Protection duaa‏

Faiza

Moderator
Surah Faatihaprotects one from theanger of Allah

Surah
Yaseenprotects one from thethirst of the Day of Judgment

Suratul
Waaqiahprotects one from poverty and starvation

Surah
Mulkprotects one from thepunishment of the grave

Surah
Kautharprotects one from theenmity of the enemy

Surah
Kaafiroonprotects one from kufr at the time of death

Surah
Ikhlaasprotects one from hypocrisy

Surah
Falaqprotects one from calamities

Surah
Naasprotects one from evil thoughts

M javed

Banned
Dunya ke saath saath khuda ki rahmtain bhi lootna zindgi ka sha'ar bana'o.

Hamain 'haqooq-u-ebaad' aur 'haqooq-ullah' donoon ka makammal khiyal rakhna chahye.

Haqooq-ul-ebaad se toba nahein. Iss lai inn se moaafi ziadah mushkal hay.

Sirf aur sirf haqooq-ullah (namaz roza hajj zakat, badni aur ruha'ni eba'da't) se toba hay. Allah ki za't ghafoor-ur-raheem hay - shaid apne haqooq se dar guzzar ker le. Yeh uss ki khaas rahmat ho gi.

Kissi doosare insaan (sirf muslimaan nahein) ko takleef dene wali mamooli baat keh dena bhi haqooq-ul-ebaad ki khilaaf warzi ho gi. Woh sirf wohi insaan hi moaaf kar sakta hay. Haqooq-u-ebaad, aakhir ummar main momin ban jaane se, hajj kar lene se ya olya allah ke darbaroon per charhawe charrane se moaf nahein hote.

Aakhir ummar main hajj aur toba kane se sirf haqooq-ullah ki moaafi ho sakti hay. Woh bhi sirf allah ki zaat ko maloom hoti hay. Saari zindgi jo dusare insaanoon ke haqooq per daake dale woh sirf wohi insaan hi moaaf kar sakte hain.

Allah woh judge nahein jo 'nro' kar le ga. Woh mazloom ka ziadah saath deta hay.

Yeh bohat gumrah karne wala concept hay keh aakhir ummar main toba kar lo, iss tarah ho jaoo gay jese aajh hi paida huwe ho.

Muslimaam bhool jaate hein ke abhi haqooq-ul-ebaad se moaafi baaqi hay. Issi concept ki waja se ummat-e-muslama main jaraaem aam hain aur loot maar qatal-o-ghaarat hera pheri jhoot bhola aam hain. Inn sab jaraaem main aggar cheh haqooq-ullah ka aik hissa bhi hay lekan bara hissa haqoo-u-ebaad ka hay. Iss ka bara mujram aleet class hay - jo society ke doosare zara-e, dolat, assar-o-rasookh istemaal karke na sirf moaashre main jaraaem ko aam karte hain balke mulki qawaneen ki bhi parwah nahein karte.
 
canadian

Chief Minister (5k+ posts)

Jazakallah.very true.Allah Taala Hamaray Gunahon ko Maaf Karrey.Aamen.
 
Night_Hawk

Siasat.pk - Blogger

Khair :jazak:
May Allah reward you for your nice and informative input and kind words of guidance.

Sometimes on this forum we start to say things to fellow Muslim forum member which are not proper. That also comes under Haqqooq-ul-Ibad. When one Muslim says Assalam-u-Alaikum to the other Muslim and we do not respond in the same manner, this also fall under the same heading "Haqqooq-ul-Ibad.
We use harsh words for each other, that also falls under the same heading.

We should ask forgiveness from that person for those offenses. May Allah guide us to do the right thing and follows Allah's Guidance.

Faiza

Moderator
Dunya ke saath saath khuda ki rahmtain bhi lootna zindgi ka sha'ar bana'o.

Hamain 'haqooq-u-ebaad' aur 'haqooq-ullah' donoon ka makammal khiyal rakhna chahye.

Haqooq-ul-ebaad se toba nahein. Iss lai inn se moaafi ziadah mushkal hay.

Sirf aur sirf haqooq-ullah (namaz roza hajj zakat, badni aur ruha'ni eba'da't) se toba hay. Allah ki za't ghafoor-ur-raheem hay - shaid apne haqooq se dar guzzar ker le. Yeh uss ki khaas rahmat ho gi.

Kissi doosare insaan (sirf muslimaan nahein) ko takleef dene wali mamooli baat keh dena bhi haqooq-ul-ebaad ki khilaaf warzi ho gi. Woh sirf wohi insaan hi moaaf kar sakta hay. Haqooq-u-ebaad, aakhir ummar main momin ban jaane se, hajj kar lene se ya olya allah ke darbaroon per charhawe charrane se moaf nahein hote.

Aakhir ummar main hajj aur toba kane se sirf haqooq-ullah ki moaafi ho sakti hay. Woh bhi sirf allah ki zaat ko maloom hoti hay. Saari zindgi jo dusare insaanoon ke haqooq per daake dale woh sirf wohi insaan hi moaaf kar sakte hain.

Allah woh judge nahein jo 'nro' kar le ga. Woh mazloom ka ziadah saath deta hay.

Yeh bohat gumrah karne wala concept hay keh aakhir ummar main toba kar lo, iss tarah ho jaoo gay jese aajh hi paida huwe ho.

Muslimaam bhool jaate hein ke abhi haqooq-ul-ebaad se moaafi baaqi hay. Issi concept ki waja se ummat-e-muslama main jaraaem aam hain aur loot maar qatal-o-ghaarat hera pheri jhoot bhola aam hain. Inn sab jaraaem main aggar cheh haqooq-ullah ka aik hissa bhi hay lekan bara hissa haqoo-u-ebaad ka hay. Iss ka bara mujram aleet class hay - jo society ke doosare zara-e, dolat, assar-o-rasookh istemaal karke na sirf moaashre main jaraaem ko aam karte hain balke mulki qawaneen ki bhi parwah nahein karte.

Very true, we all make mistakes, thats why we should ask for forgiveness for every sin we did intentionally or unintentionally, and if get a chance to ask for forgiveness from that person who is been hurt because of us, is the best thing to do, but if unfortunately its hard to find that person whos been hurt because of us we should make dua for that person, InshaAllah, Allah will forgive for our sin