slave of Allah
Senator (1k+ posts)
Re: Bajrangi Bhaijaan ke director Kabir Khan ka asli chehra
lol is trailer pr we are reacting so much aur hamra hukamran aam bhejta hai oodhr jub k wo hamaray jawan maartay hain..islamabad mai baitha hua hai lal masjid mai burkha wala jo khuli support krta hai terrorists ki..punjab ka CM din diharay 100 logon ko goli maar deta ha..karachi mai log mur jatay hain garmi sy aur dafnanay k lye qabarain nahi hoti..
we are busy fighting among ourselves.. we are doomed forever if we keep going like this..