Mehrushka
Prime Minister (20k+ posts)
sohrab miyan aaj dobara larney ka irada hai kya jaan bhooj k ab aap aik member ko aqal ki andhi keh rahay hain aur aap ko pata nai k wo itni aqal ki andhi nai hai k ussey pata na lagay k usski baat ho rai hai aur jab pata lagay ga to wo bhi bolay gi he na, acha meri kis baat ne aap ko kya sochne pe majboor kiya zara wzahat farmaaen gay ???
thank you,mujhe ye amajh nahin aati ke kuch log doosron ko andha ya p agal samajhtein hain kya,everyone can see who he meant aur phir kehte hain ke main to kuch bhi nahin keh raha..wah!
Last edited: