say bilkul paak hai aur us mein aik letter ki bhi zyadati ya kami nahi hai. Ikhtilaaf sirf Surahs kay order par hai. Ali (RA) nay Usman (RA) ko Surah's kay "order of revelation" mein kiya hua compilation diya tha laiken Usman (RA) decided to order it from the biggest Surah to the smallest Surah because many people came with different "order of revelations" and He (RA) thought it was best to end this dispute by ordering it in such a way.
Ab is say problem kya hua. Ye mulahiza kijiye:
Quran mein aik cheez hai "abrogation", yaani kisi cheez ka pehli ijazat thee laiken baad mein pabandi laga di gaii, ya phir kisi cheez pay pehla hukum nahi tha laiken baad mein hukum diya gaya. Order mein na honay ki waja say "abrogation" ko samajhnay mein problem and confusion hoti hai aur agar aap un Christian ya Jew websites pay jaaein jo Islam ko badnaam karnay kay liye banaii gaii hain to un ka yehi sab say bara point hota hai kay Quran mein Naoozubillah "contradiction" hai. But they are wrong, its not contradiction. Its "abrogation" but order of revelation mein na honay ki wajah say wo contradiction lagti hai. To bhai jaisa aap samajh rahey hain waisa kuch nahi hai. Mai nay khud bhi Quran ka Urdu tarjuma do dafa Maulana Fateh Muhammad Khan Jalandhari aur Tafseer Maulana Maududidi (RA) ki hi parhi hai. Bachpan mein teen dafa arabic mein parha tha laiken kuch samajh hi nahi aaya tha. Barey huay to aqal aaii. Laiken 90% Pakistanis ka yehi haal hai.
Agar mai Quran par jhoot bolon to Quran mein Allah (SWT) nay jhooton par Laa.nat ki hai!!!
well yeh sun kr to khushi hoi k chalain Quran ki ethenticity pe kam az kam aap ko koi aitraz nahi... rahi baat compiling of Quran k order ki to janab Hazrat Usman (R.A) ne yeh compilation tamam sahaba k mashwara aur ijtehad se ki thi.. Hazrat Ali bhi baad men iss k qail ho gaye thy warna wo apnay daur-e-khilafat men zuror iss ko dubara apnay tareekay se compile kr detay asa unho ne kion nahi kia iss ki waja sirf yehi hay k wo bhi iss compilation of surahs k order ko kubool kr chukay thy.. rahi baat kuffar k aitraazat ki to janab Kuffar ka Quran se agree hona ya us k order se koi sarokaar nahi .. agar unho ne Quran k kisi hissay pr aitraz krna hay to wo kahin se bhi kisi bhi ayat pr aitraz kr sakty hen aur krtay aye hain....Quran k mojooda order per tamam k tamam sahaba muhaddiseen ulema mujtahideen jo Nubuwwat k bad se ley kr aaj tak paida hoye hen wo iss tarteeb ko sahi maantay hen...
rahi baat aap k imam mahdi ki jo qurb-e-qayamat men sahi tarteeb wala Quran le kr ayen gay to mojooda Quran aur baqol aap k imam mahdi k Quran men faq saaf zahir ho ga. jis se saabit yeh hota hay k tamam musalmaan aaj tak ik naoozbillah ghalat tarteeb wala Quran parhtay aye hen jo k hidayat k liye mukammal nahi tha is liye imam mahdi wala Quran sahi hidayat aur deeni masaael k liye kaai ho ga.. ab mujhe yeh nahi maloom k tahreef kisay kahty hen... tahreef lafzi ho ya tarteebi baat to ik hi hoi...
dosri baat yeh k ahl-e-tashayyu k tamam fuqha tamam allamaz aur mujtahideen iss baat pe aik hi raye rakhty hen k Quran men tahreef ki gaee lafzi bhi aur tarteebi bhi.. agar aap ko iss baat pe baas krni hay to main tayyar hon aap k tamam major ulema jin men Mullabaqir majlisi.. muhammad bin yakoob kuleni khumeni .. buht se baray ulema jin ko fiqah jaafria men buht mukaam haasil hay sab is baat k qail hen k Quran me tahreef hoi..ab aap ki baat se yeh sabit hota hay k yeh sab jhootay hen aur jhooton pe l.a.n.a.t Allah ne farmaee hay Quran men.. ab aap inn logon k baray men kia kahain gay aya aap k nazdeek yeh log musalmaan hain ya nhi?
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|